thakna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    AGR kisi kam ko musalsal kafi fair tk krty rahen to insane zaror thak jata hai humen daily posting ki limit decide kar k waqfy waqfy sy commenting karne chahiyen es tarah hum ziyada thaken gaen b nh aur interest ley k posting kar k kafi informations b gain kar laen gaen..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Hum postings ko isi soorat main enjoy kar saktey hain jab hum interest ley kr kam karain. Aap aik target bana kar kam karain aur jab target poora ho jaye to extra kam na karain balekh mind ko relax krain aur jab thakawat door ho jaye to phir thora sa kam kar lain takeh kam key doran boriat aur thakawat na ho.
      • #18 Collapse

        I think keh thakawat main koi kam nahi krna chaheye aur jab aap ko thakawat feel honey lagay to postings ko close kr dain aur rest krain aur mind ko aram dain. Jab aap acha feel krney lagain to phir kam start kr dain. Jab aap fresh mind key sath kam karian gey to aap kam time main acha kam nikal saktey hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          G forex forum par comment karty waqt ap ko tab hi maza aata hy jab ap ko forex trading business mein acha knewledge hasil hota hy aur agr acha knewledge ho ga tu post bhi achi hun gi aur is se ap boor bhi nhi hun gay aur acha bonus bhi hasil kar saktay han

          اب آن لائن

          Working...
          X