Dear forex member ham forex market ki movement ko different techniques ki madad se analyse karte hain aur ham market ka trend maloom karte hain aur trading mein hamari kamyabi hamare market ke analyses par depend karti hai agar hamara analyses strong hoga to Ham Pakistan forex form aur forex trading mein kamyabi hasil kar sakte hain lekin agar aapka analyses hoga to aapko apni trading ke dauran nuksan ho sakta hai isliye forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye hamare pass technical analysis aur fundamental analysis ke knowledge ka hona bahut important hota hai.
Trending analysis
market ki movement ko candle ke trend ke mutabik analyse Karne ka tarika training analysis kahlata hai aur trending analysis mein jyadatar bull candle aur bearish candle ke trend ko dekhkar market ka trend maloom Kiya jata hai aur uske mutabik Ham apni trade ko open karte Hain isliye trending analysis jyada si kyon nahin hota.
Technical analysis
forex market ki movement ko different indicators ki madad se analyse Karne ka tarika technical analysis kahlata hai aur technical analysis mein Ham aur different indicators ko use karte hain indicators different types ke hote hain aur market ki movement ko technically analyse Karne ka tarika training analysis se zyada secure hota hai isliye hamen jyada se jyada technical analysis ki buniyad per apni trade ko open karna chahie tabhi Ham apni trade se accha profit hasil kar sakte hain aur forex mein kamyab businessman Ban sakte hain.
Give thanks 👍👍👍👍👍👍👇

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим