Market ko analys krr k trade lagani chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Market ko analys krr k trade lagani chahiye

    Assalamu Alaikum!
    Hamen market ko analysis Karke trade ko open karna chahie Kyunki Jab Ham market ko analysis Karke trade ko open Karte Hain To Hamen is baat ka pata hota hai ki market ki prediction kyon bata bech market ki movement kis direction Mein Jaani Hai To Usi ke according Jab Ham trade ko open Karte Hain To Hamen profit Hota Hai aapka bahut Shukriya ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Market ko analys krr k trade lagani chahiye

      ji han dost bilkul yahi ek bahut achcha sawal hai hamen sabse pahle market ki movement ko analyse karna chahie aur FIR jakar trade lagni chahie agar Huma laalchai aur besabri ke sath trade lagaenge to isase hamara apna hi nuksan hoga aur hamara account bhi wash ho jaega hamen koshish karna chahie kya market ki movement ko samjhe usko analyse Karen aur confirm signal per hi trade lag kar accha profit hasil kar sakte hain market ka samajhne ke liye main bahut jyada experience ki jarurat hoti hai agar hamare pass market ke bare mein knowledge Hoga Kam market ko jald hi he anliysis kar lenge hamen check Ham jyada kam Karen aur mehnat ke sath apna Kam complete Karen aur knowledge ke sath train lagaen aur accha profit hasil Karen
      • #18 Collapse

        Re: Market ko analys krr k trade lagani chahiye

        Assalamu alaikum dear members..
        Ummid karta hun kya aap sabka jaise honge..
        ji han doston bilkul apne theek kaha hai ki hamen market kaun allies karke trade lagani chahie agar aap market council ise karke trade lagaengeto aapko kabhi blouse ka samne nahin hoga agar ab market panelize ke bagair lagaenge to aap all aaskasam na ho sakta hai isliye hamen chahie kya Mila se bachne ke liye market kaun allies karke trade lagaen
        • #19 Collapse

          Re: Market ko analys krr k trade lagani chahiye

          agar aap market ko properly analyse karte hain aur iske bad Forex trading market mein enter hote hain to aap to bahut jyada advantages hasil ho sakte hain no doubt Forex trading main market ko properly analyse karna aur isko completely study karna aapke liye bahut hi important ho sakta hai isliye aapko koshish karna hogi ki market mein jab aap different important main isko complete karte hain to aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain aap apne analysis ko completely utilise kar sakte hain.
          • #20 Collapse

            Re: Market ko analys krr k trade lagani chahiye

            Assalamu alaikum ji bhaiya bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai agar aap market mein proper analysis karte hain aur uske bad trade lagate Hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain isliye aapko koshish karni chahie kya kar aap market mein achcha Ho rocket kamana chahte Hain to uske liye aap proper analysis karne ke bad hi market mein entry Le kyunki jab tak aap proper analysis nahin karenge aap kabhi bhi market mein achcha profit nahin qamar sakte
            • #21 Collapse

              Re: Market ko analys krr k trade lagani chahiye

              jee haan apne bilkul theek kaha jab hum iss me expert hunge aur expert hum sirf practice k zarye hi ho sakte hain forex bht acha business hai bus hume iss me mehnat ki zarorat hoti hai.agr koi bohat jald trading ko seekhna chahta ha to usey chahye k demo trading py tb tq practice kre jb tq k wo profit earn krna na seekh jaye.
              • #22 Collapse

                Re: Market ko analys krr k trade lagani chahiye

                humain achay sy market ko analyse kurna chahiye or es kay bad he humain traading ka kam kurna chaahiye agar hum achay sy market ko analyse kuray gay or es kay bad hum trade lgay gaay to asani say humain acha sa profit bhi gain ho jy ga to achay say humain pna kam kurna chahiye jub hum es main achay say apna kam kuray gay or achay say hum apna best day gaay to aasani say hum success gain kur ly gaay to achay say apnaa km kurna jari rukhna chahiye or mrket ko achay say analyse kur kaay humain trading kurni chahiye takeh es trah say humain acha sa profit bhi gain ho jay
                • #23 Collapse

                  Re: Market ko analys krr k trade lagani chahiye

                  Walaikum salam dost trading ka sabse pahla asool yahi hai Kah trade open karne se pahle Hamesha market ko acchi Tarah analyse Karen aur Market Ke Touch Mein Rahen Kyunki Jab aap market ko acchi Tarah analyse Karenge to aapko market ki movement ka andaza ho jaega keh market Upar move kar rahi hai yah market niche Move kar rahi hai Jab aapko market ki movement ka andaza hoga tab aap ek acche points say trade open karke Achcha parafit Hasil kar Sakenge.
                  • #24 Collapse

