what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??
    Assalamu Alaikum Forex members Forex trading Mein Ham capital invest karte hain aur FIR use investing pe trading ke profit Hasil Karte Hain isliye trading Mein loss ka bhi Dar rahata Hai money management se a Murad Apne risk aur reward K hisab se Apne trading ko karna profit or loss ko Jahan Mein rakhkar trading karna money management Kehlata Hai
    Lot size good money management Mein lot size ka bahut jyada roll hota hai Hamen apni trading Mein lot size ko small Rakhna chahie Taki risk se bacha Ja sake aur account wash hone se bhi bach Jaye.
    Stop loss ko use karna bhi Mani management ka hissa hai aur aur isliye Apne account ko wash loss se bachane ke liye Hamen stoploss ko love me use karna chahie
    Money management Mein Hamen currency ki daily average ko bhi dehaan mein Rakhna chahie
    Profit ka ek target select Karen lalaj se avoid Karen overtrading se bacche Is Tarah Agar Ham Ek Aisi training aur good money management ke sath kam Karenge To Ham Forex trading Mein loss se bacha sakte hain aur Achcha profit Hai se kar sakte hain
    Money management ki agar baat ki Jaaye to yah define karna jaruri hai ki jo trade Ham place Karne Wale Hain ismein risk kitna hai aur kitne percent risk ratio ke sath Ham yah trade open kar rahe hain sath mein yah bhi define Kiya jata hai ki market Hamen is risky against Kitna profit dene Mein Kamyab ho sakti hai agar risk or reward ratio market Mein define na kiya jaaye to Peda proper trading Mein money management karne mein bhi kam mein aap Nahin ho sakte hain trading Mein money management course technique ke sath use karna chahie ke profit Jyada Agar Nahin bhi Hota To kam se kam loss hot rate ko open tabhi kiya jaaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

