Greed is a curse

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bhai yah to kahawat bari fit ha aur forex main hota aisay hi ha kay agar humain iss main kuch faida nazar ana start ho jay to phr hum chahty hain kay aik din main hi hum ameer ho jain iss liye zarori ha kay hum lalch say ijtnab karain taky hum kamjab bhi ho sakain iss main...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      janab kamyabi ka daro madar apki neek niyyati par munhasir he agar ap forex me lalach karen gen tu apho saakta he k koch kmyab bhe hon but lalach apko bohat bara loss bhe karwa sakta he is liye proper work and proper good plan apka hamesha ka sathi he so lalach se bach k trading karne me maharat hasil karen ap kabhi nakam nai honge
      • #138 Collapse

        greed is the curse in the trade. if the trader have the greed in the mind they can do the success in the trade. so do the trade without the greed then you can do the success in the trade.
        • #139 Collapse

          G jnab yeh sach hay k greed is a curse ham zyada money hasil karny k lalich may thori say bhe jaty han is liay ham ko kabhi bhe lalich nahe karna chaiya lakin agr ham nay lalich karna he hay ham ko apny experience may izafa karny ka lalich karna chaiya aur apni skills ko improve karny ke greed karni chaiya
           
          • #140 Collapse

            lalach bohat huri balal hy ye tu hum sab janty hn, par forex trading m kab lalach hum py hawi hota hy or kab hum ghalti kar ty hn ye hum ko pata nh chalta or phir jab loss hota hy tab samjh m ata hy ky hum ny tu bohat bura loss kar diya.
            • #141 Collapse

              Yes that is the truth as a trader it is not good for you to have greed so you must be very careful at all times that you are trading so that you will be able to grow your account from one level to the other at all times
              • #142 Collapse

                good question dear g ha greed is curse greed har business ka dushman hai jo humare profit ko loss me convert kar deti hai or hume loss ho jata hai is liu=ye hume trading karte waqt greed se door rehna chaiye warna hum sub jante hai ke lalach buri bala hai
                • #143 Collapse

                  g ha bhi g greed aik bhot hi bora lession hay agar ham kisi b bissness may greed ko use kary gay to ham kabi b kisi bissness may b kamyab nhi ho sakty hay or ham jub bissness akry to ham ko si may jitna zada active ho gauy otna hi ham ko faida ho ga
                  • #144 Collapse

                    meri rai maa aap ko greed nahi kar naa chahai kiu kaa iss ko islam naa bhi bht bura kirar dia haa or aap naa yaa bhi suna hoga kaa ham hamsa saa par taa araha haa kaa greed is a cursed
                    • #145 Collapse

                      g han brother bilkul sahi kaha greedy person yaha bilkul nakam hota hai .. par aik baat btata chalo k agr ap new trader hain to ap k andar greedy factor hota hai .. jaise jaise ap experience gain karte hain to ye factor kahatam ho jata hai .. so is mai koi worry ki baat ni
                      • #146 Collapse

                        i think that greed is a very dangerous think for every forex trader it's a main cause of losing money in forex .. greed is a very harmful for a trader. Greed is our real enemy so we should avoid greed always..
                        • #147 Collapse

                          right brother lalach bohat buri chez hai hme es say bachna chaiye aur apny nafs pay control kar k forex main trading karni chaiye ta k hum easily acha earn kar sakein
                           
                          • #148 Collapse

                            yaar daho aam zondgee main b aap kisi kam main b lalach krty ho to vo aap ko nuksan hi dati hy na. isi trha forex main b apa ko is sy loss hi hota hy. emotions or lalach ya donon bari vjuhaat hian humain loss krvany k liy
                            • #149 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                              Greed is actually temptation to acheive high and higher profits through any right or wrong in forex, this can be harmful not only for yourself but for greedy traders are actually harmful for forex as well other traders.
                              g han dear greed boht kharb cheez hy forex k business main kyn k ager hm forex main greed k sath kaam karty hain tu srif hm ko loss hi face karna hota hy aur hm kabhi b forex main good trader nai ban skty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dear ,aap ek is platform par kaam kar rahe ho jaha sub ko earning he nazar aati hai or log forex trading ko join he earning karne k leye karte hai or insani fitrat hai k log kaam sai zeyada ki taraf jate hai toh ye he cheez lalach mai shumaar ki jati hai.agar aap forex trading karte hai to aap ka mind bilkul clear hona chaiye or aap ko pata hona chaiye k mai keya kar raha hon other wise aap k loss hone ko chances barh jate hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X