                    Re: Market ko analys krr k trade lagani chahiye

                    ji han aapki baat bilkul theek hai ki market ko analysis karke hi trade Lagani chahie ji Ham Hamen bilkul Lagane se pahle market ka analysis kar lena chahie Jitna Jyada Hamara analyse system Hoga utna Jyada Ham trade Mein Kamyab Ho Payenge Kamyab hokar Ham Achcha profit bhi Hasil kar Payenge analysis strong Banane se Ham market ki moment ko bhi samajh lete hain aur Market ki movement ko samajhte Hue Jab Ham trade Karte Hain To Ham trade main Jarur Kamyab Ho Jaate Hain isiliye Hamen chahie ki Ham Hamesha analysis karke hi trade Karen analysis bahut hi lajmi hota hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Market ko Analysis Kar Ke Trade Lagani Chahiye
                      1. Muqadma: Analysis Ki Ahmiyat Trading mein market analysis ki buhat zyada ahmiyat hai. Har trader ko apni strategy ke sath market ke trends aur patterns ko samajhna chahiye. Yeh samajhne se aap apne trades ko sahi waqt par open aur close kar sakte hain.
                      2. Market Analysis Kya Hai? Market analysis ek tareeqa hai jis se aap market ki conditions, trends, aur price movements ka andaza laga sakte hain. Yeh analysis do qisam ka hota hai: technical aur fundamental.
                      3. Technical Analysis Ka Taruf Technical analysis mein charts aur indicators ka istemal kiya jata hai taake market ke pichlay trends aur patterns ko dekh kar future ki movements ka andaza lagaya ja sake. Yeh analysis short-term aur intraday traders ke liye behtareen hai.
                      4. Fundamental Analysis Ki Ahmiyat Fundamental analysis mein aap economic news, financial reports aur global events ka analysis karte hain. Yeh analysis long-term traders ke liye faidemand hai, kyunki ismein market ke asli factors ka jaiza liya jata hai.
                      5. Chart Patterns Ka Samajhna Chart patterns, jaise ke Head and Shoulders, Double Top, aur Triple Bottom, aapko price ke future direction ka signal dete hain. In patterns ko samajhna trading mein behtareen decisions lene mein madadgar sabit hota hai.
                      6. Candlestick Patterns Ka Istemal Candlestick patterns price movements aur market sentiment ka aik jaldi aur asan tareeqa dete hain. Patterns jaise ke Doji, Hammer, aur Engulfing candles se aap market ki direction ka andaza laga sakte hain.
                      7. Indicators Ka Role Indicators jaise ke Moving Average, RSI (Relative Strength Index), aur MACD (Moving Average Convergence Divergence) market ki strength aur momentum ko samajhne mein madadgar hote hain. Yeh indicators aapke trades ko zyada munafa baks banate hain.
                      8. Support aur Resistance Levels Ka Pata Lagana Support aur resistance levels wo points hain jahan price ruk sakti hai ya palat sakti hai. Yeh levels trades ko enter aur exit karne ke liye behtareen points dete hain aur risk ko kam karte hain.
                      9. Volume Analysis Ka Faida Volume analysis se aap market mein trading activity aur interest ka andaza laga sakte hain. Zyada volume ka matlab hota hai ke zyada log market mein enter kar rahe hain, jo ke trend ki confirmation ke liye zaroori hota hai.
                      10. Risk Management Ka Role Analysis ke sath sath risk management bhi buhat zaroori hai. Yeh ensure karta hai ke aap ka loss control mein rahe. Stop loss aur take profit levels set karne se aap apne loss ko kam aur profit ko maximize kar sakte hain.
                      11. Sentiment Analysis Ka Istemal Market sentiment analysis se aap logon ke jazbat ko samajhte hain jo market mein trading decisions par asar dalte hain. Social media, news aur financial forums ka jaiza lekar aap yeh samajh sakte hain ke log kis taraf dekh rahe hain.
                      12. Backtesting Ki Ahmiyat Apni trading strategy ka pehle se analysis aur backtesting karna trading mein success ka raaz hai. Yeh aapko yeh samajhne mein madad karta hai ke aapki strategy kis had tak effective hai aur kahan improve kar sakte hain.
                      13. Market Trends Ka Jaiza Market trends, jaise ke bullish (upar ki taraf) aur bearish (neeche ki taraf) trends, trading decisions mein bohot madadgar hote hain. Trend ke sath trading karna aapke success chances ko zyada kar deta hai.
                      14. Nateejay Ka Ikhlaas Market analysis ke bina trading karna andhi shot chalane jaisa hai. Aapko har waqt apne analysis ko dekh kar trade lagani chahiye taake aapko maximum profit aur minimum loss ka moka mil sake. Har professional trader analysis ke zaroor istimal karta hai aur isi liye wo consistent profits hasil karte hain.

                      Analysis ka istemal trading mein aapke decision making aur confidence ko mazid behtar banata hai.



                      اب آن لائن

                      Working...
                      X