Greed is a curse

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yes ap ney bikul teek kaha hain .. k jab hum acha profit ya hum acha kama lety hain tab hum apney apko ruk nahi patey aur sochty hain k aur b kama sakty hain islye high lot yani k lalch karty hain jis k wajase se kafi lose hojata hain islye khbi b lalach nahi karni chayeh ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      me bas apko ye hi khana chata hu ke forex trading me jab ap trading kare or apko is me acha profit hasil ho raha ho to pir apko is me bilkul bhi greed nai karna chaiye q ke jab bhi koi bhi insan lalach karta hai to us ko us me nuqsan hi hota hai wo kehte hai na ke jo lalach karta hi to pir usko loss hi hota hai to ap jab bhi trading kare to apne mined se ye lalach bilkul nikal de jab hi ap trading me kamiyab ho sakte hai
      • #93 Collapse

        g han lalch ek bemare hey aur hum is ko jis kisi kam bhe kertey hain nukasan he uthatey hian khas tor peh hmian forex trading main is sey avoid kern achahiey jitna ho sky trading mian greed hmain hmesha loss he kerwati hey forex trading mian yeh ek diseas ke tarh hey
        • #94 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
          Greed is actually temptation to acheive high and higher profits through any right or wrong in forex, this can be harmful not only for yourself but for greedy traders are actually harmful for forex as well other traders.
          greed invest site is Forex. well life is forex life is win than sumetime loss is but good profit any time.
          • #95 Collapse

            greeedy is very very big enemy of profit hamy insta forexx bussniss mai zyada se zyada yeh koshish krni chahiye k ham is pe lalach kabhi na kren lalach aisi cheez hai k yeh ap ka profit bhi kha skti hai or ap ka bounes bhi mery sath hua hai aisa mai ny lalach ki mery 28 dollors to gye hi sath bounes bhi gya
            • #96 Collapse

              Greed of the worst qualities that can be displayed by the stores in the Forex Market Through greed could lose everything in the forex market and can not reap any profits in this market already if you want to succeed in the forex market should give up its recipe greed
              • #97 Collapse

                yes i am agree with you, greed aik bohat bad enemy hai hamare liye hamen is se har mumkin bachne ki khosish karni chaye kiun ke yeh hamen totally barbad kardeti hai aur phr logon ko is ka bad main ehsas hota hai. Hamen chaye ke apne mind se greed aur emotions ko nikal ke disiplone aur patience ke sath tarding karen kabhi bhi big investment na lagayen apni trade main aur khud pe depended reh ke koi faisla karen kiun ke jitne ap ke pas apne skills aur knowledge achi hogi utne ache tareeke se ap market ko handle kar ke isse aik achi earning gain karsakte hain.
                • #98 Collapse

                  AAP NY bilkul theek kaha hy kih greed sirf or sirf ziada money earn karny ky liy ki jati hy lykin aksar hamin is me profit gain karny ki bajay loss kar baithty hain is liy hamin lalach nahin karni chahiey
                  • #99 Collapse

                    good question dear aap ne thek kaha hai ke greed is a curse ke lalach buri bala hai or jis ne bi lalach ki to us me ka nuqsaan hai or is me koi faida nai hai is liye hume greed name ke lafz ko apne business hi nai balke zindagi se door rakhna chaiye
                    • #100 Collapse

                      greed is reaally a curse in forex . forex main lalach or jaldbazi apky sab se bary dushman hyn . forex main new traders aksar jaldbazi main zyda pese kamany k lalach main boht c ghaltiya krty hyn or apna nuqsan karwaty hyn
                      • #101 Collapse

                        brother foex trading aik relax mind sy karny wala business he jahan ham trading kar k bohat sara paisa kama sakty hen lekin yahan yani forex trading me greedy people ki koi jaga nahin he .
                        • #102 Collapse

                          ji haan ham ye baat hamesha se sun rahe hai k greed is curse lalach buri bala hai or khaas tor per jab bhi ham koi kaam karte hain to hamen lalach nahi karni chahye qk ye hamen kabhi bhi kamiyab nahi hone deti
                             
                          • #103 Collapse

                            laaluch ak lanat hai jo k hamesha high profit ki laluch my nuksaan ki murtakib bna dati hai akser traders jo k zada sy zada profit ki laaluch my rehty hen wo etny he berhy nuksan ka b saamna karty hen
                            • #104 Collapse

                              theek kaha ap ne lalach bohot buri cheze hai magar is lalach ko agr hm knowledge gain karne me use karen to hm bohot hi acha profit gain kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                yes greed is curse main tu ye bhi kahon ga greed or luck main itna koi diffrence nahi hai 2no same he hain na he luck again and again ap ka sath dy gi or na he har dafa greed aap k kaam aye gi in cheezon se parhez krein tradin main in ka result theak nahi hai buhat achy traders bhi in cheezon ki waja se fail ho jaty hain
                                   
                                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X