    Forex Trading me risk bohut zyada hai aur is ka sab ko pata hai. Is waja se hamen apne account ka safe istemal karna hota hai. Aur ye safe istemal jis me hamen ziada loss na ho forex trading me money management hota hai. Forex trading me money management ka hona bohut aham is waja se hai, q k is ka taluq hamare account ki safety se hai. Forex Trading me money management bohut zyada zarori hai. Hamen agar is pe amal karte hen to is tarah se hum bohut bare nuqsan se mehfoz reh sakte hen. Forex trading me money management is waja se bohut zyada zarori hai. Q k is me hum aone account ko wash hone se bachate hen. Aur agar hamari money management acha ho to hamara account bhi mehfooz hota hai. Money management kuch is tarah se karen k trade lagane se pehle us k nuqsan ka bhi tehmeena lagaye k agar nuqsan hota hai to mera account kitna bardasht karega. Aur wash hone se nache ga. To us k leye stop loss zarur lagayen. Is tarah hamara management acha hi hoga.
    Agar forex trading me hamare account ka balance 100$ ahi to hamen kabhi bhi apne account me 2% se ziada ka risk nahi lena chaheye. Is se forex trading me hamara account bohut had tak safe hota hai. 100$ k account pe 2% risk se murad ye hai k agar hamen forex trading me profit melta hai to wo bhi 2$ ka ho aur agar loss bhi ho to bhi hanen 2$ se zuada na ho. Is se kam az kam hamara account 98$ tak barqarar rehta hai. Lekin agar hum ziada risk lete hen aur 10% lete hen, jis me agar hamen loss bhi 10$ ka hota hai aur 10$ profit bhi hota hai. Forex trading me is zyada risk lene se hamara account unsafe hota hai. Is waja se hamen hamare account ko safe karne k leye money management ka sahi istemal karna chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Samia_Hussain پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum Forex members Forex trading Mein Ham capital invest karte hain aur FIR use investing pe trading ke profit Hasil Karte Hain isliye trading Mein loss ka bhi Dar rahata Hai money management se a Murad Apne risk aur reward K hisab se Apne trading ko karna profit or loss ko Jahan Mein rakhkar trading karna money management Kehlata Hai
      Lot size good money management Mein lot size ka bahut jyada roll hota hai Hamen apni trading Mein lot size ko small Rakhna chahie Taki risk se bacha Ja sake aur account wash hone se bhi bach Jaye.
      Stop loss ko use karna bhi Mani management ka hissa hai aur aur isliye Apne account ko wash loss se bachane ke liye Hamen stoploss ko love me use karna chahie
      Money management Mein Hamen currency ki daily average ko bhi dehaan mein Rakhna chahie
      Profit ka ek target select Karen lalaj se avoid Karen overtrading se bacche Is Tarah Agar Ham Ek Aisi training aur good money management ke sath kam Karenge To Ham Forex trading Mein loss se bacha sakte hain aur Achcha profit Hai se kar sakte hain
      Money management ki agar baat ki Jaaye to yah define karna jaruri hai ki jo trade Ham place Karne Wale Hain ismein risk kitna hai aur kitne percent risk ratio ke sath Ham yah trade open kar rahe hain sath mein yah bhi define Kiya jata hai ki market Hamen is risky against Kitna profit dene Mein Kamyab ho sakti hai agar risk or reward ratio market Mein define na kiya jaaye to Peda proper trading Mein money management karne mein bhi kam mein aap Nahin ho sakte hain trading Mein money management course technique ke sath use karna chahie ke profit Jyada Agar Nahin bhi Hota To kam se kam loss hot rate ko open tabhi kiya jaaye
      G dear forex market mai ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap mahnet aur lagan kay sath ap ka kam acha ho sakta hai tu ap money mangmnet mai kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha money managmnet mai kafi acha kam kar saktye hai ap ka kam hai kay ap safe trading mai kam kartye hai tu ap es mai safe kam kar saktye hai tu ap ka kam hai ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap apna balnce achye tareeqye say kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha kiya ja sakta hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam kartye rhain aur ap ka kam hi kay ap money managmnet kay hisab say kam kartye hai tu ap ka kam kafi easy ho jata hai aur bad mai ap es mai acha kam kartye hai tu ap kamyab ho jatye hai tu market mai wo he kamyab hota hai jo es mai acha kam kartye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna hai tu mahnet aur lagan kay beghair ap ka kam mai masla he ata hai tu ap ka kam hai kay ap nay acha kam karna hai tu ap money managmnet mai acha kam kartye hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha acha kam kiya ja sakta hai tu bina mahnet aur lagan kay ap ka kam kafi muashkil hai tu ap nay ager acha karna hai tu ap acha kam karnye kaliye zaroori hai kay ap money mangmnet mai acha kam kar saktye hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap safe trading mai acha kam kiya ja sakta hai tu bina mahnet kay ap ka kam kafi mushkil hai tu ap acha kam kartye hai tu ap kamyab hamesha ho jatye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

        Forex trading k karobar main safely trading karny k liye money management boht he aik best trading method hai jis main traders apni trading ko bahtreen kar skty hain or apni trading se achi earning kar skty hain money management k sath jub trading ki jati hai tu osk liye zarori hai k humary pass trading ki learning or knowledge zayda ho q k forex aik risky business bhi hai jis main aghr hum trading krna chahty hain tu osk liye zarori hai k hum forex main sub se pahly money management ko skhen pher osi k according apni trading karen jis se hum achi or miyari trading kar skty hain or kamyab ho skty hain

        forex trading main aghr hum kamyab hona chahty hain tu humain apni trading ayse karni hogi k humain loss na ho or aghr loss ho bhi jay maret ki sort e hall achanak change hony ki wajah se tu humara account save rahy tu zayda loss na ho or apna account bhi save rahy osk liye money management ki jati hai jis main hum kuch trading tools ak sue kar k apni trading ko miyari bana skty hain or os main money management qaim rakh skty hain or osii k according kamyab trading kar skty hain

