Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

    Forex trading mn loss or Profit dono sortin hoti hain.kabji bhi ap loss sy na ghbraen loss ko ap asani sy recover kar sakty hain bas apny l9ss hojany par himmat nahi harni or apny apko mazbot rakhna hy.agar ap himat har gy to kabhi ap loss ko recover nahin kar sakin gy.or agar ap mazbot rahy to loss ap k liy koi masla nahy rahy ga ap asani sy recover kar lain gy .kabhi bhi apni umeed na choren balky strong rehny ki koshish karin
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

      Assalamu alaikum dear member ummid Hai sab khairiyat se honge ji han yah bahut hi Achcha question hai ki agar Hamen now ummid Nahin hona chahie balkeshwar ke sath kam
      • #78 Collapse

        Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

        Bahut he zabardast baat ki hy aap nay dear.Hamain hamesha mehnat jaari rakhni chahye q keh kamyabi ya nakami to game ka part hota hy hamain kisi bhi surat himmat nhe harni chahye balkeh mazeed mehnat karni chahye taa keh hum log aik achy aur professional trader ban saken
        • #79 Collapse

          Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

          aapane bilkul sahi kah Ke Jab Bhi aapko loss ho aap use Pareshan na Himmat na Hare balki mehnat Karen Kyunki kamyabi Ki Sabse Badi waje yahi hai kya aap Nahin Aate agar aap minut karen to aap ko kabhi bhi lost Nahin Hoga isliye Apne mistake se sikhe Dekhen aap ki mistake uski kya reason Singh ka correct Karen jo aapko loss of profit main bhi change ho sakta hai isliye aapko chahie kya aap mahine Karen focus rahe hain Apne kaam par quality work Karen market kp sahi tarah analyse Karke usmein West Karenge to aap Jarur Kamyab Honge aap ko Achcha profit Bhi Milega
          • #80 Collapse

            Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

            Hello dear
            Business ma loss or profit hta rhta hn.loss bi part hi business ka .lakan loss a jya to hmn bad feel nhi krna chyaa .hmko mazeed hard work krna chyaa or apna loss ko recover krlana chyaa .fresh mind ho kr trading krni chyaa taka loss minimum ho skaa
            • #81 Collapse

              Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

              Agar aapko nuksan ho jata to aap umeed sy na bithay rhain bilkeh mehnat krain or nuksaan ka azala karain ,, business mein nuksan aur fayda ikyhy chalte Hain agar aapko nuksan ho raha ho ya Las ho raha ho to aap ummid ke sath Na baithe hai balki aap mehnat Karen aur mehnat karne ke bad aapko kamyabi milegi bagair mehnat ke aap apne target ko acchi baat nahin kar sakte kabhi bhi nahin kar sakte hain to aap ko darshan Ho jaaye to aap aise zulna Bada Hi analysis Karen tajiya Karen aur se muskurate Karen uske bad aapke pass kamyabi milegi yahi aap ki mehnat hogi
              • #82 Collapse

                Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex se acchi earning Hasil kar rahe Honge aur acche experience or knowledge se apne kam ko improve kar rahe Honge aur Forex se bahut Kuchh Sikh Rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Jab Bhi Hamen loss hota hai Hamen Sabar se kaam Lena chahie aur Pahle Se Bhi Jyada kam karna chahie aur jab Ham trading kar rahe Hote Hain To Agar Hamen Jyada loss Ho Jaaye To Hamen Himmat Nahin Harni chahie bol ke Pahle Se Bhi Jyada mehnat Karke Hamen Achcha bonus Hasil karna chahie aur acchi trading Karni chahie aur Achcha profit Hasil karna chahie aur ISI Tarah Forex se acchi earning Hasil Karte Rahana chahie tab hi Ham Kamyab ho sakte hain isliye FIR milenge Khuda Hafiz.
                • #83 Collapse

                  Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                  Assalamu alaikum gyan jab bhi loss ho hamen himmat Nahin aane jaaiye Bhar ke hamen Puri mehnat dulhan ke sath Apne kam per hi focus karna chahie agar ham himmat har denge to ham life mein kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar payenge isliye jaruri hai ki hamen sabse jyada mehnat Karne chahie tab jakar ham kamyabi Hasil kar sakte hain
                  • #84 Collapse

