Each loss has a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes ,loss have a lesson,laikan ye lesson un k leiye hota hai jo es loss k behind jo mistakes hoe hain un ko repeat na kary in any condition.phir ye loss next time profit mein convert ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      meri nazar mein yeh baat bilkul true hai ke ap jb bi loss krte hai har trade pe har ek loss ap ko kuch na kuch sikhata hai, aur is loss se seekhne ke lye ap ko trading journal maintain krna hota hai jis mein apki complete trading history mujood ho ap ko pta ho ke ap ne kis login pe trade ki thi kya profit aya tha aur kya loss tha aur us trade krne ki login kya thi is se ap ki knowledge build up hogi aur ap trading ko improve kr sakhte ho
      • #33 Collapse

        each loss has a leasson g han bhai me ap ki bat se agree karta hu humain jab be kabhi loss hota ha to us loss me hamary liye sabaq hota ha har loss se humary knowledge me izafa hota ha or jis ki waja se humain loss ho humain chye wo galti dobara na karin tab hum achy trader ban skty hain
        • #34 Collapse

          mere khayal say jab forex mein kisi trader ko loss ho jaye to wo bht mohtat ho jata hai yahin say us ki kamyabi ki shuruwat hoti hai phir us ky bad wo trade bht soch smjh ker lagata hai or waqt perny per stop loss or take profit laga ker apny loss ko balance ker leta hai lakin pehli bar trdae mein loss hona her ek trader ka naseeb hai
          • #35 Collapse

            YES. .EVERY loss give us a good lesson. .ghalati kar kr k sikhte hain sub yeh fact hai hamesha aur phr unko sabak miljata hai k next time wo better krne ki khoshish krte hain . .
             
            • #36 Collapse

              ye baat bilkul thek hai kyun k faida aur nuqsaan kisi kaam main lage he rehte hain is liye har nuqsaan sabaq hota hai jis se insaan ko seekhna chahye kyun k agar us ko ignore kar diya jae to mumkin hai k phr ghalti ho aur nuqsaan uthana pare.
              • #37 Collapse

                g ha ap ne boht achi baat ki he each loss has a lesson for all forex trader kabhi kabhi forex me hum se koe galti ho jate he to hamin os galte se kuch sekhne ka moqa milta he or hamin more expirience hota he or hum se phir wo galte dobara nhi hote he.
                • #38 Collapse

                  jee bilkul har bar loss aap ko aik lesson da kar jata hai wo kahtay hai na baray buzrg k aik profit aap ko itna nahi sikhata jitna aik loss aap ko sikha kar jata hai loss sa jo shaks sikhta hai wo kamyab rehat hai aur jo shaks loss pa loss karta hai wo ultimately frustrated ho jata hai
                  • #39 Collapse

                    each loss has a lesson for us, we have to think and learn at what factor or reason we have get loss, it will be appropriate to note it and make notes which will help to get experience and learning
                    • #40 Collapse

                      Har qadam par ham sabaq seekh saktay hain, forex main har din hamaray wastay kafi kuch seekhnay kay muaqay fraham karta hai, Loss main yaqeeni torr par sabaq hai mager jo sabaq earning main se lia ja sakta hai uska bhi koi jawab na hai.
                      • #41 Collapse

                        Trading main jab bhe loss hota hay us main lesson hota hay hamaray liya or jo log galti say seekh jatay hain unhay dobara loss ka samna nai karna parta...
                        • #42 Collapse

                          Yes her loss ap ka leay ek lesson ha aur ap ka experience main ek ezafa ha agar ap ko loss ko note karin ga ka ya loss ap ko kun hua aura kasy hua to wo ap ko yadd rehay ga aur ap ka experiece main ezafa ho ga.
                          • #43 Collapse

                            loss aur gain to trading ka hissa he aap ko apni obsercation aur planning ek dum perfect rakhni paregi tub ja kar apkay loss honay ka ratio kum hoga magar jitna aapka loss hoga aap utna he better karnay ki koshsh kargay :)
                            • #44 Collapse

                              ji haan jab insaan ko loss hota hai to apko pareshan ya dukhi hone k bajaye ye sochna chaye k ab hamen asa kya karna chaye k mazid loss ko kese cntrol kiya jaye... or ham zada se zada profit gain kar saken... beshak insan loss hone k bad toot jata hai mgr insan ghalti k bad sekhta hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                haan janab mera mana hai ke hume yahan agar loss hota hai tu ose hume ache se sekhne ko milta hai agar hum ose sahi se cheak kar ke humne kahan galti ki thi jse hume loss hoa or phr esi galti hum dura nhi karte yahn.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X