Assalamu alaikum dear Forex members mein aj apko forex par kamyabi k liay aik secret btana chahta ho ku keh forex par kamyabi k liay aik to hard work boht matter karta laikin us k sath sath kam karnay ki routine bhi boht hy ziadda matter karti hae ku kah agar ap routine k sath kam karay gay matlab rozana market ko analyze karay gay to musalsal kam karnay ki waja say kamyabi apka muqaddar ban jae gy Matlab Kam ko tasulsul k sath karna kamyabi ki zamanat hae
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим