Mistake is a lesson

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    ji blkl humein apni mistakes say dil berdashta nhi hona chahye aur give up nhi kerna chahye bul apni mistakes say sekhna chahye aur usay next time mind may rakh k trade kerni chahye tak faida ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      bilkul theek farmaya k mistake is a lesson galtiya tou sab kerte hai aur galti kerne se he app seekhte hai.au There is a lot of knowledge in our mistakes
       
      • #1323 Collapse

        ji janab forex trading business me agr ap se koi ghalti hoti hai to apko is se hemmat nahi harni chahiye balke is ghalti se apko bohat experience hasil hota hai jis se apko next time apko acha profit hasil kar sakty hain.
        • #1324 Collapse

          g hr istake k ander 1 lesson chuppa hota he hmain apni mistakes ko repeat ni krna chaiye .balkay ap mistakes se kuch na kuch seekhna chahiye.or mistakes ko dohrana ni chaiye,
          • #1325 Collapse

            zara suchiya bhai g jab hum ko koi mistake hoty hai tu may sajta hun kay ya mistake nbe hum ko may sajta hun lesson dey jaty hai is may koi shak nahi hai bhai g may sajta hun
            • #1326 Collapse

              g bilkul or jab tak mistake nahi ho gi hum kuch sekh nahi satke or mistakes hi hain jo hum sb ko sochny par majbor karti hain or ake acha trader banati hain is liye her kam main mistakes bhot importance rakhti hain par kuch log mistake say bi kuch nahi sekhte or again wohi mistakes karte hain.
              • #1327 Collapse

                yar hamari har mistake main hamary liye ek lesson hota hai is liye hamain un ko avoid nai karna chaye balky hamain chaye k hum un se learning karain ta k future main us mistake ko again na kar saky...
                • #1328 Collapse

                  jab kabhi ham trading men loss khaty hain to is ko accept kerna hi achy traders ko nishani hai or wo is ko thek bhi kerta hai is ley ye leason se hi ham achy t raders banty hain.
                     
                  • #1329 Collapse

                    G han app ne sahi kaha ha mistakes hmen khuch nah khuch sekhati ha agr hmen kisi bhi mistake ki wajah se loss ho jaye tu hmen us mistake se experince hasil karna chahey or next time khoshish karni chahey k wo mistake nah kareen...isi tarh hm is business me success ki taraf qadam barhaty hain..
                    • #1330 Collapse

                      Yes thus is true hamari mistakes hume bohat kuch sikhati han agar hum apni kistakes ko note kr len aur dobara in ko na duhraen to hum apni mistakes se bohat kuch learn kar sakte han aur is tarhan next time hum in mistakes se bach sakte han aur easily success gain kar sakte han.
                       
                      • #1331 Collapse

                        g han mistake ek bht hi bara lesson hota hai agr isko lesson samjha jay to forex ko sekhny k
                        lye is ko dill say sekhna hota hai and isme jo imprtant bat hai woh hia is ki pratice jo k
                        demo pe ki jay and is me or bi bht sari things hoti hain jis me anlysis ko follow kerna etc...
                         
                        • #1332 Collapse

                          well han bai ap ne sahee kaha hein hm sb se galtian ho jaty hein , so yeh koi itni bari bat nai , magar galty ho gai ,so ho gai , bt thn hmko agay ka sochna chahy k ab hm kaisay apni galtion ko recover kar saktay ehin
                          • #1333 Collapse

                            g hain atrding main mistake say humay lesson milta hain or ager hum es say laerning kartay hain to umay atrding minkabi bi loss nahi hi sakta h
                            • #1334 Collapse

                              bilkul hr field men ham sy koi na koi galti zaror ho jati hy aur hamen us galti sy sabaq hasil krna caheay bina galti kiya hum sekh ni skty aur jo mistake hum kr jaen dobara woh galti na ho tab hum success ho skty hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                fx ma trading karty waqt ham apni galtio sy bohat kuch seakhty han fx ak bohat acha business hai jis sy achi earning haseel ki ja sakti hai fx ak bohat abusiness hai jis sy ham acha profit haseel kars akty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X