        SMALL RISK IN EVERY TRADE:
        AGHR hum apni trading main money management qaim rakhna chahty hain tu dear humain apni har trade main small lot k sath order set krna hoga small lot k sath yah faida hota hai k humai trade main risk bhi kam hota hai choti lot k sath risk bhi chota or aghr loss hony k chances hon tu os main humain loss bhi kam se kam hota hai or os main hum kamyab ho skty hain q k small loss hony par osko ecover karny main bhi asani hoti hai or hum osi main apni trade ko benifi bana skty hain or pher yah hota hai k humari trade main risk bhi kam se kam hota hai

        USE STOP LOSS IN EVERY TRADE:
        small risk k bad humain apni trade main money management k sath trading karny k liiye apni har trade main stop loss tool ka use krna chahye oska yah faida hota hai k humain loss bhi kam hota hai or humara account bhi secure rahta hai es liye humain apni trading main kamyab hona hai or money management qaim rakhni hai tu osk liye zarori hai k hum apni trade main stop loss ka use karen jis k bad hum apni rade main apny account ko sae rakh skty hain or os main achi earning kar skty hain or secure trading kar k acha munfa qama skty hain
        • #5 Collapse

          Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

          Forex trading Ek risky business hai jismein Hamen Apne account ko save rakhne ke liye money management Ka istemal Karna hota hai agar Ham money management ka istemal Karte Hain To Ham Apne account ko safe Rakh sakte hain money management trade open karne se pahle bahut jaroori hai Sabse pahle Hamen yah dekhna hota hai ki Hamara account balance kya hai Hamen Apne account balance ko Dekhte Hue trade open Karni hoti hai trade open karne se pahle Hamen main account balance ko dekhna Hota Hai agar Hamara account balance $100 ka hai Hai To Hamen kabhi bhi Big Lot size ka istemal nahin karna chahie Hamen Hamesha 0.01 lot size Ka istemal Karna chahie Is Tarah Hamara account safe rahata hai hai.

          Dear friends trading Ek Aisa business hai jis mein Hamen kam karne ke liye bahut se rules ko follow karna padta hai agar Ham in rules ko follow karte hue trading Karte Hain To Ham profitable trading kar sakte hain aur usmein Hamare loss ke chances bhi bahut kam Hote Hain Jab Ham Forex trading Mein money management Ka Khyal rakhte Hain To Hamari trading profitable hoti hai ya Hamare account per depend karta hai ki Ham kaun se lot size ka istemal kar rahe hain Jab Ham Apne account balance ko Dekhte Hue trading start Karte Hain To Hamen yah Idea hota hai ki Hamen Kitni lot size ka istemal karna hai aur ismein Hamen Kitna profit chahie ine Sab Baton Ka Khyal rakhte Hue Jab Ham apni rate open Karte Hain To Hamen usmein success Jarur milati hai jo log bhi jitne bhi expert traders Hain vah money management ko Samne rakhte Hue trading Karte Hain Japan money management ke sath trading Karte Hain To vah profitable hoti hai aur uske Hamen bahut jyada benefits Milte Hain isliye Hamen money management ka Jarur Khyal Rakhna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

