Trading mein loss kis wajha say hota hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein loss kis wajha say hota hai??
    ​Jo log forex ko gamling ki tarha samajhtay hain aur samajhtay hain k hum bagbaghair mehnat k aur baghair knowledge k agay barh jayen gay unhy hamesha loss hota hai forex trading mein jo bhe ata hai hai wo profit k liye he ata hai aur uuss k mind mein aik he babaat hoti hai kay kesay pprofit hasil karay aur uusay ye yaqeen hota hai k mera kabhi loss nahi ho ga agar ap ko ttrading k baray mein malomaloom he nahi hai to yaqinan loss he ho ga is k liye tajarba babahot zaruri hai agar experience nahi hai aur trading k baray mein jamkari nahi hai to loss ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

    Wese to forex trading me hum se bohut sari mistakes hoti hogi to hi hamen nakami ka samna karna parta hai. Agar hum mistakes nahi bhi karte knolwedge na hone ki waja se hamen loss hota hai ti bhi ye hamari mistakes hen k hum bagher knowledge k q trading karte hen. Forex trading me aam tawar par kuch anasir hen jis ki waja se hamen loss ka samna karna parta hai. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai. Forex trading me ziada mistakes ziada loss ka sabab banta hai. Forex Trading me kuch chezen hamari kamyabi k leye har waqat rukawat bani rehti hai jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna. Hamen lazmi in cheezon pe controls ka hasil karna hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

      Dear member apny boht hi achw question keya hai Kay agr hmyn trading k bary mein maloom nahi hai k kesi ki jati hai aur humara experience nahi hai aur hm trading k rules k bary me nahi janty to yakeenan hum loss ki tarf hi jayn gy
      Dosri aur ab se ehm baat hmara interest hai agr hm trading me interested hi nahi Hain aurhum isko Sr see utarny ki koshish ker rahy Hain to yeh bhi loss ki tarf hi let kr Jaye ga
      3rd ehm baat yeh hai k agr hum trading ko time nahi Dy rahy to bhi hum loss ki trf jayn gy
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

        hello doston Forex forum pay aur nuksan donon sath sath hote hain isiliye jab Ham mehnat karke analysis karke trade open karte Hain to hamen profit hota hai kyunki jab tak Ham market ke trend ko nahin samjhe ayenge tab tak Ham acche tarike se trading nahin kar sakte isiliye jaruri hai kya aap acche tarike se market ke friend ko samjhe aur aur unke signals ko follow Karen
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

          Dosto umid krta hun ap sub achy aur kheriat say hungy forex trading main loss ki bht c wajohat ho skti hin iski sub say bari waja lake of experience aur knowledge hai forex trading ko ham tuky air adazy par nahi kr skty bagair knowledge k nahi kr skty ager ham kren gay to hamen loss he hona hai dosri loss ki bari waja hai ham seniors k sath attach nahi rhty apni marzi say trade lagaty hin to hamen loss ka smna krna prta hai hamen chahiay trade lagany say phly seniors say mshwra kren loss ki tesri bari waja yeh hai hamen market analysis ka pta nahi hota ham market chart dkhy bina he trade laga dty hin jis say hamen loss hota hi is liay in tamam chezun ko zhen main rkh k kam kren trading main tab ap pro trader ban skty hin
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

            Bhaijaan trading mein loss is vajah se hota hai ki Ham khud se trading karte Hain kisi senior ki rahnumai nahin lete senior ke sath kam karne se Ham kabhi loss ka samna nahin kar sakte apne aap ko senior ki nigrani mein laen agar aapane forex mein kamyab hona hai to fir aapko experience ke sath kam karna hoga Varna aap lash ka samna karte rahenge to isliye la se bachne ke liye ye senior ke sath milkar kam Karen
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

              Trading main loss ap k analysis Tek na honi ki wja cy .
              Ya ap k circumstances pr nazr na rahkny ki wja cy ya hallat news ko na smajny ki wja cy trending glt Tim pr krny cy auto ha
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

