Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???
    Forex trading me choonkay risk bahut ziada involve ha aur kuch traders baghair work out k trade lagatay hain jis se loss ho jata ha. Baar baar loss honay ki waja se wo mayoos ho jatay hain aur wo forex trading chor detay hain. Forex me agar proper work out kar k trading ki jai to ham forex se bahtareen earning kar saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

    Hamen Forex trading se mayus nahin hona chahie aur Dil lagakar kam karna chahie Jo log bhi mayus ho jaate Hain vah kabhi bhi professional trader nahin Ban sakte agar aap Forex trading per new hai to sabse pahle aap iski practice kar len ek professional trader Forex trading ko bahut jyada time deta hai aur usmein time invest karke kam karta hai to vah ismein success Hasil karta hai jo log bhi forest reading per mayus ho gaye hain unko chahie ke aap apna Hardwick jari rakhen aapko ek din success mil jayegi
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

      Forex is traha ka business hai kay agr is business mein profit ziada hota hai tu loss bhi ziada hota hai aur forex agr profitable business hai tu forex risky bhi hai aur loss bhi ziada hota hai aur forex mein ziada log learning knowledge aur experience kay baghair trading kartay han aur learning knowledge aur experience nahin hota tu loss hota hai aur loss ki waja se dishart ho kar forex business ko choor jatay han aur agr forex ki learning knowledge aur experience hasil kar kay au forex market ko samjh kar analysis kar kay trading kartay han tu forex business mein profit bhi acha hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

        Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sb forex sy achi earning kar rahy hn gy g ap ka sawal acha hy forex main trading pe log mayoos es leay ho jaty hain q ky wo market ko bagair analysis keay trading start karty hain jis ki wajah sy bar bar un ko loss ho jata hy insan pehly trading ki mokamal taleem hasil kary forex ko achi tarah sy learn kary os ky baad apni mehnat ky babalnce account sy trading start kary InshaAllah un ko mayossi nahi ho gi balky wo acha profit hasil karty rahy gy
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

          G ap ki bat bilkul theak ha Forex mein kafi members disappoint ho jaty hain.Is ki waja ye ha k forum ne apne rules update kiya hain jis ki waja se aj kl bonus kam mil raha ha.Aur hammari mehnat b itni nhai hoti k hum ko zada bonus mily.Is liya kafi log apna kam chood dety hain.Wo bht jldi aur bht zada profit hasil krna chahty hain tu un ko aksar nuqsaan hi bardasht krna parta ha.Is liya yahi zaruri hota ha k kam pr hi guzara kiya jaey.Agar ap is waja se k bonus kam mil raha ha aur apna kam krna chod dety hain tu ap ko soochna chahiya ap ne bht galti kr di ha a ko is tarh ni krna chahiya ap hamesha apna kam continue rakhein
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

            assalamu alaikum ummid ha sb khiryat sy hu gy wo log Mayos hoty ha jin ko khud py bharosa nh hota jinen kuxh krna nh hota un wo log mayos hoty jin logo m kuxh kr lany ki himat hoti ha wo ek din kuxh na kuxh kr jaty ha is ly khud py bharosa rkahye or hard-working kry shukria
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

              jee haan apne theek kaha i am agree with you hard worker hii business ko achi tarah samajta hai bajay is kay banda bagair experiance kay apni investment kar day aur phir us ko nuksaan ho jay ye aik asa business ha jsi me hm mehnat se kam karty hain tu hm is business se asani se kamayb ho k is business me hm acha earn b asay asani se kar skaty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