            forex par trading kerna aik risky business hai agar hum is par kaam kerna chahty hain tou us k liye huemn is mein trading tools ko bhi use kerna ho ga jis se hum apni trade ko profit ki tarf ly ja sakty hain in mein se aik eham tool money management bhi hai humen apny account ko save rakhny k liye money management ka use kerna chahiye kuen k jab hum is ka use kerty hain tou is se humara account safe and secure rehta hai humen is mein apny account balance ko dekhty hue trade ko open kerna chahiye agar humary paas account min hundred dollar ka capital maujood hai tou humen us mein 0.01 ki lot size ko use kerna ho ga is tarhan humara account safe rahy ga ye aik asia business hai jahan par kaam kery k liye humen is mein tamam rules ko follow kerna ho ga
            agar hum apni trade mein money management ko use kerty hain tou is se humen apni trade mein small lot k sath trade ko carry kerna ho ga small lot se humen ye faida hota hai k humary account mein risk bhi kam ho jata hai aur agar humari trade loss mein ja rahi ho tou hum is mein zeada loss se bhi bach jaty hain agar humen small loss hota hai tou us ko cover kerna bhi humary liye aasan hota hai bajaye is k agar humen bera loss ho ga tou us ko handle kerna bhi humary liye mushkil ho jaye ga small risk k baad humen trade mein stop loss ko bhi use kerna ho ga kuen k ye humary account ko wash hony se bachata hai is liye agar hum apni trade mein money management ko continue rakhna chahty hain tou us k liye stop loss ko bhi lazmi use kerna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

              AOA my dear all Forex member forex trading main aghr hum kamyab hona chahty hain tu humain apni trading ayse karni hogi k humain loss na ho or aghr loss ho bhi jay maret ki sort e hall achanak change hony ki wajah se tu humara account save rahy tu zayda loss na ho or apna account bhi save rahy osk liye money management ki jati hai jis main hum kuch trading tools ak sue kar k apni trading ko miyari bana skty hain or os main money management qaim rakh skty hain or osii k according kamyab trading kar skty hain AGHR hum apni trading main money management qaim rakhna chahty hain tu dear humain apni har trade main small lot k sath order set krna hoga small lot k sath yah faida hota hai k humai trade main risk bhi kam hota hai choti lot k sath risk bhi chota or aghr loss hony k chances hon tu os main humain loss bhi kam se kam hota hai or os main hum kamyab ho skty hain q k small loss hony par osko ecover karny main bhi asani hoti hai or hum osi main apni trade ko benifi bana skty hain or pher yah hota hai k humari trade main risk bhi kam se kam hota hai small risk k bad humain apni trade main money management k sath trading karny k liiye apni har trade main stop loss tool ka use krna chahye oska yah faida hota hai k humain loss bhi kam hota hai or humara account bhi secure rahta hai es liye humain apni trading main kamyab hona hai or money management qaim rakhni hai tu osk liye zarori hai k hum apni trade main stop loss ka use karen jis k bad hum apni rade main apny account ko sae rakh skty hain or os main achi earning kar skty hain or secure trading kar k acha munfa qama skty hain.
              • #8 Collapse

                Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

                Dear forex market main ager ham trading karna chahty hain to phir hamain is main apny capital ko safe rakhna parta ahy ta keh ham capital ki safety say apny account ko wash hony say bacha sakin. Ye tab he possible hota hay jab ham market main trading open karny say pehly aik to analysis karain aur phir in analysis kay bad trading plan develope karain.

                Points to be remember for money management.
                Jab ham trading plan bana rahy hon to is main jahan baqi planning kar ray hoty hain wahan per ye bhi decide kar rahy hoty hain ke hamara capital kitna hay aur ham nay kis pair main trading karni hay, is pair ka lowest lot use karny per kitna required margin hay aur is pair ki volatility, daily volume aur mojuda trend kia hay. Ye sab kuch hamain money management kay liye required hota hay.

                Importance of Money management.
                Money management kay bad hamain jahan analysis kay bad trading start karny kay liye trend mil jata hay, wahi per hamain trend kay mutabiq safe trading ka moqa mil jata hay. Is tarah hamain lot size select karny, spread jan'ny, broker ka spread jan'ny aur pairs kay mojuda trend kay mutabiq he money management karna parti hay. Is tarah money management kay through ham earning bhi kar laity hain aur ager loss ho jaye to is loss ki bad main recovery bhi easy ho jati hay. Laikin jab ham money management kay baghair trading order open karty hain to is say kabhi kabhi earning to ho jati hay laikin is trading main ager loss ho jaye to kabhi kabhi account bhi wash ho jata hay.
                Last edited by ; 11-11-2020, 09:09 AM.
                • #9 Collapse

