Forex main loss any ki wja ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Re: Forex main loss any ki wja ?

    Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun ki aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek Kaha hai Forex mein lost Ho Jaaye to kabhi bhi Pareshan Na Ho bol ke dekhe aapko Kis vajah Se launch hua hai aur FIR apni Galti HO ko sudharne ki koshish karen Agar Ham apni Galti ko sudhare Ayenge tabhi Ham Kamyab Honge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Re: Forex main loss any ki wja ?

      Forex formulas Aksar Hamen Hamari hi wajah se hota hai dost se bachne ke liye Hamen Koshish Karna chahie ke Ham Forex Mein Dil Laga kar kam Karen mehnat Karen Subah Sham Forex ko time de Forex Mein learning Karen Kyunki Jitna Sadar knowledge Hogi utna hi jaldi Ham Paras ko samjhe Ayenge aur apna hi kamyabi Hasil Karenge Hamen forest Mein Kamyab hone ke liye rules ko follow karna chahie Kyunki rules ko follow Karenge to loss se bachenge
      • #108 Collapse

        Re: Forex main loss any ki wja ?

        A.o.a
        Forex market main jo insan kam karta hain to agr wo kam shi sy nh kary ga or usko muskalat ka samna karna parta han or usko ko forex market mn loss hi loss ho jata han.or jis insan ky pas experience hota hain to kabhi bhi loss ka sekar nh banta or kamyab insan ko.agr ak br bhi loss.a jy to wo life mn phr kabhi bhi loss nh karta or mhnet karta rahta hain is liya forex mn ab bhi kam.kry to tenshan free ezy or mahool mn acha bhty ta ky apka kam.acha ho or apko loss na ho
        • #109 Collapse

          Re: Forex main loss any ki wja ?

          friends forex mein apko loss hony ki bahut sari wajohat hai jaisa ka sometimes ap apni trade laga dete Hain lekin apny market ko analyse nahin kiya hota hai yah hamari sabse badi mistake hoti hai aur members Kabhi kabar ham aisa krty hain ki apna lot size Apne account se bada rakhte hain ya bhi hamare loss ki vajah banti hai aur jab Ham bagair practice ke trade lagate Hain to vah bhi hamare loss ki vajah banti hai yah sari baten hamen hamesha loss hi krwati hain
          • #110 Collapse

            Re: Forex main loss any ki wja ?

            Dear member forex mai loss any ki sab sy bari waja hamari apni mistakes hoti hain forex aik riski buisness hai jis mai choti c ghalti bhi loss ka sabab banti hai es mai agar ap jaldbazi karty hain or baghair sochy samjhy kaam trade mai entry ly lety hain tu ap ko loss ka samn akarna parta or hamari sab sy bari ghalti jo hamary loss ka sabab banti hai woh acha analysis na karna baghair analysis ky trade mai entry lena jo k hamary loss ka sab sy bari waja banti hai es liye ap ko pehly analysis karna chahea us ky bad soch samjh kar trade leni chahea
            • #111 Collapse

              Re: Forex main loss any ki wja ?

              Good morning Pyare doston kaise ho aap log ummid karta hun aap sab theek Honge aur Apna Kam acche tarike se kar rahe Honge yah Baat bilkul theek hai Forex trading Mein Hamen last hota hai aur profit bhi hota hai last hone Ki Sabse Badi maja ji hai ki Ham acchi post share Nahin karte Na Lage Aur experience Hona chahie Uske bagair Ram post share karte hain trading Laga Dete Hain knowledge ke bagair trade Nahin Lagani chahie market ko watch Karke trade Lagani chahie Agar Ham Aisa Nahin Karenge to main Las Hoga isliye trade Lagane ke liye aapko knowledge experience aur Market covers karna bahut Jaruri hota hai FIR jakar aap Kamyab ho sakte hain
              • #112 Collapse

                Re: Forex main loss any ki wja ?

                asslam.o.aliakum dosto ji forex main loss any ki waja apko loss us waqt ata hai jab ap jaldbazi krte ho lalach se kam lete ho apne account ki equity se big lot use krte ho market ko samjhe bina trade ooen kr dete ho tab apko loss ho sakta hai agr ap chahte ho apko loss na ho to apko hamesha sabar k sath market ko analyse kr k trade lagao aur lot size hamesha small use kro tabhi ap achi trading kr pao gy aur success hasil kr sako gy kabhi b lalach ya jaldbazi main kam na lo.
                • #113 Collapse

                  Re: Forex main loss any ki wja ?

                  Assalamu Alaikum Pyar member and Forex forum kaise hain aap ummid karta hun ki aap thik Honge aur Apna varg Puri Mandari aur mehnat aur Lagane se kah Rahe Honge ji han bilkul doston forex for main aap log hain to Los Aane Ki Sabse Badi bajaya Hai Ki Ham trade Shuru kar lete hain lekin pahle market ko moment ko check Nahin Karte market ko check Nahin Karte market gaya tha Kuchh Nahin Karte market Ko Nahin check Karenge market Ko Nahin samjhoge Hamen Kaise Pata chalega ke Ham kaun si train Lagani hai aur kaise trailer Gani hi Pata Hoga Kya Mein Kaise Lagani Hai To fir kabhi bhi nahin ho sakte hain Agar Hamen trading Mein Kamyab hona hai To Hamen market ko check karna hoga market ke level ko check karna hoga aur bahut hi kam level per trading Lagani Ho Geeta ke Hamen acche se Acha profit answer kar sakte the ki very much
                  • #114 Collapse

                    Re: Forex main loss any ki wja ?

