Dont always blame forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    forex trading aik business hay or isss main some times aisa bhe hoota hay jub kissee koo lagatar looss hhoota hay to woo broker ko blame kernay lag jata hay apnay mind kee satisfaction kay liyea..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      G bhi jan ye bat he kay hamian kisi bhi waqat kisi bhi ghalti pay insta forex ko ya pakistan forex fourm ko blame nahi karna chaye or na he hamina is per kio kam wagera is trhan ka karna chaye jo inkay rules ki khilaf warzi kary to ye bat follow karni chaye
      • #963 Collapse

        forex ko nahi blam karna chahiye balkey apni ghaltion k blame karna chahye ta k ap ko pata chaley k forex ki ye ghalti nahi hai.
        • #964 Collapse

          bhai nuqasan aur faida tu hamry oper depend kata hy na k ham kitana ksi kaam main experience hy is main forex ko blame karney ki zarorat nhy bas apna kaam par khaloss tarqqey say karna chiyaaa..
          • #965 Collapse

            dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k trading karty agar hamain loss ho jaye to kisi ko blame nahi karna chahiye bal k khud us ko accept karna chahiye aur apni mistakes say learn karna chahiye
            • #966 Collapse

              my dear brother ji aap ny ak dam theek kha hy ka hum ko humesa forex ko he blame ni dena sometime humri apni be gualiti hoti hy jis ke wja sy hium ko loss face krna parta hy bhai jaan
               
              • #967 Collapse

                Hello friends Assalam o Alaikum trading main knowledge or experience k na hony ki wajha sa aksar log forex ko blame krty hn yh ghlt h forex bht zbrdst business h jb tak knowledge or experience nh hoga ap ko profit nh ho ga
                • #968 Collapse

                  ji bhai jaan hum ko hr wqt forex ko he blame nai krna chye blky khd ke skills ko b bhtr bnna a chye taa k hum be acha kaam kr sken or blame knaa kren just forex ko be tau khyal rkhen iss baat ka dear all....
                   
                  • #969 Collapse

                    Forex trading bahot acha business ha
                    • #970 Collapse

                      ji han ap n sahih kaha hy keh forex ko hamain blam nhi krna chahy kunkeh jb tk hum sekhain nhi to us wqt tk hum apni profit nhi bana sakty seekhna baht zaroori hy.
                      • #971 Collapse

                        Asslamu allikum wa rehmatullahi wa baraktihi janntt halalahu wa dozkh harama hu dear all pakistan forex fourm members bhai ne thek keha hai kay forex ko kabhi blame mat do kiun kay agar kisi ka loss ho jata hai to wo forex ko kehta hai kay thek nahi hai ap practice aur learning se kam kro to ap zaror profit hasil kr lo gay............
                        • #972 Collapse

                          Dear market ko blame karna hamari bohat bari ghalti hai market tu apny levels kay hisab se hi chal rahi hoti hai ghalti tu hamary khud kay decision me hoti hai......
                          • #973 Collapse

                            ji bilkul sahi bat hai logon ki apni galti hoti hai or wo blame forex ko krty hain yeh kam sahi hai or bht log tabhi krty hain ............!
                            • #974 Collapse

                              agr hum forex main loss krty hain tu es ki koi wjah zror hogi ya tu bit lot user kya hoga greedy o kay..ya money managmnt ko follow nahi kya hoga ya proper education nahi hoga sekah nahi hoga tb loss kyab hoga esi trh hm forex ko elzam nahi day sktain.......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                yes agar ap trading krtein han forex mein to jab ap kisi bad situation mein mubtala ho jate ha tou wo ap ki hi galti hoti hai ya toh ap ne greediness ki hoti hai ya phir bina analysis ke tradeing krne ki ziid ki hote hai is liye kabhi bhi forex ko blame na kren balke apni galti ko theek kren

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X