Stop loss ko kesay use karty hain🔴
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ko kesay use karty hain🔴
    Asalamu Alaikum friends.

    Stop loss ko kesay use karty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ko kesay use karty hain🔴

    Assalamu Alaikum dear Forex member trade Lagate Waqt tab stop loss use kar sakte hain Arc limit ke mutabik Aisa point sex kar sakte hain Jis per aapko kam nuksan ho aur aapke trade Agar loss Mein Chali Jaati Hai to use point per vah automatic close kar di Jaati Hai
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ko kesay use karty hain🔴

      Jay han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai apne trade ko secure banane ke liye aur apne trade se achcha profit hasil karne ke liye hamen apne trade ko open karne ke bad apni trade ke andar SL aur TP laga dena chahie agar aap apni trade ko open karne ke bad har waqt apni market aur apni trade ko watch nahin kar sakte to aapko apni trade ke andar SL aur TP laga dena chahie s l ka matlab Star plus hota hai aur TP ka matlab toke profit hota hai aur jab aapki trade specific steps per nuksan ya profit hasil kar leti hai to vah close Ho jaati hai isliye liye hamen apne trade ko secure banane ke liye aur jyada nuksan se bachne ke liye apni trade ke andar SL aur TP laga dena chahie tabhi Ham forex market ki movement aur forex trading se achcha profit hasil kar sakte hain aur forex mein expert trader Ban sakte hain aur apni trade ko secure banaa sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ko kesay use karty hain🔴

        Dear agar aap yah poochh rahi hai ki hamen Stop loss ka use kaise karna chahie dear hamen stop loss ka use jarur karna chahie kyon Stop loss bhi is form ka hissa hai agar ham stop liss ka use Nahin karte Tu is se hamare account ko bhi khatra ho sakta hai isiliye stop loss ka use Karen stop loss ka use hamen achcha profit dila sakta hai achcha profit Nahin kam se kamjyada loss se to bacha sakta hai isiliye stop-loss ka use Karen aur success hasil Karen
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ko kesay use karty hain🔴

          Assalam o Alaikum dear friend agr Ham trading kar rahe hain to hamen trading karne ke rules ko follow karte hue hi trading karne chahie hamesha Stop loss ka use karke hi trading karne chahie agar Ham stop-loss ka use karke trading karte Hain to hamara account save rahata hai aur hamara account wash nahin hota hai isliye agar Ham Forex mein trading karte hue jaldbazi na Karen hamesha soch samajhkar trading Karen market ko analysis kar ki market ki movement ko samajh Kar acche se trading Karen to Ham achcha profit transfer kar sakte Forex mein walon kamyab hote Hain Jo frocks ki rules ko follow karte hue ismein kam karte hain agar Ham bhi kamyabi hasil karna chahte hain acchi earning hasil karna chahte hain to hamen Forex rules to follow karte ho ismein kam karna hoga hamesha money management ko follow karte hue aur normal lot size ke sath hi trading karni hogi
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ko kesay use karty hain🔴

            Walaikum salam dear member aapane bahut hi Achcha question Hamare sath share Kiya Hai Forex trading Main Jab aap stops last Lagate Hain to use Waqt Stop loss use kar sakte hain agar aap ki market ki limit ke Hote Hue Aisa point six kar sakte hain Jis per aap kam nuksan ho aur aap ki trade Agar last Mein Chali Jaati Hai to use point per aapko add matically close gadi jaati hai isliye stop-loss ka use karna Hamare liye bahut hi safety maintain karta hai agar aap stop-loss ko use karte hain to isase aap apne account ko save kar sakte hain aur profitable bhi ho sakte hain isliye aapko chahie kya aap Jyada Se Jyada trading may experience Karen tabhi aapko ine chijon ke bare mein information Hogi.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss ko kesay use karty hain🔴

              Forex trading mein agar aap Chahte Hain Ki aapka account secure Rahe aur aap long term trading kar sake to uske liye aapko stop-loss ki option ko Jarur istemal karna chahie stop loss se aap ek limit set kar sakte hain Jo maximum loss aap apne account ke upar Bardaasht karna chahte hain isase aapka account secure rahata hai aur Jaise hi market aapki set ki Hui limit Se Jyada against Jaati Hai hai aapki trade close Ho Jaati Hai aur aapka account wash hone se bacha sakta hai agar aap apne account ki security Chahte Hain to stop loss Ki option ko Jarur istemal Karen
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss ko kesay use karty hain🔴

                Forex business mein stop loss ki buht ziada ehmiyeet hoti stop loss ko laga kar trading karain gey tu hi hum apni trade mein ziada loss se bach saktay han aur account wash nahin hota forex business mein stop loss ko trade open kartay han tab bhi laga saktay han aur trade open kar bad mein bhi stop loss ko modify kar laga saktay han aur stop loss ko utna hi set karna cahaiye js ko aasani se recover kar sakhen
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss ko kesay use karty hain🔴

                  Jab Ham apni koi bhi trade active Karte Hain To Hamen market ko analyse karna chahie analyse karne ke bad stop loss Jarur use Karen stop loss Aise use Kiya jata hai ki Jab Ham apni trade active karen to vahan per market ko check Karen aur Market ke moment ke mutabik stop-loss lagaen stop-loss ka fayda yah hota hai ki agar Hamari trade loss Mein Jaati Hai To vah Jyada loss nahin karti aur close Ho Jaati Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss ko kesay use karty hain🔴

                    walekum assalam dear agar of forex trading mein safety trading karna chahti hai to uske liye aapko stop-loss ko use karna hoga stop loss basically ek aisa II term hai jo aap apne loss may select karte hain aur aap ki market jab aur specific point per chahti hai to aapki treat automatically close Ho jaati hai aur wala saiya loss ap k account se detect ho jata hai isliye aapko koshish karni chahie kya kar aap market mein achcha profit kam aana chahti hai aur safety training karna chahti hai to uske liye aapko apne trading per stop last ko jarur apply karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss ko kesay use karty hain🔴

                      Assalam o alaikum Jesa k thread ma pocha gya h k Forex ma trading krny ka liye stop loss ko use kesy krein. Stop loss ko use trading krny ka doran krein aur jitna apko loss afford ho ap utna stop loss rkh k trading lagayn. Q k Forex ma trading krny ka liye stop loss lazmi rkhna chaiye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss ko kesay use karty hain🔴

                        Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum forex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X