                Asalam u Alaikum umeed krta hu ap khariayt se hongy janab loss isliye hota ha k hum market ko analyis kiye binaa trade laga dete hain jis se hume loss hota hain or shayad account bh
                wash hone ka imakn hota ahi isliye hume chahiye k market ko achy se analyis karen or phr trade lagye us se loos ka imakan kam rehata ha
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

                  dear trading mai loss ki bohat he waja hai jesa k equity kam hona sab se bari waja loss ye hai es k elawa equity zeyda be ho tu risk zeyda lena yani volume bharha kar trading karna es k elawa ak ye be hai k traiz market mai trading karna jab k market trend ka pata na ho aur ye be hai k news k time pe trading karte hai aur es mai loss kar bethty hai aur ye be hai koe strategy nae banaty na he koe analysis karte hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

                    Ji main bilkul apki ki baat se itafaq kroga kuch log hote hain jo chahte hain raton raat hamare account main paise ajyen jb ke ese nahi hota forex bhut acha platform hai yhn pr bhut kuch sikhne ko milte hai hame agr hame loss bhi ho tu hame apni galti se sikhna chaiye or koshish krni chaiye next time wo galti na kren apni galtiyon se sikhne wale hi kamiyab hote hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

                      hamain fouurm main trader ban sakty hain so hamain traer ban skaty hain so hamain fourm main loss ko cover kar sakty hain but hamain fourm main trader ban skaty hain aur hamain trader ban sakty hain so hamain fouurm main traer ban skayt hain so hamain fourum main analyse karen gya ta k earn karien gay ta k suuces sho gya so hamain fouru main eanr karien gay
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

                        hamain trader ban sakty hain so hamain fourm main trader ban sakty h ain so hamain sucess hono gay tak earn karein gay so hamain fourm main tradr ban skaty hain so hamain fourm main traer ban skaty hain sohamain fourm main anlasye karien gay ta k earn karien gay s ohamain sucess hon gay ta k earn karein gay so hamain fourm main trader ban sakty hain ta k earn karein gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

                          Assalamu Alaikum! Dear forex members. Trading main loss hamari hi naehli ki waja se hota hain. Hamy chahye ky hum pahly demo account par zaida se zaida practice kry taky hamy zaida se zaida knowledge aur experience gain ho saky. Trading tab krni chahye jab hamy isky bary main sai tarah knowledge aur experience ho tab hum ja ky is platform par kamyab ho sakty hain. Is ki ik waja yeh bi hain ky hamy market ky bary main pta hi ni hota aur hum trading start kr dete hain jis ki waja se loss ho jata hain. (Shukriya)
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

                            Trading mein loss hamen hamari apni nikli gents ki vajah se hota hai kyunki jab Ham for expert training karte Hain to Ham without market analyse apne bonus ko trade per laga dete Ho jabki ham Forex form per aur dam account per itni practice nahin karte ki Ham acchi train lagane ke kabil Ho jaaye Agar ham aise trade lagayenge to hamen last hoga

                            kyunki trading me loss us sorat mein hota hai jab aap without market analyse trade lagate Hain aur trade lagane ke bad aap use dobara market ko check nahin karte aur Market ke aap market ko niglect kar dete Hain is tarah se a hamen hamare trade Me loss a jata heee isiliye hamen chahie ke market canal ise kar kar trade lagaen aur aur Market ki ups aur down ko check Karen

                            kyunki kuchh junior member Jo pahli bar trading kar rahe hote hain vah without analyse ke bgahir he treading karte Hain is tarah se unhen trading ke rules aur trading karne ki information ka pata nahin hota aur vah galat trade kar jaate Hain jisse unka account wash ho jata hai aur vah hosla har jaate Hain isliye hamen chahie ke sabse pahle market karnal ise Karen phr hi trade lagaen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein loss kis wajha say hota hai??

                              dear members hameen trading me aksar loss hojata hy yahan par sab say ziada mistakes hamari hi hoti hain hameen thek tra say markeet k bary me pata naheen chlta kew k hum thek trah say learn nahi krty hn esa karny say sb say ziada hameen loss hota hy and 2nd number py hameen loss us time hota hy jab hum markeet ko thek y=trah say samjh nahi paty esa karny say hum lalch me akar apna sara bonus bhi vaste kr dety hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X