Forex main timing ki ehmiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Agar ap timly buy ya sell ni karin ga to ap loss main ja saktay hain Forex main time hi to important hota ha es ka bagir to ap loss main ja saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Forex trading mein ap ko timming aka lazmi khayal rakhna prta haaa no doubt yeh aur bohat sa almost saara business proper timing py trading sa sa profit daita hain yeh humara experience py depend krta ha ka humein aik accha time chose krna hoo ga apni trading ka liya tunka market mein ups n downs rehta ...!!!
      • #78 Collapse

        je han is main keya timing ki to har taruf har kam main he ahmeyat hay maray dost. is leya is main bhi ahmeayat hay timing ki jo insan tim ki kadar karta ha wo kisi bhi field main bhi mat nahe khata haay aur wo har field main he kamyab he hota hay mary dost
         
        • #79 Collapse

          Jee bhai bhut acha swaal kiya hea forex mein timing ki bhut bhut valu hea aur humea chea kea ham aoni proper timing kea mutabik chlea aur zida sea zida forex kea mutabik bhut achi timing sirf ek trader janta hii hea.
          • #80 Collapse

            forex trading mein WAQT ki bohat ehmiyat hai agr app sahi WAQT per trade lagate ho to apko bohat profit hota hai magar app agr ghalat WAQT per trade lagate ho to app bohat loss mein jate ho. .Time is very improtant for us . .
             
            • #81 Collapse

              Forex trading me timing ki bhot ahmiyat hy agar ap time ko ahmiyat nai day gay tophr hum kbi kamyab nai hosakey gy or na hi profit utha saktey.
              • #82 Collapse

                jee forex market main prices main up And down ka silsilaa Chaltaa Rehtaa hai behtaar hai k hum Apni Selected currency ya comoditie ko bharpoor tarah Say Study karain or koshish kar k kuch pairs he Select Karain Waisay new bies K liye EUR/USD Sab Say achaa hai Coz us Main Spread sirf 3 pips ka hotaa hai...forex Trading Main hammain barwaqt or mazboot faislay karnay partay hain or hum jantay hain K faislaaa karnay K liye Discipline binary thing hai...So main Samajhtaa hon K behtar faislaa karnay Say Pehlay Aap Ko Market ko mukammal or buhat gehrai Say is ka jaizaa lenaa chahiyee
                 
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #83 Collapse

                  Han yaar forex me timing ki bohat important hai hume har waqt market ko dekhna hota hai har time us ko analysis karna parta hai jab hume trading ke liye timng set kar parta hai...
                   
                  • #84 Collapse

                    forex trading mai time ki kaafi zyada ehmiyat hoti hai ap yahan jitni zyada mehnat or forex ko time den gy yani ap zyada se zyada forex mai demo account pe kaam kren gy ap ko utna hi faida hoga ye to ap pe hi depend krta hai k ap kitna time dety hain
                    • #85 Collapse

                      is me tym ke bht ehmiyat hai qk kuch bhi pta ni chalta k market kb r kis tym move kry gi so apko her tym available hona chahiye r phr trade bhi tu lagani hoti hai na
                      • #86 Collapse

                        Tricks for profitable Foreign currency trading can be that will Consequently we will need to trzon throughout test bill additional along with discover Currency trading for you to good results. Aside from wew ioln eed to accumulate report spertaining to exchanging rightly right now along with next week consequently Foreign currency trading can be an important.
                        • #87 Collapse

                          forex men har wqt time ke ahmyat ha,likn ya ham khud per depend karta ha,k ham is ko k say use karty hn or ham is ko ks type ka reply dity hn,bhat sary log eving time ko zayda trjeh dity hn ,or kahty hn evening time behtr ha,likn men kahta hn forex forum har time apne value rakhta ha.
                          • #88 Collapse

                            forex mai trading k liye waqt ki bht zada ahmiyat hai qk market mai up and down hota rahta hai kabhi loss ka time hota kbhi profit kaa... agr ham markit k time k bare mai jan len k kab loss hoga or kab profit to ham usi time k lehaaz se trading karenge is liye time ki bht ahmiyat hai
                             
                            • #89 Collapse

                              yes forex trading mai timing vital role play karti h,market k ups nd downs ko daikhty hoay invest karny sy loss kam hoga,is liay apni planning mai time ko ignore nhe karna chaheay
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                hmmmm sir ji bilkkul thek kaha apny k forex trading main timing ki ehmiyat bohat bohat hoti hy q k market up and down hoti rehti hy trade hamesha us waqt karni chahye jab market main tezi ho our market apna aik trend bana lay to us waqt trade karni chahye. Wrong decision kiya to hamary liye loss be sabit ho sakta hy...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X