Zig zag indicator in forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zig zag indicator in forex.
    Assalamo Alaikum dear pyary forexers umeed krta hun sehat Achi hogi.
    Aj ke aik unwan per Kuch guftagu karengy ham.
    Zig zag indicator jesa ke SB janty hai ke Forex market Mai aik basic tool ke tor pe istemaal Kia jata hai Jo ke hamy market ke trend reversal ke barey Mai maloomat deta hai.ye indicator tayun karta hai support and resistance areas or ye bht helpful Hota hai Jo ke price changing ko identify karta hai or price ma aham tabdeeli ke barey ma agah karta hai Jo price change ma ru-numa Hoti hai ye changes tab Hoti hai jab market Mai short term ki fluctuations Hoti hai.
    Or ye indicator chart per point ko plot karta hai jab ke prices reverse Hoti hai percentage ki calculation say.
    Yeh indicator price trend ki shankht ma madad karta hai or random price fluctuations ko remove Karke trend changes ki show krta hai.
    Esma straight lines draw hai jesa ke picture ma ap Dekh sakty hai ye lines percentage ko calculate Karke market ke support and resistance market ke hight or lows point ko connect karta hai.
    Click image for larger version

Name:	IMG_20201110_213142.jpg
Views:	1
Size:	43.2 کلوبائٹ
ID:	12470249
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".

اب آن لائن

Working...
X