ADVISE,Students trading zaror karain laikan...apni TALEEM ko ignore na karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    Bilkul theek ke rahe hai mere bhai ap ke forex ka as a part time hi kare yeh bohat hi risky business hai apni taleem ko students bilkul bhi ignore na kare aur koshish yeh kare ke forex ka kam kare bhi to lalach na kare bus sabar se kam le aur sahi waqt ka intezar kare trade lete waqt otherwise ap ko loss hi hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      ji han pa ne bilkul thk kaha hai student ke liye ke taradig zaroor kre likn apni study ko ignore na kre dono kam eko ek sath li ke chale take ap dono ka m mein faida hialsk kr skte hi
      • #648 Collapse

        jee bikul apne parhai ko nahi chore.aur koish kare ke trading se apke parhai ko koi bhi effect nahi ho.parhai ko apne jaga rakhe aur trading ko apne jaga rakhe.
        • #649 Collapse

          dear friend mai ap kai es post kai sath agree karta hoon kai forex trading mai student work kart sakty hain balky student ko chahyie kai wo pehly study kary aor free time mai forex mai work kary
          • #650 Collapse

            right students ko chahiye ke jb tk studeis complete nahi hoti wo is business ko sirf learn kren aur demo pe practice krte rahen jb unki study khatam hjaen tb tradinig start kren but studies ko ignore mt karen
            • #651 Collapse

              ji haa students ko apni education ko bi saath saath jarii rakhnaa hoo gaa aur uss ko billkull bi disturbe naa honeey deey students forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey hum ko definitely loss hi ho ga students ki education kaa aur qeemti tie kaa
                 
              • #652 Collapse

                yes it is the right that we should give the first preference to the education and then we should give the second time to the forex it is the reality otherwise we cannot get the success in the forex and in the life
                   
                • #653 Collapse

                  DEARS INSTA FOREX MEMBERS: i think knowledge hamari buniad he, is ko hum kisi b qeemat per ignore nahi kar sakte, kion ky agar hmari buniad mazboot ho gi to hum ko her kaam easy feel ho ga..............
                   
                  • #654 Collapse

                    maray jitnay b students bhai hain ager aap study kay saath trading karna chahtay hain to achi baat hay. lakin ager aap ki study trading ki waja say disturb ho raye hay to trading ko chor dain
                    • #655 Collapse

                      han kuch students samajhtey hain k wo achi trading kar key dino main ameer ho jaenge magar wo taleem par apna dheyan chor daitey hain.
                      • #656 Collapse

                        students ke lye yeh best kaam hai kyo ke agr koi apni studies kr raha hai tu side pe wo yeh business bi kr saktha hai kyo ke students ke paas bohat time hota hai wo demo account pe forex trading ki studies ko practically apply kr sakhte hai aur results gain kr sakhte aur apni academic education pe bi focus kr sakhte hai
                        • #657 Collapse

                          mjhay jb meray teacher nay forex k baray me btaya tha to us nay sub say pehlay yehi baat ki the k aap nay sub say pehlay apni study ko prefer karna hai bad me koi dosra kaam karna hai.
                          • #658 Collapse

                            yeh to ham student is kam main ain aor sahih kam krain aor earning krain lakin is bat ko mt bholain keh unhon ny phly study krna ha phir is main kam krna ha to acha hota ha
                            • #659 Collapse

                              forex to aik esaa busniess ha jis main ahr
                              memebr ko is ka nsaha jab ho jata ha to wo buhat he
                              muskil sy utrta ha to har student kochay kay wo forx ko
                              part time job kary na kay full time spend kary warna ap
                              apni study ka loss kary gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                ji bilkul student forex par work karen magar apni taleem par bhi focus karen agar kyun ke taleem bohat zarori hai agar koi students forex par work karna chahta hai tu karen magar pehele taleem ko time den aur thorda time den forex ko ziada time na den.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X