Always loss? Take a break

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    g haan bhai jaan ham ko loss bar bar hone se aksar as kam ko log chor dete hain hala kee aun ko aesa nahi karna chahiy hai q k ye profit bhi desakta hai as liy au ko nahi chrna chahiy hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
      Forex main bar bar loss hone k baad zyada ter log iss kaam ko quit kerna pasand kerte hain lekin mere khayal main un ko kam band kerne k bajaye kuch arsa iss se break le lena chahiye phir dobara naye sire se iss k basics ko learn ker k working start ker sakte hain.
      han g mery bhai ap ne thek kaha hai ager ap ko lagatar loss par loss ho rha ho to apko chahye k ap kuch waqat k liye break le len forex se or apni mistakes ko or loss ki reasons ko jan'ny ki koshish karen ye sb kch kar k ap khud ko future me loss se bacha sakty hain.
      • #1323 Collapse

        hamain is main mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achy say perform karein gay aur hamain market main enter hon say aphly is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum kamayb ho sakty hain aur is say hamain bi faida ho saky ga
        • #1324 Collapse

          forex main demo trading kernnay ka bad jab live trading start ki jati hay to kuch trade start main kuch earning kertay hain aur kuch time ka bad loss main janay lagatay hain. is ki waja ye ho sakti hay kay wo over fatigue ho gay hon gay aur un ko rest ki zarorat ho gi lakin wo rest nhi kertay aur day night forex main lagay rehtay hain. jo kay loss ki waja banta hay. jab loss honay lag jaen aur aur dil trading say ukta jaye to rest zarori ho jata hay.
          • #1325 Collapse

            loss aur profit tou hota hi rhta hai s hamain is k rule sko mind main rakh k hi hum achi trade lga skaty hain aur har koi achi trade lga sakty han so hamain markt main trend ko use kar k hi hum real main kam karny k kabil ho sakty hain aur sucess hon gay
            • #1326 Collapse

              hamain har jeet hoti hi rhti hai so hamain is ko avoid kar k hi hum achi trade kar skaty hain aur loss say bachny k liye boht hi expeirence ka hona chaye so hamain is sya loss kam aur profit hasil ho saky gi aur hamain market main trend ko use kar k hi hum run karein gay
              • #1327 Collapse

                har jeet tou hoti hi rhti hai so hamain is k rules ko follow kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum real main kamyab ho sakty hain aur hamain market main bi loss kam ho saky ga
                • #1328 Collapse

                  Re: Always loss? Take a break

                  forex mai hum jab kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahey balky saber karna chahey or kuch dino ky liye break ly kar next time apne galtiyo py gur karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy
                  • #1329 Collapse

                    Re: Always loss? Take a break

                    G bilkul thk kaha ap ne akser aisa hota ha k market ka behavior change ho chuka hota ha aur reguler loss ka shikar hona perh raha hota ha aisi surat mein hamaen chaye k kuch din break lga laen aur market ko smjhaen k market krna kiya chahti ha
                    • #1330 Collapse

                      Re: Always loss? Take a break

                      dear agar forex market main apka bar bar loss ho rha hai to apko real trading nahi krna chahye usay chor daini chahye ap demo pay practice krna shru kr do and experience laina start kr to taa kay apka mazeed loss na and forex achi trha say ksi expert say dobara seekho jab ap es kabil ho jao kay ap pehli mistakes dobara nahi krain gay to phir real pay trading kro .
                      • #1331 Collapse

                        Re: Always loss? Take a break

                        hamain market main loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k achy say trade kar sakty hain so hamain is k bary main anlasye karein gay ta k achi trade kar sakty hain so hamain market main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achy say profit hasil karein gay
                        • #1332 Collapse

                          Re: Always loss? Take a break

                          agr hum losses hone ke bad as kam ko chor dete han to kabi bhe phr se ane ke bad hum kamyab nahi ho sakte as leye hum ko ye try krne chahaye ke as pr apna mind bana kr he hum phr se try kr ke acha kr sakte han as se hum zayda se zayda earn kr sakte han har day apne leye new way dekha jaye js se acha earn ho as markt se
                          • #1333 Collapse

                            Re: Always loss? Take a break

                            Ager ko trader laga tar trade kerta rehta hay aur us ko bar bar loss ho jata hay to is sorat main emotional nahi hona chahye. aur na market say fight kerni chahye. bs computer ko band ker kay apni niji life ko enoy kerna chaye aur ko enjoyment wali chez ko dekhna chahye aur zayda gap shap ker kay apnay man ka bohg halka ker lena chahye. is say mind fresh ho jata hay aur phir trading ko resume ker lena chahye.
                            • #1334 Collapse

                              Re: Always loss? Take a break

                              ji bhai jaan ye apne bohat hi acha siwal keya hai or mein iske bare mein ye kehna chahon ga ke jin traderes ko forexz tradinge mein bar bar loss hi hota rehtra hai unko ye busince chorna nahi chahey balke apni peraktice or hard wark mein ezafa kar dena chahey inshallah owh log zaror kamjab hon gey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                Re: Always loss? Take a break

                                Dear ager app ko har trade main loss ho raha hai es liy app ko chahiy ky app apny live trading account sy trade karna band krain our dakin ky app har bar kia galti karty hain jis ke waja sy app ke har trade app ko loss dati hai

                                Es liy app ko chahiy k app demo par trade krain our dakin ky kia waja hai k har bar app ko loss ku hota hai
                                ho sakta hai ky app ko jald fasila ly lety hain jiss ke waja sy app loss main trade close kar daty hai
                                app ko wait kar ky dekhna chaiy
                                app demo par asani sy practic kar sakty hain our apni galti dhond sakty hain
                                es liy demo account boht best hai ham sab ky liy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X