Fundamental analysis - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

Fundamental analysis

28-12-2015, 10:39 PM

Fundamental analysis se kia murad ha ...agar kisi ko is kay bare ma pata na ho to wo kia trading kar sakta ha ya nai kar sakta ha...help us
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    29-12-2015, 01:21 AM

    jui bilkul shi bat ki hai app ny mein yehi hai yeh kam sahi hai acha hai sahi hai acha hai sahi hai !
  • 29-12-2015, 08:07 AM

    g han mujhy forex trading business men fundamental analysis ka pata hy fundamental analysis men news aaa jati hy ap ko apny knowledge or experience sy ye dekhna hota hy ky news men actual km ay ga ua forecast us ky liy ap kp us country ka data or economy dekhni parti hy tb hi ap fundamental analysis kr sakty hen
  • 29-12-2015, 08:09 AM

    mere dost ap ne bahot hi achi aur informative post ki hae kiunk mera khial hae k jo admi expert logon k anaylisis ko achi tarah se study kar leta hae trading karne se pehle to us ko kisi ikisnm k signals ki zaroorat nahi rehti hae.......
  • 29-12-2015, 08:24 AM

    forex trading mein anaylisis ki bahot ziada importance hoti hae aur ye admi ko forex trading mein success dilate hein kiunk mere bhai forex trading mein anaylisis ki kafi qismen bhi hoti hein yani technical anaylisis aur fundamental anaylisis.
  • 31-12-2015, 06:15 PM

    mursi

    mursi

    رکن

    dear i give you some experience in this post ky ap tb he aik achy trader bn skty hn jb ap pta ho ky ap nay kya khoya or kya paya ha trading sy ager ap nay loss kiya ha to pryashaan na hoon blky myahnet kryn or zada mayhnet kryn inti maynet ky ap aik achy tradr bn skyn. or kaam krty jaayn chooryn nahi trading ko.
  • 26-02-2016, 09:50 AM

    mjy is baray ma nahe pata ha ye kis liye hota ha agr kisi ko fundamental analysis k bary ma achi information ha to woh zaror share kar saky ta k sub ko seakhny ka moqa mil saky
  • 26-02-2016, 09:55 AM

    han jnab is buiness ka analysisi kia jata hai phir app is buiess mein success ho sakty hain ye aik acha buness hai is ko koi bhi kr sakta hai ye aik real buiness hai is ko kisi time bhi kia ja sakta hai ye aik good buiness hai
  • 26-02-2016, 03:32 PM

    forex mein fundamental analysis ko seekhna bohat ziyada zaroori hai aur hamko chahiye ek ham is pe zaroor nazar rakhen aur isko theek se seekhen.
  • 11-12-2016, 01:03 AM

    gee bhai fundamentals bhe forex trading mein news hote hein economics aur in ke changes se trader ko market ke direction ka pta chlta he aur trader ko chahe woh trading market mein fundamental ko smjh kr apne trading kia kre
  • loading_messages
    X