                    Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                    Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sb theak hn gy or forex trading sy bohat achi earning kar rahy hn gy g apki baat bilkol theak hy jab bhi loss ho omeed mat harain or na hi mayoos hn balkay or ziyada mehnat kaarin or un cheezo ko judge karain jinki wajah sy apko loss hoa hy un per mehnat karain or apny analysis ko strong karain taky apki trade achi ho or wo apky leay profitable rahy or ap forex py mehnat kar ky acha profit gain kar saky or es buisness main apna naam paida kar ky achi sy achi earning kar saky
                    • #85 Collapse

                      Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                      Assalamualaikum dear frocks forum all members main Umeed karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur aapka form per kam Achcha Ja Raha Hoga ji bilkul Hamara knowledge ke liye bahut hi Achcha Sawal hai ki Jab Bhi Hamen loss Ho Hamen Umeed mat Har Nahin chahie badh ke Hamen hosle ke sath kam karna chahie aur Hamen main emotional Nahin Hona chahie Hamen chahie kya apne Man Ko fresh rakhen aur jab Hamen loss ho to next Jab Yahan trading karna chahie Lage To Apne mind ko fresh rakhen Agar Hamara mind fresh Nahin hoga to Fir Ham Dobara se locel Karenge Hamen chahie ki Apne Man Ko fresh Rakhe aur aur acche profit ke liye Hamen Jaan Se Jyada mehnat aur apne mind ko fresh Rakhe kam ko start karna chahie jisse Hamari earning acchi Hogi
                      • #86 Collapse

                        Re: Jab bhi loss hu umeed mat hariain balky mehnt kare

                        Gogi lost Ho usko Mana Ki Dil Mein tohara Se Karte Rahen Aastha Aastha aur shlok to recover karne ki koshish karen usko yah Jis din ke lotwa mein Kyon Aur Kis Tarah Hoga Kyon hua Jo log loss ko recover karne ki ek mat rakhte Hain kam karne ke mein rakhte Hain To vah Log Jarur hi Apne kam mein ho Jaate Hain
                        • #87 Collapse

                          Jab Bhi Loss Ho Umeed Mat Hariain Balky Mehnt Kare

                          1. Taqdeer aur Mehnat ka Taluq


                          Jab insaan kisi mushkilat ka samna karta hai ya koi nuqsan hota hai, to aksar logon ka pehla rukh taqdeer ki taraf hota hai. Magar asal mein, taqdeer aur mehnat ka ek gehra taluq hai. Mehnat insaan ko wo mauqe faraham karti hai jo taqdeer se aage nikalne mein madadgar sabit hoti hai.
                          2. Har Nuqsan Se Seekhne Ki Koshish


                          Har nuqsan ek seekh hota hai. Jab hum kisi cheez mein kamiyabi nahi hasil karte, to yeh samajhna zaroori hai ke is waqt humein kya seekhne ki zaroorat hai. Seekhne ki is koshish se hum apne future decisions ko behtar bana sakte hain.
                          3. Umeed Ka Sahara


                          Umeed ka sahara le kar chalna humari zindagi mein bahut zaroori hai. Har mushkil waqt mein umeed rakhna humein aage barhne ki himmat deta hai. Umeed se hum apne goals ki taraf phir se kadam utha sakte hain.
                          4. Mehnat Ki Ahmiyat


                          Mehnat hi asal mein insaan ko aage barhati hai. Jo log mehnat karte hain, wo har haal mein apne aap ko sambhalne ki koshish karte hain. Unki mehnat hi unhein nayi manzilon tak pohanchati hai.
                          5. Positivity Ka Asar


                          Aksar jab hum lose karte hain to negativity humein gher leti hai. Lekin agar hum apne soch ko positive rakhein, to hum nayi soch aur naye rasta dhoond sakte hain. Positive soch se har mushkil aasaan ho jati hai.
                          6. Self-Reflection Aur Improvement


