account wash

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: account wash

    Forex trading Mein kam karte hue Hamen Apne kam ko Hamesha active hokar karna chahie Hamara account was Hamare mistake ki vajah se hota hai Jab Ham Apne Karm ko acchi tarike se nahin karte aur trading karna start ho Jaate Hain yah Hamen trading ke bare mein acche experience or knowledge Nahin Hota To Ham is business Mein Kabhi Bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte Jab Ham Apne kam Mein lalach karte hain aur apne kaam ko jaldbazi Mein karte hain to Abhi Ham Apne account ko Bhaskar Baithe Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: account wash

      Assalamu Alaikum ummid hai ki aap sab bilkul theek Honge ji aapane bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai account was kab hota hai to aapko batate Chale ki account was Hamari mistakes ki vajah Se Hota Hai Jab Hamare account mein bonus kam hota hai aur ham lot size Jyada Rakh Lete Hain To Jab Hamari trading loss ki taraf Jaati Hai To Hamara account wash ho jata hai Hamen chahie ke Ham trading Mein lot size ko kam Rakhe aur apne account ko Madan Agar rakhte Hue lot size rakhen Hamen chahie ki mistake na Karen aur jaldbaji bilkul Bhi Na Karen chal baje se Ham Apna account wash kar Baithe Hain Hamen Sabar se kam Lena chahie
      • #18 Collapse

        Re: account wash

        forex main account wash b ho skta hain tu k forex ik risky business hain is main humhy loss or profit dono ka samna karna parta hai ar hum jldbazi main a kar traing karty hainn tu humhy account wash b ho skta hain is ki sab sy bari wjha galt signals main a kar k trade laga kar k ik kamyb trader ban skty ku k forex main humhy loss b ho skta hain jis ki wjha sy humhra account b wash ho jata is liye humhy chiye k humhy zyda sy zdya mehnt karni ho gai or learning skill ko improve kar k trading karni ho gai taki humhra acoount wash na ho sake
        • #19 Collapse

          Re: account wash

          Dear members aj men apko ik bta don KE hmara account wash kis waja se hota hi hmara account 2 waja se wash hota ho I'm to hmari mistake KE waja se dosra hmari lalach kr waja se jab ham Kam men lalach karte hen ke ham bht paisq kmane KE chkar men BHT faida hasil Kar sakte hen to is chkar men hmara account wash ho jata hi lalach buri bala is lye hame lalach ni karni chaye Pakistan forex forum men acha bonus acha Kam karne se ata hi is lye acha Kam Karen or faida hasil Karen
          • #20 Collapse

            Re: account wash

            Account watch Bharosa Tuta Jab Ham kam ko Market Karol Karnataka Nahin Karte market analysis Nahin Karte Jab market conditions nahin karta Tu to Mara Hua Khatra hota hai isliye Hamen kya karna chahie Jab mark Achcha Karenge Express ko use Karenge Tu hamke miyapate Jaenge To Ham jaenge
            • #21 Collapse

              Re: account wash

              Assalamu Alaikum Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge bhai sahab Ne Baat kiya kya account wash account was tab Hota Hai Jab Hamare knowledge kam Hote Hain aur ham trading Mein profit ke Baje Ham lalach Mein Lage Lage Hote Hain ke profit Jyada mil jaega Hamen Lali Se Kam Nahin Karna chahie bol ke Soch Samajh Ke Sath kam karna chahie Varna Hamara account wash ho jaega aur account Niche Se niche Chala Jaega Main ummid Karta Hun ki aap Sabko Meri Baat ke Samaj ai Hogi
              • #22 Collapse

                Re: account wash

                e Hasil Ho Gai aur ham acchi kamyabi ke sath apni life ko change kar Sakenge Shukriya kam Karenge Tu Hi app Forex SH sharing classic kar sakte hain aur Main aapko yah bhi batana Chahta Hun Ki Ham Sabko chahie kya Jyada Se Jyada Achcha kam Karen Kyunki Agar Ham Sab Forex mein jyada Se Jyada Achcha kam Karenge To Hamen acchi kamyabibrother of Ki Baat bilkul theek hai agar aapka account watch ho jata hai to aapko pareshan hone ki jarurat nahin hai aapko chahie kya aap just Forex Mein Agali bar Jyada Se Jyada minut ke sath kam Karen Kyunki agar aap next time Jyada Se Jyada mehnat ke sath
                • #23 Collapse

