ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1096 Collapse

    dear sirforex trading student k liyay best hasi likin un k liyay yehi advise hai k pehlay woh apni taleem kper tawajo day phir forex trading start karay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1097 Collapse

      forex trading aik boht acha business hay is main boht say log kam karty hain humain is main loss b ho skta hay or humain is main profit b ho sakta hay or huamin is mainsab say phly humin is main lenaring kanri ho gi kun kay lenaring nai to eanring b naixx
      • #1098 Collapse

        bhai jaan apne ye baat bilkul theak kahe hai humay forex per trading karni chaiye per is k saat saat apni study b continue rakhni chaiye is say hum apna daily basis per time forex k saat saat apni study per b de sakte hai is tarha say hum ache trading kar k much profit easily earn kar sakte hai
        • #1099 Collapse

          yee baat theak hay students jo keh forex trading kar rahy hay unko chahiey keh forex trading ko part time rakhy aur ziada study ko time dain esi main unkay liey behtari hoti hay aur earning sath karen learing kay sath
          • #1100 Collapse

            han students ko taleem per bhi dehan dena hota hai agar taleem per focus nahi karen ge to phir life me peeche reh jayen ge dono ko he sath sath le kar chala jana chahiye takey ham ko is business me knowledge mil sake or earnings bhi ho saken .
            • #1101 Collapse

              Students key leye yeh aik best source of income hy. Lekan students ko chaheye keh woh aik time table bana kar kam karain aur apni study ko ignore mat karain. Is sey sirf itni income hasil karain jis sey woh apney educational expenses ko poora kar sakain aur study key bad is ko part time business bana lain.
              • #1102 Collapse

                G bilkul Bhai ap NY right bola k students k leye sub sy pehli aur lazmee cheez study students ko chaheye k WO koshish krn k apna zayada sy zayada time study ko den aur apny part time mn trading krna hy too krn but first thing is study for students
                • #1103 Collapse

                  trading krny say agar kisi ki life main taleem ko asar hota hai to usy zarort hai k apni taleem pay zada tavaja daiy kun k is say usy is main kaam krny mai madad mily gi or hum is say apna kaam forex mai zada ashy say kr saqty hain
                  • #1104 Collapse

                    forex main trading kay liay hamain kuch muskil hoti to zaroor hay mager ham jald he ias ka hal nikaal laitay hain jaisay kay ham forex main say ager experience kay sath trading karain to ham kuch he dair main acha kama saktay hain yahan say
                    • #1105 Collapse

                      students kay liay forex main trading kerna bohat he achi bat hay wo apni taleem kay saath saath trading jari rakh saktay hain wo long term trading kay order laga ker trading ko jari rakh saktay hain mager unhain pehlay apni study per dhean daina chaheay pher trading per
                      • #1106 Collapse

                        yes dear me ap ki bat se agree karta hu kyu kay forex business me ahr trader asani se apni mistaakes aur loss se learn kar sakta hay aur acha trader wohi hota hay ajo apne loss se learn kare aur apni mistakes ki correction kare.
                        • #1107 Collapse

                          g jnab deyar min ap ki bat se sajmat hun ap ki bat bil kul sahi hy him ko gorex buznees min student kp is biznees ko advais deni cahye talh him is biznees min se achi ernig hasil kar salyn
                          • #1108 Collapse

                            Students pehly apni education pey focus karin us keay bad forex join karin tu acha hoga q keay students apni study ko be time or forex trading bhut he mushkil heay dear apni education complet kar keay pher forex join kary tu behter hoga dear.
                            • #1109 Collapse

                              ap ki bat thek hai k students kabhi bhi forex k pichay apne future apni taleem ko kabhi na choren q k taleem hi insan ka zawar hai aur baqi sab kuch to wo hasil kar hi leta hai agar education ho is k pas to.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1110 Collapse

                                jnab hum jab trading main kam karty ahin to huamin ye hota hay kay hum is main kam kar kay kafia cha profit hasil kar lain magr huamin apni study par b focus kar kay kam karna ho ga ta kay huamin education main b ko masla nai ho or humain profit b ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X