Kia iss kam k nuqsan bhi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    aur kya nai mere bhai is business mei lost bi hota hai kyu k ye aikj risky type ka business hai koi bi kuch pata nai chalta hai k kub market kis traf ka rukh kar jaiy gi aur kub humay is pe lost ho jaiy ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      g mre bhai is kaam ka koi nuksaan ni hai ager ap posting kerte hain to ap ko yeh forum wale posting kerne ka bounes paying kerte hain jiss sy ap ko forex main acha profit millta hai ap bounes sy trading kerte hain.,.,.,..///
      • #603 Collapse

        Mere khyal se to koi dr nae ha trading ka work bohat hi acha work ha worldwide log ise use kr rhe hian is ka koi nuqsan nae ha, blke is ke bohat se benefits hain.
         
        • #604 Collapse

          Exactly yeh bat to bilkul theek hy aapki.. forex trading ke apne kuch disadvantages bhi hein jin mein se mainly yahi hy ke forex trading ek nashe ki tara traders pe effect kerti hy so traders her waqt isi mein lage rehte hein or unki eyes or health pe rays effect kerti hein pc ki
          Dont Spam The Forum.. ..

          :(I hate Spammers..:(

          ;)Make Bonus Of 200 USD;)
          • #605 Collapse

            dunya me koe b aisa kam nahi hay jis me noqan na ho baki app apne experience say work kare gay tu loss nahi ho ga forex post kare ya app forex trading ya koe aur business los profit dono me he hota hay profit earn k lye hard work ke zaroroat parte hay so kro
            • #606 Collapse

              Mey nahe smjhta k koi nuksan hey kyn kay kam tou kam hota hey or ager kam ko jitna zyada serious liya jaye utna he zyada faida hota hey isliye is kam mey ya kisi bhe positive kam mey koi nuksan nahe hota hay.
              • #607 Collapse

                is kam mai koi nuqsan nahi hain agar aap apana target bana lay jitna aap kar sakty hain tu aap ko kisi chezz ki preshani nahi hogi aram se kam karay gaye or ye kam apay hawi b nahi hoga agar without information k karay gaye tu nuqsan hoga.
                 
                • #608 Collapse

                  In every business of the world profit and loss both involve and forex trading business is a very very risky business and i think that there is profit and loss are also in forex trading and i think that you need not to be greedy in forex tradings dn i think that this si the best for all and we all need to be an expert forex trader in forex trading to gain money from forex
                  • #609 Collapse

                    bhai jan ap ne thek kaha aksar log is ko sar par chraha lety hai jis se wo isi main phans kar reh jaty hai or kisi dosry kam ke lye on ke time nahi hota wo bus isi main lagy reht hai is ko sirf kam ki tarha lena chahy sar par nahi chahana chay...
                    • #610 Collapse

                      g jnab forex main nusqan nahi hota jitna keh dusry business main hota ha is main us admi ko nuskan hota ha jis ko forex main exprness nahi ha jis admi ko forex main skill ha us ko forex main nuqsan nahi hota
                      • #611 Collapse

                        mere khial se agar ham apni health ke care nae karain ge to ye hara nuksan he hoga is lea hamain apni health ka khas khial rakhna chahea or trade ko specific time dena chahea rooz
                        Forex
                        • #612 Collapse

                          yaar forex ek bohat hi risky business hai or iss main profit bhi hota hai or loss bhi hota hai. lakin jin logon k pass proper knowledgeor experience ho or woh cool mind or emotions or greed k bager trading karte hain unhain profit hi hasil hota hai.
                          • #613 Collapse

                            haan g is kaam main boht ziada logoon ka nuqsan hoat hy aur boht kam log profit laitey hain nagar aap is kaam main kaamyab hona chahtey to pehley isko seekho demo account then aap real account pe kaam karo ta aapka loss na ho
                            • #614 Collapse

                              jee ziada focus rakhey gey aur daily 24 hour lagey rahey gey to nuqsaan to ho ga ankho ka is leye ap ko chahey key etna ziada time na dey aur sirf utna he time dey jis sey trading ho jaey easy na key 24 hour screen key smney bethey rahey..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                i think forex par non stop trading k bohat hi zaida nuqsanat hai is se ap ki sehat ko ap k demag ko bohat nuqsan pouch sakta hai or apki day by day weakness bharti rehti hain ap ko apni sehat ka khayal lazmi rakna chahiye q k jaan hai tu jahan hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X