                  Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

                  wdear hume is mn apney account ki money management ko fallow krna hota ha mnoney management ko agr hum is mn fallow kr k k kam krein gein tu bohat asani se kameyabi milen gi dear agr hum extra kam krein gein tu asani se kameyab ho sakte hein is business mn bohat hi asani se kameyab be ho sakte hein daily chart indicotor ko check krte rehna chaiye hamesha kameyabi hume achy work se hi milti ha regular is business mn kam kiya krein acha work achi success se hi milta ha ye hamre liye eik bohat acha onlines business mn hume is mn candle stick ko be dekhna chaiye candelstick ko check kr k kam krein gein tu asani se kameyab ho sakte hein is mn chart indicotor ko dekhna chaiye chart ko fallow kr k work krein gein tu bohat hi asnai se kameyabi be hume milen gi
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

                    Money management mein bahut jata hai ki ham log Hamari ki vajah se Ham kam se kam karte hain sakte hain Dabang money management Mein kam Karte Hain To Hamara kam ho Jyada Achcha ho jata hai aur ham glass karne se baat Jaate Hain Jab Bhi ismein kahan Karte Hain To Hamara Jewellers hota hai vah kam ho jata hai aur Hamari Johar Nahin Hoti Hai vah bhi bahut acchi Ho Jaati Hai Aur Hamari tension free Ho Jaati Hai Jiski wajah se bhi lete hain aur Nahin Hoti Hai Aur rention freee trading ho jatai hy hamari

                    Money manignint k faidy our log kio nai krty hy is my kam

                    Manimanigmint my Kambhot kam log krty hy zeada log Nahin Karte Hai Kyunki unko bahut kam hota hai money logon ko ismein bahut kam fayda Hota Hai Lokesh Messi vajah Se Kam Nahin karte Agar Aaunga kam yaar Banaya To Hamen ismein kam karna chahie aur Ramesh maine bola tha Ki Jaana Kahin ke liye Hamen bahut jyada Mera agr money manigmint my ham kam.kry to us my ham kam kry gy to ham agy ja sgy gy mhabta jitan zeada krty hy us ka utna hi zeada faida hota hy ya hamnkamyab hy agr hamari mhanata bhot zead shakei hogi to ham agay ja sgty y is mybhamwri mhanta hi acahai hogi to hama kamyaba ho sgty hy hamari is my mhabat hi ahamaya agy ly k ja sgti hy ourhamari mhabta sahi acaui hoti hy jb tak hamari mhanat sahi ho jatai hy achi mhabta kry money manigmintmy log bhot kam log hoty yy to is my oam krty hy our is my pesy kamaty hy is my shai aajimhabt krya chy sy agy jaye our is my kam kiankry our sahi kam kiankry achy sy is kam sy oyr sahi mhant kry our agy jaye is my save ho k kam kry is my kam profit hota hy or hamaya is y phr loss hhi kam hota hy is liya hamay is my sahi kak krna chiya sahi trga sy
                    • #11 Collapse

                      Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

                      Forex trading ki market mein jo members kam karte hain to use Waqt unke Samne money management ki opportunity aati hai jo ki market Mein Had Se Jyada importance rakhti hai aur Market Mein Jo Bhi members kam Karte Hain To unke liye market Mein is money management ko follow karna aur Iske bare mein complete information Hasil karna bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki vah money management ko follow kiye bagair kabhi bhi market Mein acchi success Hasil nahin kar sakte Jo members market memory management ko follow Karte Hain To vah member Si market Mein acchi success Hasil kar paate hain aur apne kaam ko de acche tarike se understand kar lete hain


