Market ki movement ko samajh Hue trade Karni chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Market ki movement ko samajh Hue trade Karni chahie

    Hn g bilkul thk kaha dear friend hamy trading ki market ko samajh ka phr trading karni chaye asy jaldbazi mn nhi q ka jaldbazi mn hamesha loss hi hota ha is lye hamy soch samajh ka trading karni chaye trading ki market ki movement ko zror samjhna chaye q ka wo change hoti rehti ha is lye hamy khyal rakhna chaye or soch samajh ka trade lagani chaye trading mn experience ka hona bht zrori ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Market ki movement ko samajh Hue trade Karni chahie

      My dear assalamu o alaikum umaid krta hu AP sab khairiyat se hongy g forex trading market ki moment Ko Nahin samajh Pata uski trade Kabhi perfect Nahin Hoti balke uska account wash ho jata hai Nimbus market Ki Halat paidviewpoint rahata hai ki Ham state perfect kar sakte hain Nahin Jitna ho sake market ke related information Hasil karne ki koshish karen Jab Koi members market ko understand kar leta hai ya nahi uska experience hota hai ki vah market to understand kar sake aur Market ki moment ko samajh lete Hue aur Market kanala strong rakhte Hue Har Tarah Ki planning ke sath Fox karte hue 88 Karta Hai Usi Ki trade perfect Hoti Hai all members se request hai ka Jitna ho sake market ki moment ko samajhte Hue trading karen har time market ko different time frame meinkarna chahie kyunki jitni acchi hamari analysis hogi aur jitne acche tarike se ham trading karenge Sabar ke sath kam karenge utna hi jyada ham Forex profit Hasil kar payenge Ghar jaldbaji mein aakar ke galat time per galat trade ki entry lekar ke trading karenge to hamesha nuksan mein hi rahenge.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Market ki movement ko samajh Hue trade Karni chahie

        Jay han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex trade Hamen kamyabi Hasil karne ke liye forex market ki movement ko samajhna bahut jyada important hota hai aur forex market ki movement ko samajhne ke liye hamare pass technical analysis fundamental analysis trending analysis candlestick chart pattern bearish candle aur bullish candle ka Tamam knowledge Hona chahie tabhi Ham Apne knowledge ki buniyad per forex market ki movement ko samajh sakte hain aur forex market ki movement ko acche tarike se analyse Karke market ka exact trend Maloom kar sakte hain aur apni trade ko market ke Trend ke Mota Bayko open karke apni trade Se Accha profit Hasil kar sakte hain aur Forex Mein Kamyab Businessman Ban sakte hain

        اب آن لائن

        Working...
        X