suggest me lot size for 200$...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    Agar humary pass trading balance 200 hay to humay 1:200 leverage rakhty huway account ki trading shuru karni chahiey aur trading kay liey pair bhi eurusd select karna chahiey es pair ko others ki nisbat hum theak say understand kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      200 $ ki investment main lot size to kam hi rakhni chahiyay laikin agar apka experiec is field main acha hai to ap 0.05 ki trade laga kar 5 to 10 $ ka profit lay kar market say out ho jayain yehi apkay liyay better hai.
       
      • #543 Collapse

        me aap se yehi kahon ga ke bonus jab tak aap ka 500 usd par nhi pohach jata hai tab tak aap ko chahiye ke 0.50 se bari lot har giz mat use karen kiun ke forex me lot hamesha kam he use kari jani chahiye takey aap ko is me nuksaan uthana na par sake .
        • #544 Collapse

          yar is silsalay main main aap ka bhai hoon , mujhay bhi abhi tak in technical baton ka pata nai hay, lekin umeed hay keh main bohat jald hi forex trading main kam karnay ka qabil ho jaon ga, abhi main bhi trading seekh raha hoon, is liye aap bhi trading seekhain aur phir real main earn kar kay enoy karin ,
          • #545 Collapse

            brother agar app safe khelna chahtey hain toh app 0.20 ki lot size lagayien is tarah se agar magar 2000 pips b nechay chali jayee tab b appka account wash nahi hoga warna app bari lot b laga sakthey hain 200 dollars par.
            • #546 Collapse

              bhai jaan agar ap k account main 200 dollar ka bonus hai to main ap ko yahi kahu ga k ap currency main he trade karain and wo bhe lot size kam he rakhain like 0.05 se zayada lot ko use na karain.
              • #547 Collapse

                Aap iss main apana lot size 0.02 lagana chahaia jis sa hamara account wash hona ka kathra nahi hota balka aup is sa thora thora profit aup ka acoount ko zayada hota gai ga
                • #548 Collapse

                  dear ager meray mutabiq ap lot lgana chaiyehn to ap ko is k liyeh 0.10 say zyada nahain lagan chaiyeh is say ap ziyda earning b ker asaktay hain and is main low risk b hai.
                  • #549 Collapse

                    dera currencies pe ap 0.05 ki trade laga skte ho wo boht hy ap k liye es ko ache se karo aur enjoy karo ta k ap ko faida ho aur ap enjoy b kar skao,,,
                    • #550 Collapse

                      agr ap insta main to mere khyal main to apko itne capital main 0.10ya phr 0.20 ki lot honi chahye ku k agr ham is se zyda lagayen ge to hamen is main se hamara account bwash ho skta hai..........
                       
                      • #551 Collapse

                        dear 200$ ki investment k sath agr to ap currency pairs pe trading karen to phr 0.15 to 0.20 lot size tk lot size rakh sakty hian is se zyada b kar sakty hian but ye ik acha option ha aur agr ap oil aur gold par trade kar rahy hian to pht 0.01 ya 0.02 se zyada ka lot na rakhna ha ye dono bht risky hian aur apka account wash hony k chances hoty hain
                        • #552 Collapse

                          Her bnda apni experience share kar raha hy jis ce new user ko ye b pata chal raha hy k lot size shuru mein kiya hona chaheya .jaha tk mera tajurba kahta hy agr ap k pass 200$ hein tou ap 0.20 ki lot easily laga sakty hein lakin us mein profit apki qabliyat pe he depend kary ga.
                          • #553 Collapse

                            sory ia i am a new in Forex me ap ko zayada kuch nahi bata sakta.agr ap k pass 200 dollars hane to ye ap k uper depend kerta hy k ap ap ketna intelgent hane or ap k pass ketna knowledge hy wase ap aapne lot 0.20 rak sakty hane ye ap k ley acha ho ga
                            • #554 Collapse

                              ye currency pair pr depend krta ha k ap kitni lot ki trade laga kr 200$ earn kr sakte ha...hr currency ka rate different hota ha,,,,agar gold ha to 0.05 ki lot laga kr 200 dollor earn kr sakte han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                for $200 capital I think 1:200 is best one because if we use big leverage then there is chances to losing capital due to greed factor and in low leverage you can't open trade with big leverage so in this newbies can save their capital very easily.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X