                      Money management

                      Market ko join karte waqt sabse pahle Tamam members ko is money management ko acche tarike se learn karna hota hai aur Iske bare mein properly learning karne ke bad hi market Mein Apna Kam start karna Hota Hai market mein money management Ek personal finance apps Mein Ek Aisi application hoti hai market Mein traders is ko use Karke is ke jariye se acchi help Hasil kar sakte hain aur is ke jarie Se spending budget earning aur saving main money management ki help Le sakte hain aur Iske jarie se unke liye kam karna bahut jyada easy ho jata hai


                      Money management ki importance

                      Market mein jo traders kam karte hain to unhen market Mein money management ko lajme follow karna Hota Hai market me treader is Jab apni trading start karte hain to use Waqt unhen market Mein is money management ki jarurat padati hai aur yah trading karte waqt Unki bahut jyada help karte hain aur Market Mein Jab accounting software mein unhen koi problem hoti hai to use Waqt Bhi Yaha money management ke jariye se hi apni use problem ko solve kar sakte hain market Mein Ek bahut hi important information Hoti Hai Jisko traders market mein easy tarike se use kar sakte hain Iske jariya se apni trading Mein acche benefits Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

                        Money management forex trading business me jitani value money management ki hai shaid hi kisi ki ho lakin is ki ahmiyat ko koi koi samjta hai hume money management per focus karna chahiye.

                        Money management expert traders ko profit deta hai new trader samja hai ke wo big lot laga kar acha profit hasil kar sakta hai lakin aisa nahi hota hai q ke big lot lagane se humra account risk per chala jata hai.

                        expert trader ko pata hai ke hume money management hi long term is market me profit de sakta hai market me jo trader risky trading karta hai wo loss me hi rehta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

                          forex aik world wide or kabe be katme na hony wala acha business hain hum is mai raat ma be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy moeny management kar ky market mai kam karna chaye pher he hum earning gan kar saky gy hamy money mnagement ko kabe be ignore nahi karna chaye hamy ahteyt sy kam karna chyae hum is mai bger balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam karty hain to harma los hain forex pakstan mai legal or famous business ban cuka hain hum is mai apny boss kdu ap he hoty hain hamy market mai price managament be karne chyae pher he hum earning gain kar saky gy hm is mai agar emotions ko greed ko katem kar ky kam karty hain jto hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai agar market ko samj kar is mai trade lagty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai pasia invest kar ky munfa hasal kar sakty hain or hum out off cost account bana kar be trading kar sakt hain asane ky sat fore aik amm business jasa nahi hain hum is mai agar tuka system sy kam karty hai nto harma los hain hamy loss sy learning gain kar ky market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hm pasia kama saky gy hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be laag sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

                            Basically money management ko Japan study Karte Hain To ismein Humko lot size Kisi lekin se related bahut hi important analysis aur rules and regulation study karna Hote Hain Jab aap money management ko properly apni trading per reply kar rahi Hote Hain To Aisi situation main aapko apni trading pulaski selection ko importantly Aur clearly selection Karni hoti hai. No doubt Jab aap apne trading per lot size ki selection according to your available balance Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap ki account ki safety maintain ho rahi hoti hai aur iske sath sath aapko reasonable profit mil raha Hota Hai.

                            Forex trading me jab aap money management ke rules and regulations ko follow kar ke kam kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko Hamesha maximum account balance ke sath trading Karni chahie aur lot size ki selection minimum Karni chahie Jab aap jis 100 US Dollars ki account for reading kar rahe hote hain to aapko Hamesha 0.01 ki lot size select Karni chahie aur ismein maximum advantages Hasil karne ke liye Apne account ki safety ko Milte Hain kar sakte hain aur ismein aapke account per Margin call bhi receive hone ki bahut jyada chances Nahin ho sakte.