                          Har nuqsan ke baad self-reflection karna zaroori hai. Is se humein apne galtiyon ka pata chalta hai aur hum apne aap ko behtar bana sakte hain. Is process se hum apne aap ko samajhte hain aur aage barhne ka rasta tay karte hain.
                          7. Support System Ki Zaroorat


                          Jab bhi hum kisi loss ka samna karte hain, humein ek acha support system chahiye hota hai. Doston, ghar walon, aur mentors ka support hamesha madadgar sabit hota hai. Yeh log humein positive rakhne mein aur nayi soch dhoondhne mein madad karte hain.
                          8. Naye Mauqe Dhoondhna


                          Loss ke baad naye mauqe dhoondhna ek challenging kaam hai. Lekin yeh zaroori hai ke hum haar maan kar na baithain. Naye mauqe dhoondne se humein apne sapnon ko poora karne ka ek aur chance milta hai.
                          9. Determination aur Focus


                          Loss ka samna karte waqt determination aur focus rakna bahut zaroori hai. Jab hum apne goals par concentrate karte hain, to hum mushkilat ko asani se paar kar sakte hain. Focus se hum apne resources ko behtar tareeqe se istemal kar sakte hain.
                          10. Mental Health Ka Khayal


                          Mental health ka khayal rakhna bhi utna hi zaroori hai. Jab hum kisi loss se guzar rahe hote hain, to humein apne jazbat ka khayal rakhna chahiye. Meditation, exercise aur achi diet is waqt humein support karte hain.
                          11. Consistency Ka Asar


                          Mehnat ki consistency bahut ahmiyat rakhti hai. Har din thodi thodi mehnat karne se hum apne maqsad ke nazdeek pohanch sakte hain. Yad rahe ke choti choti koshishen bhi badi badalti hain.
                          12. Failure Ko Ek Nayi Shuruaat Samjho


                          Failure ko kabhi bhi akhir samajhna nahi chahiye. Har failure ek nayi shuruaat hoti hai. Jab hum is nazariye se dekhtay hain, to hum samajhte hain ke har ghalti se humein nayi learning milti hai.
                          13. Khud Par Bharosa


                          Khud par bharosa rakhna sabse zaroori hai. Jab hum apne aap par bharosa karte hain, to hum kisi bhi mushkil ka samna karne ke liye tayar hote hain. Yeh bharosa humein mushkil waqt mein aage badhne ki himmat deta hai.
                          14. Aakhirat Ka Khayal


                          Aakhirat ka khayal rakhna bhi zaroori hai. Jab hum duniya ki muskilat ko samajhte hain, to humein apne aakhirat ki taraf bhi dekhna chahiye. Is se humein zindagi ki asal ahmiyat ka pata chalta hai aur hum zyada mehnat karne ka jazba hasil karte hain.
                          Conclusion


                          Jab bhi hum kisi loss ka samna karte hain, umeed nahi harni chahiye. Mehnat, positivity, aur determination se hum har mushkil ko paar kar sakte hain. Har nuqsan se seekh kar hum apne aap ko behtar bana sakte hain, aur naye mauqe dhoond kar zindagi ko ek nayi rah par le ja sakte hain. Har waqt yaad rakhein, "Har nuqsan ek nayi shuruaat hota hai."
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #88 Collapse

                            Jab Bhi loss hu umeed mat hariain balky mehant Kary ?
                            JAb Bhi loss ho umeed ni hariane chahiye?