                  Re: account wash

                  Dear jab Amaze market Mein acchi tarike Se Kam Nahin Karte To Hamara account watch ho sakta hai Hamen market Mein kam karne ke liye Apne analysis karne hote hain market Mein kam karne ke different method available hote hain ya Ham par depend kar raha hota hai ki Ham is market mein kaun sa methods elect Karke trading karte hain Agar aamir's market Mein technical analysis Karte Hain To Hm Ko is market Mein different indicators Oru pools use Karke analysis karne hote hain Taki Ham is market Mein Apne analysis karne ke bad market Mein trade open kar sake market Mein different candlestick patterns available hote hain jinko Dekhkar Ham is market Mein trade open Karte Hain Humko market Mein trade Lagane ke bad Sabar karna hota hai Taki Ham is market Mein Apne account per Achcha profit hasal kar sake market Mein mistake se bachne ke liye Humko planning Karni Hoti Hai tab Ham is market Mein Achcha result hasal kar sakte hain Humko is market Mein Kshetra Kaise kam karna Hota Hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: account wash

                    My dear friends i hope you are well and you are earnning good bouns and good profit by working hard in forex forum dear friends ap ny bilkul right baat ke hy khe chouti se mistake humy baouth zeyada loss dy sakty hy ess leye humy kabhe bhe mistake nhi krni chaye balkhe humsaha soch samjh kr kaam complete krna chaye esse main he humare kameyabi hy ess leye humy chaye khe hum mehnat karin aur hard work karin aur kamybi hasil karin best of luck.
                    • #25 Collapse

                      Re: account wash

                      Ji han bhai jaan aapka account aapke apni galti ki vajah se wash hota hai aap Logon Ko chahie ki aap apne account ko Se Jyada Se Jyada save rakhen jitne Jyada Apne account ko sev Rakhenge Itni Jyada aap ki kamyabi aapke pass hi thank you so much
                      • #26 Collapse

                        Re: account wash

                        Assalan o alaikum hamara acount wash tab hota hy jab hamary pas rakem bhot kam hoty hy aur hum trading krty hain aur as main hamain los go jae to account wash hony ka khatra hota hy as leye account ko wash na hony dain jab account wash ho jae to ap ki trading atomaticaly band ho jae gi
                        • #27 Collapse

                          Re: account wash

                          Hello dear friend how are you friend jo bhi Vandana bagair sochi samjhi bagair Dekhe bagair analyse Ki Hai jakar trade laga deta hai aur uski market rate trend Ko Nahin dekhta market ki nahin dekhta Usi Ka hi hota hai Hamen chahie chahie chahie Sab Jitna Jyada market panelize karna Jante hain aap apne Jyada Kamyab ho sakte hain se prapt nikal sakte hain kaise kam Karen Inshallah aap ko kamyabi Jarur milegi aapane jogimunda account kaun hai na Uske bad ho jata hai to mujhse baat Hota Kyunki market paralyzed Karta nahin hai aise hi Hamen Apna banana chahie market ko dekhna chahie market ko high level pack jaane de uske bad Apne entry point banane ke bad yah friend Karen
                          • #28 Collapse

                            Re: account wash

                            Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy bohat acha profit gain kar rahay hon gay agar apka accouna balance kam tha or apka analysis strong nahi tha to apko gold py trade leni hi nahi chahiey thi q ky gold bohat heavy pair py es py trade ky leay apka knowledge or experience ka hona bohat zarori hy or apka analysis bohat strong hona chaiey or apka account balnace bhi big hona chahiey phir ap gold py trade lainy ki soch sakty hain or es sy acha profit gain kar ky apny account ko wash hony say bacha sakty hain
                            • #29 Collapse