                            Dear jab aap minimum lot size Kisi rakhen Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut carefully reading karne ki jarurat Nahin Hoti aap Kisi bhi currency pairs trading kar sakte hain Kyunki aap ki lot size minimum hone ki vajah se aapko bahut jyada nuksan Nahin ho sakta aur Agar aapke technical analysis galat bhi ho Jaate Hain To Iske liye aapko bahut jyada nuksan Nahin ho sakta isliye aapko Hamesha minimum lot size Kisi Rakhe Nahin Karni chahie aur apni trading co profitable banane ke liye bahut carefree study complete Karni chahie aur kabhi bhi maximum lot size ki selection Nahin Karni chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what is money management aur uske benefits kya hai hai trading mein??

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Samia_Hussain پيغام ديکھيے
                              Assalamu Alaikum Forex members Forex trading Mein Ham capital invest karte hain aur FIR use investing pe trading ke profit Hasil Karte Hain isliye trading Mein loss ka bhi Dar rahata Hai money management se a Murad Apne risk aur reward K hisab se Apne trading ko karna profit or loss ko Jahan Mein rakhkar trading karna money management Kehlata Hai
                              Lot size good money management Mein lot size ka bahut jyada roll hota hai Hamen apni trading Mein lot size ko small Rakhna chahie Taki risk se bacha Ja sake aur account wash hone se bhi bach Jaye.
                              Stop loss ko use karna bhi Mani management ka hissa hai aur aur isliye Apne account ko wash loss se bachane ke liye Hamen stoploss ko love me use karna chahie
                              Money management Mein Hamen currency ki daily average ko bhi dehaan mein Rakhna chahie
                              Profit ka ek target select Karen lalaj se avoid Karen overtrading se bacche Is Tarah Agar Ham Ek Aisi training aur good money management ke sath kam Karenge To Ham Forex trading Mein loss se bacha sakte hain aur Achcha profit Hai se kar sakte hain
                              Money management ki agar baat ki Jaaye to yah define karna jaruri hai ki jo trade Ham place Karne Wale Hain ismein risk kitna hai aur kitne percent risk ratio ke sath Ham yah trade open kar rahe hain sath mein yah bhi define Kiya jata hai ki market Hamen is risky against Kitna profit dene Mein Kamyab ho sakti hai agar risk or reward ratio market Mein define na kiya jaaye to Peda proper trading Mein money management karne mein bhi kam mein aap Nahin ho sakte hain trading Mein money management course technique ke sath use karna chahie ke profit Jyada Agar Nahin bhi Hota To kam se kam loss hot rate ko open tabhi kiya jaaye
                              Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ji han dear forex trading jasy difficult business m money management ki bot ziada ahmiat hy ham money management kiay bagar kabi b achi trading ni kar sakty hmary liay zarori hy k ham pahly apni trading m money management lazmi kar lan money management kar k ham apny account ko safe rakh kar or achi earning kar sakty han forex business m jab ham apni trading ki planning karty han to us m hamy apny account ki money management or risk management karty han money management k zriay ham apna account safe rakh sakty han
                              Money management m hamy sab sy ziada lot size ko ahmiat dyty han q k lot size trading py hi hmary loss or profit ka daro madar hota hy ham agr sahi jga sahi lot size trade open karty han to hamy achi earning hoti hy or agr ham tek jga sahi lot size trade open karty han to hamy loss ka samna krna parta hy or ham kabi b achi earning ni kar sakty big lot size trade hamy hmasha nuqsan dyti hy is liay hamy hmasha small lot size trade open kar k trading karni chaiy tbi ham achi earning kar saken gy
                              Stop loss or take profit ka istamal b hmari trading m kamyabi hasil karny m bot ziada madad gar sabit hota hy stop loss ka istamal khas tor par hamy us wakt faida dyta hy jab ham market ko wach ni kar rahy hoty or market agr hmary against jati hy to stop loss lga hony ki sorat m hmari trade loss m jany sy pehly hi close ho jati hy or ham kisi b bary nuqsan sy bach sakty han or take profit ka istamal kar k ham apna profit zaya ni karty or hmari trade hamy acha profit frahm karti hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X