Be Confidant,you can earn,keep it up.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    yer marey dost i think ap ki baat sach ha is month marari all investment jo ma ny pakistan forex forum me posting se hasel ki thi wo loss ho gi ha but me abi me trading kar reha ho is lihy eik din big profit gain karo ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      forex trading me bhai jan ap bja farma rahey hen key trader ko confident hona bohat zrori hey q key ager ap koi trade kerney say pehle confident nahi hen aur confused hen to pher ap ko may be profit ki bjay loss ho jay.
      • #888 Collapse

        ha aap bahut hi earn kar ksata hai par aapko forex me bahut hi hard work karna padata hai agar aap hard work nahi karte hai to aapk kuchh bi earn nahi milta hai aapko bahut h pratice karna hoga to hi aapko success milta hai warna nahi milta hai kabhi foe me aapko bahut hi practice karna zaruri hota hai
        • #889 Collapse

          han brother forex me ham ko har dam trading se pehly fresh or confident rehne ki zarurat hoti hai yeh business bohat profitable hai or is me rehte hue ham apni life ko asani ke sath badal sakte hain yeh business hamari life me bohat tezi se changes la sakta hai hame is ko seriously lena chahiye .
          • #890 Collapse

            mujay is ka nolig ni ha ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,ma is k baray nalaa
            • #891 Collapse

              yes agar aap confident hain to aap ko aik acha aur aik bara profit bi mill sakta hai sahid yahi waja hai k forex main apko fully confidence hona parta hai lakin agar aap forex main over confidence hain to apko aik bara lost bi hoo sakta hai aur is k elva hoo sakta hai k aap ka account bi blocked hoo jai.
              • #892 Collapse

                ji blikul apko total confidence k sath apna kaam kerna ya aur zyada balance out nhi kerna hy apne mind ka isliye proper kaam kerna kliye sirrf apne kaam per focus karein.,.
                • #893 Collapse

                  jab learning achi hoti he toh mere khiyal se hamare pass knowledge acha hota jata he phir hamara jo cnfidence level hota he woh bhe acha hota jata he is lie learn karna hi sab problems ka solution he is lie jab tak ap log learn nahi karte forex me achi trade karna possible nahi
                  • #894 Collapse

                    bilkul g i agree with you 100% you corect kiun ky hm agar kisi kam main confident sy kam lain gy to hm ko faida hi ho ga is lia mn msjta hun ky hm ko is main apny ap per kabu rakhna chayia
                    • #895 Collapse

                      Agr hm ma self confidence hu ga to hm koi b kam hu usko easily kr ske ga.aur confidence hm ma tb aye ga jb hm ju kam start krne lgy hn uske pury malumat rkhe ga.ksi b kam ko learn krka start krne sa auto pa self confidence ata ha so friends forex trading start krne sa phle hme isko ache trha learn krna chahye phr full confidence sa is kam ko shru krna chahye inshallah phr zrur earning hu ge
                      • #896 Collapse

                        jee janab ais ahee hey key is kaam mamey apa ko fear nahi karni hogi is kaam mey apa ko confidentially kaam karna hota hey or jis ki wahja sey apa ko is kaam ka barha sey barha faida mil jata hey
                        • #897 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mdm786 پيغام ديکھيے
                          Dear traders confidence aik aisi cheez hai jo insan k moral ko high karti hai ,mehnat k sath sath apne ap mein confidence paida karain, agar dosry log trading se kama sakty hain to ap kiun nhi kama sakty.seniors ko bhe juniors ko appriciate karna chahiye,apne andar ki abilities ko utalize karain ALLAH ap ki madad kary ga.
                          yer bhai jan i thing business me confidance eik achi chaz ha but forex trading business me confidance ky saath hum ko experience bi chay jis se hum earning kar saky yer experience + confidence = good earning ky
                          • #898 Collapse

                            no doubt everyone can earn here because isi liye to yahan kam kr rahe hain log, kam krna easy hai zyada mushkil nhi bs sabr aur itmenan se kam krna ho to behtreen work ho ga ap k liye
                             
                            • #899 Collapse

                              yes trading k duraan hamain apny andar conifidance peda krna chahiye jis say hamari planing achi hoti hai or hum market maijn win kr skty hain or acha profit earn kr skty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                Be Confidant,you can earn,keep it up.? brother forex may confidant rehna is bat ki neshani hay k ap forex ko kitna samjeh tay hany.confident rhna ap k good trader hony ki pehchan hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X