Sabar or tahamul
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    hamein sabar or tahamul ke sath kam lena chyea kabhi bhi emotional nai hona chyea chahe hamein loss ho ya profit kyun ke agar hu hipper hoajynge toh hamra kam ki taraf focus nai rahega
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      agar aap forex bonus ya profit nahi mil raha tu aap ko koi jald bazi se koi dicision nahi karna chahiye balkay sabar tahamul se kam karna chahiye agar hum asa nahi karay gaye tu hum or loss kar sakty hain usko samjhy or sabar k kam lay
         
      • #588 Collapse

        Insan ko sirf mehnat par tawajo rakhni chahye or sabar or tahmul ka muzhra karna chye .mehnat ka sila Allah pak zaror ata farmate hain.
        • #589 Collapse

          sabar se kaam karna chaheye aur trading me sabar aur tahamul buhat zaroori hai. q k agar hum sabar ni rakhein gey to hamen kisi bhi loss par buhat zada sadma ho ga . k yeh itna nuksan ho gaya , but sach to yeh hai k jitni mehnat ho gi us ka utna hi silaa miley ga. Sabar aur tahammul k bghair koi bhi kam ni ho sakta.
          • #590 Collapse

            G han meray bhai forex me hamee sabar aur tahamul ki bhut zarorat hoti hai... q k jab kisi trader ko loss hota hai... to wo kafi tension me ajata hai.. and sabar say kamm nh leta hai....
             
            • #591 Collapse

              yes blkul hum ma chiye k hum sabar ker rha hain q k ager hum sabar or tahamul sa kam nh lengay to mere khyal sa to ap kabhi be kamyab nh hnge so sabra sa kam lana chiye ....
               
              • #592 Collapse

                ji forex mein sabar ke bohat importance hai kyo ke without this ap frustrated ho jate ho ap ki trade agr long term mein hai tu ap sabar krna padhta hai, ho sakhta hai ke trade 3 ya 4 din mein close ho is lye sabar aur tahamul bohat zarori hai agr ap long term trader hai tu market ka trend dakhy bagyr is business main trade ker daty hai.jis ki waja say un ko apni trading main loss ho jata hay..is liya trading main saber buhat ahum hota hay..
                 
                • #593 Collapse

                  sabar or tahamul karna boht achi bath hai. forex forum mai sabar or tahamul ka hona must hai wrna ap hyper ya tension mai loss kar bheto gy. or sabar or tahamul se kaam lo gy to kamyab ho jao gy Allah sabar walo k sath hai.
                  • #594 Collapse

                    forex mein aap ko sabar aur tahamul se kaam kerna hota hai q ke yeh bohat fast kaam hota hai is liye hazir dimagh aur sabar se trade open kerein is se aap ki trading safe and secure hoti hai aur profit acha milta hai.
                    • #595 Collapse

                      bahi jan ap agr trading stat kr chuky ho to ap ko saber or tahml b krna sikhna ho ga q k agr ap ko loss b ho raha hy to ap ko sabr krna ho ga q k agr ap emotions my aa k lat ko close krty ho to kya pata bad my wo he lat ap ki profit my aa jay to ap bad my pashtao na k ham ny ye kya kr diya hy is sy bahte ye he k ap sabr sy kam ly tb he ap ko profit ho ga .
                      • #596 Collapse

                        bhai forex trading aik bauhat aacha business hai iss main app ko sabar or tahamul say kam lena hota hai khass tor per tading kay waqt . agar app sabar aur tamhmul say kaam nahi lay gay tu app ko bauhat ziada loss ka samna karna parta isshi liye bhaio sabar ka daman hath say na chora jay isshi main app ki kamyabi hai
                         
                        • #597 Collapse

                          gi bhai ya forex trading saber ka kam ha is saber kar ka kar na chai ha q ka ap jaldi karo ga to apna lose kar do ga is sa thamul sa karna parta ha bhai
                          • #598 Collapse

                            Forex trading ke liye ye baat bht ehem hai ke yahan pe aap ko sabar aur bardasht se kaam lene hai aur apne loss se ghabra ker himat nai harni hai aur trade kerte rehna hai
                            • #599 Collapse

                              haan sabar aur tahamul se kam lena chahye trading mein jaldi nahi krne chahye kiun k agar ap market ko watch krty ho to timde dena prta hai analysis krne mein aur watch krne mein to jaldi mein decisions nahi leye ja skty ap watch krty ho phir decision lety ho phir he trade krty ho aur acha profit lety ho jald baazi mein trading krne se loss ho jata hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                bulkul sahi bat hain ke forex trading main sabar aur tahanmul ka muzahira karna chaiye ise ki waja se hum baither earning kar sake ge agar sabr aur tahamul nahi hoga tu humara bana banya kam kharab hosakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X