                            ​​​​Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sb theak hn gy or forex trading sy bohat achi earning kar rahy hn gy g apki baat bilkol theak hy jab bhi loss ho omeed mat harain or na hi mayoos hn balkay or ziyada mehnat kaarin or un cheezo ko judge karain jinki wajah sy apko loss hoa hy un per mehnat karain or apny analysis ko strong karain taky apki trade achi ho or wo apky leay profitable rahy or ap forex py mehnat kar ky acha profit gain kar saky or es buisness main apna naam paida kar ky achi sy achi earning kar saky Agar aapko nuksan ho jata to aap umeed sy na bithay rhain bilkeh mehnat krain or nuksaan ka azala karain ,, business mein nuksan aur fayda ikyhy chalte Hain agar aapko nuksan ho raha ho ya Las ho raha ho to aap ummid ke sath Na baithe hai balki aap mehnat Karen aur mehnat karne ke bad aapko kamyabi milegi bagair mehnat ke aap apne target ko acchi baat nahin kar sakte kabhi bhi nahin kar sakte hain to aap ko darshan Ho jaaye to aap aise zulna Bada Hi analysis Karen tajiya Karen aur se muskurate Karen uske bad aapke pass kamyabi milegi
                            Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	12
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	13196158
                            Mehant he insan ko kamyabi dalate hai.?
                            Jab insaan kisi mushkilat ka samna karta hai ya koi nuqsan hota hai, to aksar logon ka pehla rukh taqdeer ki taraf hota hai. Magar asal mein, taqdeer aur mehnat ka ek gehra taluq hai. Mehnat insaan ko wo mauqe faraham karti hai jo taqdeer se aage nikalne mein madadgar sabit hoti hai. Har Nuqsan Se Seekhne Ki Koshi
                            Har nuqsan ek seekh hota hai. Jab hum kisi cheez mein kamiyabi nahi hasil karte, to yeh samajhna zaroori hai ke is waqt humein kya seekhne ki zaroorat hai. Seekhne ki is koshish se hum apne future decisions ko behtar bana sakte hain.
                            Umeed Ka Sahara

                            Umeed ka sahara le kar chalna humari zindagi mein bahut zaroori hai. Har mushkil waqt mein umeed rakhna humein aage barhne ki himmat deta hai. Umeed se hum apne goals ki taraf phir se kadam utha sakte hain.
                            Mehnat Ki Ahmiyat

                            Mehnat hi asal mein insaan ko aage barhati hai. Jo log mehnat karte hain, wo har haal mein apne aap ko sambhalne ki koshish karte hain. Unki mehnat hi unhein nayi manzilon tak pohanchati hai.
                            Positivity Ka Asar
                            Aksar jab hum lose karte hain to negativity humein gher leti hai. Lekin agar hum apne soch ko positive rakhein, to hum nayi soch aur naye rasta dhoond sakte hain. Positive soch se har mushkil aasaan ho jati hai.
                            Self-Reflection Aur Improvement
                            Har nuqsan ke baad self-reflection karna zaroori hai. Is se humein apne galtiyon ka pata chalta hai aur hum apne aap ko behtar bana sakte hain. Is process se hum apne aap ko samajhte hain aur aage barhne ka rasta tay karte hain.
                            Support System Ki Zaroorat
                            Jab bhi hum kisi loss ka samna karte hain, humein ek acha support system chahiye hota hai. Doston, ghar walon, aur mentors ka support hamesha madadgar sabit hota hai. Yeh log humein positive rakhne mein aur nayi soch dhoondhne mein madad karte hain.
                            Naye Mauqe Dhoondhna
                            Loss ke baad naye mauqe dhoondhna ek challenging kaam hai. Lekin yeh zaroori hai ke hum haar maan kar na baithain. Naye mauqe dhoondne se humein apne sapnon ko poora karne ka ek aur chance milta hai.
                            Determination aur Focus
                            Loss ka samna karte waqt determination aur focus rakna bahut zaroori hai. Jab hum apne goals par concentrate karte hain, to hum mushkilat ko asani se paar kar sakte hain. Focus se hum apne resources ko behtar tareeqe se istemal kar sakte hain.
                            Mental Health Ka Khayal

                            Mental health ka khayal rakhna bhi utna hi zaroori hai. Jab hum kisi loss se guzar rahe hote hain, to humein apne jazbat ka khayal rakhna chahiye. Meditation, exercise aur achi diet is waqt humein support karte hain.
                            Consistency Ka Asar

                            Mehnat ki consistency bahut ahmiyat rakhti hai. Har din thodi thodi mehnat karne se hum apne maqsad ke nazdeek pohanch sakte hain. Yad rahe k

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X