How to control your emotion when lossing big
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    After facing loss in forex trading business, if we want to control on our emotions we have to work with patience otherwise leave forex for sometime.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      g dekhen dear haman is buisness sy ak acha profit b milta hai to tab ham khush b hote hen lekin kahna chahun gi k haman jab loss ho to phir haman us waqat b bardasht karna chaiye aur hamary andar bardash ki taqat honi chaiye
      • #903 Collapse

        Humay apny emotion ko control karna chahiey jab hum loss kar rahy hoty hay kyun keh emotion ki zad main aa kar pareshani he hoti hay so humay pareshan nahi hona chahiey loss trader he karty hay next time batter try karen.
        • #904 Collapse

          sir is bary main main y kaho ga ky agar apko forex trading main koi bara loss ho jay to ap sab sy phly apni trading ko band kar dain or apny andar hosla paida krain or bht sabar sy kam lain or jab apko is bat kla yakeen ho jay ky ap ny apny par par control kar l;ia hai to ap trading start karain......
          • #905 Collapse

            emotion ko countrol karna easy nahi hain main loos main kabi be apne emotion ko kabo nahi kar payta ho main jitni be kusesh karta ho muje emotion a he jayte hain emotion main hum ko trade nahi karna cahyea kyon ka us waqt hum trade ka kabal nahi hote hain hum ko mazeed loos ho sakta hain
            • #906 Collapse

              Money loose honey mien emotions ka bhi bara role hota hai ap emotions sey trading kar rahey hotey hain to ap kabhi fear ki waja position jald he close kar detey hain or kabhi ap ziada dair tak hold rakhtey hain or ziada sey ziada profit earn karney ki try kartey hain tu pir loss ho jata hai.
              • #907 Collapse

                forex trading ka acha systam ha jise se ap kafe acha profite eanr kar sakte ha ye trading ka bussienss se b se best ha ye trading ka ubssienss acha earn akr sakte ha
                 
                • #908 Collapse

                  bahi forex trading ka bussienss best ha jis se ap kafe acha kar sakte ha is se ap kafe acha proifte hasile kar sakte ha ap ko cahye ke trading ke leey ap ke pass acha earn kar sakte ha
                   
                  • #909 Collapse

                    sawal to bohat intresting hy , emotions per control bohat hi dificult hota hay lykin trading myn any say pahly hamyn profit and loss donon ko zahan myn rakhna chahy kyon,k ya to har busnisse ka part hay.
                    • #910 Collapse

                      yes dear forex trading business me trading kar doran apne emotions ko control me rakhain aur pressure na lain kyu kay forex trading business me hum apne emotions ko control me rakh kar asani se bohat zayada profit earn kar sakte hain.
                      • #911 Collapse

                        hum jab trading karty hain to humain trading main profit b hota hay or humain loss be ho jata hayto humain apny loss ko lay karparysahan nai hona chaiye or huamin is main apny emotion ko kabo main rakh kar trading karni chahiye ta kay hum trading main agy ja sakin
                        • #912 Collapse

                          You known that emotion and greedy is the bad skill in the Forex market. So that you want to leave it then you are learn the complete knowledge and experience. Then you can leave the gorexxmarket and earn the money regular.
                          • #913 Collapse

                            jab loss ka samna hota hay to waqae main ham bohat emotional hote hain orhamnara dil aik baar to toot jata hay lekin apkohimat nahi harni chahaiy or apni mistakes se sabakhasil karen or unhian dobara na dohrayen.
                            • #914 Collapse

                              Forex trading aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rhana chahahia ya hum ko hamara kam karna ka pasia data ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                jub apko start mei hi is buisness kay start karnay say hi ehlay pata hota hai kay is business mei apko lsot bi hos akat hai tu is laiy hi apko is bat ka pata hona h chaiy kay is buisness mei apko apnay emotions pe bi apko control pana hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X