                              Re: account wash

                              Assalam o alaikum account wash hamari apni mistake ki wajah se hota hai isliye hamen hamesha soch samajhkar sabar ke sath himmat aur hosly k sath kam karna chahie market k rules ko follow karna chahiye market ki movement ko samjhkar trading Karni chahie aur trading karte waqt jaldbazi aur lalach nhi Karni chahiye apne account balance ke mutabik lot size ka use karna chahie aur fresh mind hokar confidence k sath kam karna chahie aur achi planning k sath kam karna chahie zyada se zyda time invest karna chahie agar Ham trading karte waqt jaldbazi aur lalach nhi karenge sabar k sath kam karege aur market k rules k mutabik kam karege to Ham kamyabi hasil kar sakte hain aur apne account ko save rakh sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain agar ham trading karte waqt jaldbazi karege to Ham apne account ko save nhi rakh sakte hain aur hamara account wash ho sakta hai agar Ham Dil laga kar mehnat k sath hardworking k sath kam karege aur soch samajhkar sabar ke sath kam karege to Ham kamyabi hasil kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: account wash

                                Forex Trading Account ka account wash hona


                                Forex trading me aksar hum traders ko dekhte hen ya un se sunte hen hen k mera account wash ho gaya, forex trading me account wash hone se murad trading account ka itne ziada nuqsan me jana k us me maojood balance ka mukamal khatam ho jata hai.
                                Forex trading me account wash hone k kaye wajohat hen jis ki waja se aksar hamare trading account mukamal wash ho jate hen. Kuch aam se wajohat jo me ne note keye hen, jis ki waja se ziada tar account wash hote hen wo darjazel hen;

                                Bagher Analysis k trading karna


                                Forex trading me hamare account k wash hone ki sab se bari ye hai k hum apne trading me analysis ka istemal nahi karte hen. Forex trading me humen halat ko made nazar rakhte howe teeno qisam ki analysis (Technical analysis, fundamental analysis aur sentimental analysis) ka istemal karna chaheye. Forex trading me analysis ki madad aik taraf to hum nuqsan se mehfoz hote hen to dosri taraf hum analysis ki madad se is business se munafa bhi hasil karte hen.

                                Over-trading Karna


                                Forex trading me hamare account ki wash hone ki dosri bari waja trading me ziadti (over-trading) karna hota hai. Jab bhi hum trading me had se ziada trade lagayengay to is hamare account ko ziada loss k chances hote hen, is waja se koshash honi chaheye k aik meqdar me hi trade open hone chaheye. Forex trading me bari lot size ka istemal bhi over-trading hai. Is waja se hum un lot size ka istemal nahi karna chaheye, jo hamare account k bardash se bahir hon.

                                Trading me Stop loss ka istemal na karna


                                Forex trading me stop loss ka istemal zarori hai is waja se humre account wash hone se mehfoz hote hen. Stop loss ki waja se hum apne account me mamoli sa nuqsan to uthate hen, lekin hamare account mukal wash hone se mehfoz rehte hen. Jab bhi trading karen to take profit aur stop loss ka istemal zarori banaye.

                                Trading me Lalach (Greediness) na karen


                                Forex trading me lalach se hum bohut nuqsan uthate hen, is waja se trading me greedy banne ki koshash na karen, forex trading ko jab hum aam sa karobar jaisa dekhengay aur kam profit melne pe bhi shukar guzar rahengay to ye business hamare leye bara faidamand sabit hoga. Lekin agar hum forex trading me rato-rat ameer banne ki koshash karengay to is hamare account zaror wash hongay.

                                Trading k duran Jazbati hona


                                Forex trading me humen apne emotions aur jazbat hamesha apne qabo me rakhne chaheye. Jab bhi kisi fard ko kisi karobar me loss (nuqsan) hota hai to us ko us ka afsos zaror hota hai lekin humen apne emotions aur jazbat pe control hona chaheye. Agar hum apne jazbat ko control me nahi rakhengay aur forex trading se badla lene ki koshash karengay to is hum mazeed nuqsan uthayengay jo hamare account k wash hone ka sabab bante hen.

                                Forex trading me Jaldbazi na katna


                                Forex trading me hmare account wash hone k aik sabab hamari jaldbazi bhi hai. Jitna hum is buisiness me jaldbazi se kam karengay to us se hamen loss ka samna karna parega. Forex trading me apne analysis k mutabiq hi kaam karen, aur kabhi bhi market ki fake fast movements ko na dekhen warna is se hamare account wash hone ka sabab ban sakte hen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X