                    Assalam o alaikum umeed hy forex k tamam members khairiyat se hon gy forex forum me loss any ki wajohat ye hain k aik to naya user aty hain wo mehnat nahi kerty or post achy se nahi kerty hain or un ki post ziyada informative nahi hoti or dosri loss any ki waja ye hy k jab trade lagaty hain to wo market ko achy se analyse nahi kerty or na he market ki movement ko achy se analyse kerty or sahi time ka intezar kiye bagair jald bazi me trade kerty hain to un ko loss ata hy or jaldi bazi ki waja se speling mistake kerty hain to un ko bonus acha nahi milta jis ki waja se loss ata hy or jin k pass forex forum p wo loss kerty hain jin k pass knowledge nahi hota or na he un k pass experience hota hy is liye wo nakam ho jaty hain or un ko loss ata hy
                    • #115 Collapse

                      Re: Forex main loss any ki wja ?

                      Asslamu alaikum umeed ha ap sb forex member khairiat sy hon gy forex trading pa kam krty hoy some times loss ajata ha os loss ki waja ap khud ho q k ap market analysis nh krty r baghair sochy smjhy ap trade lga daty haen apko aisa nh krna hona sb sy phly market ki direction check kren bad ma trade lagaen loss ki wja experience ka na hona ha
                      • #116 Collapse

                        Re: Forex main loss any ki wja ?

                        Assalam walekum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Forex Mein loss Aane Ki vajah bilkul Aisi hi baat hai Forex melange Aane Ki Sabse Badi vajah yah hoti hai ki ham Soch samajhkar trading Nahin Lagate Apne Dil Ke Andar Lala chalakar trading karte hain Jiski wajah se Hamen loss ho jata hai aur ham market ko acche tarike Se watch Nahin Karte acchi mehnat ke sath Ham trading Nahin Lagati acche naila's ke sath **** Nahin Lagate yar jaldbazi Karke Ham trading Lagate Hain Jiski vajah se Hamen Lo so Jaate Hain Agar Ham Chahte Hain Ki Hamen trade Mein loss Na Ho To Hamen uske liye Sabar aur imandari ke sath trader Lagani Hogi tha ki Hamen loss Na Ho Aur acche profit ke sath Ham apni training ko Jari rakhen Shukriya thank you so much
                        • #117 Collapse

                          Re: Forex main loss any ki wja ?

                          Forex mail loss ki vajah analyse na karna aur aise hi trade laga dena bhi ho sakti hai lekin usse bhi Badi vajah aap 1 last Mein jaati Hui Ltd ko hold Karke Rakhe to kya pata vah profit Mein Chali Jaaye Na Kar aap Sabar Nahin Karte Kyunki Sabar Ka Phal Meetha hota hai aur jaldi kam Shaitan Ka Hota Hai To Hamen chahie ki Ham apni trade ko fold Karke rakhen Taake usmein loski Vijay profit a sake jaldi ka kam mat Karen aaram se sabse analyse Karke kam Karen Taki aapko profit Ho
                          • #118 Collapse

                            Re: Forex main loss any ki wja ?

                            Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy achi earning kar rahay hon gay g apka sawal bohat acha hy pakistan forex forum py work karty hoey forex trading main hami loss hony ki wajah hmari apni hi mistakes hain q ky hum theak tarah sy market ko analysis nahi karty or na hi lot size ka theak tarag sy imtamal karty hain or na hi hum trade open karny ky baad take profit or stop loss ka use karty hain jis ki wajah sy market apni movement dikhati hy or hamain loss ho jata hy
                            • #119 Collapse

                              Re: Forex main loss any ki wja ?

                              Forex business mein loss hone ki buht si wajohaat hoti hai lakin sab se bari waja js se loss hota hai woh hai forex business ki learning knowledge aur experience ka na hona forex business ki learning knowledge aur experience nahin hota aur trading kartay han js se loss hota hai kiok knowledge aur experience kay baghair trading karain gey tu loss hi hota hai aur is kay elwa trading mein lalach se jald bazi se emotional trading bhi loss hi hota hai hum trading mein koi bhi galti karain gey tu is se loss hi hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Re: Forex main loss any ki wja ?

                                is main koi 1 waja ho to ap ko batao lakin itna kaho gi ka is marekt main lsos tab hota ha jab is main kam akrny ka lye exprince he nhe hota ha to is main nuksan karty han lakin is ka bad or bhe bahut sari asi wajohat han jin ki waja sa ham market main nuksan kar rahy hoty han to ap ko seekhan ho ga ab isy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X