                Forex kp jb hum achy say samjhty nahi hein or trade lagny lg jaty hein to is ma profit ki jaga nuqsan hota hai jis ki waja say log dil chor dety hein or trade b nahi lagty or firex ko time b nahi dety lakin asa nahi krna chahoye forex ko time dety rhna chahiye ta k hum achy say isko sseekh saky or khud ko kamyabi ki traf ly k ja skty heinn
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

                  mehnat nahi karen gay tou hamesha maysoosi hogi agr aap hard work krty hain aur earn b km krty hain to main smjhta hn k iss main aap ki ghlti hai reasonable aur soch smjh k hard work krain to u will get good results jo mahnat nhee kary gaaa wo kasay kamyab hoskta hay islia mahnat bohat lazmi hay kamyab hony kay lia.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

                    g mayoosi both bara guna hain huma mehnat karta rana chiya huma imandari sa work karna chiya bojh hona chahye aur satha main trading ko samjna bhi hoga aur market analysis bhi hoga in chezonsy ap ko market main trading skills develop krny main kafi madad milaygi aur ap kuch din main acha perform krnay lag jayngay. ap ko demo acount pay seekhna ho ga, aur is forum main jo b trading k hwalay se thread ho ga usi sai trah se read krna ho aur un main seh musbat points pay amal krna o ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

                      Aoa umeed hy sb khriyat sy hon gy ji dosto forex py sbr sy kaam lena chaheay kuch log Es liye mayos ho jaty hain kun k wo sbr sy kaam nai lty jb un ko loss hota hy to proper kaam Krny ke bjay forex py kaam krna chor dty hain jb K Hmain loss ho to or zyada mehnat krni chaheay takey kamyab ho jaein
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan-ahmed پيغام ديکھيے
                        Hamen Forex trading se mayus nahin hona chahie aur Dil lagakar kam karna chahie Jo log bhi mayus ho jaate Hain vah kabhi bhi professional trader nahin Ban sakte agar aap Forex trading per new hai to sabse pahle aap iski practice kar len ek professional trader Forex trading ko bahut jyada time deta hai aur usmein time invest karke kam karta hai to vah ismein success Hasil karta hai jo log bhi forest reading per mayus ho gaye hain unko chahie ke aap apna Hardwick jari rakhen aapko ek din success mil jayegi
                        Jo member Forex ko Sikke samjhe ismein kam karte hain aur trading Karte Hain vah Apne can't wash kar lete hain aur Bar Bar nuksan hone Ki Surat mein vah mayus ho Jaate Hain Kyunki unhen profit ki vajah loss ho raha Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

                          Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain is me hm mehnat se kam kar k b kamayab ho sakty hain or is business me hm achi earning kar k b kamayb ho sakty hain ye busienss aik asa business ha jis se hm jb chahe acha earn kar sakty hain Forex mai hard work hamay zaroor krna chaahiye isi trhan hum high earner bn sktay hain.
                          :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

                            Forex trading se mayus nahin hona chahie aur Dil lagakar kam karna chahie Jo log bhi mayus ho jaate Hain vah kabhi bhi professional trader nahin Ban sakte agar aap Forex trading per new hai to sabse pahle aap iski practice forex ko achi tarah samajh lo aur demo account bana kay waha trading ki practice kiya karo is say app ka knowledge aur experience dono barhay ga app ki trading improve hogi. or us ko smjhty howy humy hamy demo account pe practice krna hu ge or achy plan ready krna hu gy jis sy hum ek successful trader ban sakty hy isi liye hamy demo account pe khoob mehnat krni chahiye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading se log mayoos kio ho jatay hain???

                              hello members mayus vahi log hote Hain Jo mehnat nahin karna chahte jab aap mehnat se kam karenge to aap ko kamyabi aur successful trading kar sakte hain isiliye doston jab aap shortcut karte hain jisse aapko nuksan hota hai aur aap mayusi ki taraf chale jaate Hain isiliye doston hamen mayusi nahin karni chahie pal ke apni mehnat continue rakhni chahie jitni jyada mehnat karoge utna hi aapko achcha profit aur acchi income hustle hogi isiliye doston hamen apna Kam regular hokar kam karna chahie tha aankhen aapko Forex ke related har kism ki ki news per control ho jisse aap acche trading kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X