Candles mein gap ana
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candles mein gap ana
    Trading kartay waqt bahut sy traders dekhty hain kay candles mein gap ajata hai iss ki main waja ya hai kay market kabhi kabhi bahut zeada high ya low open hojati hai jiski wajah sy gap ajata hai.Aur new bnny wali candle hamesha bahut zeada upp mtlb jiiss point per market open hue uss per ya bahut zeada down open hojati hai.Iss lye iss gap sy bachnay kay lye kabhi bhe market ya asset kay close hotay waqt koe trade nahe leni chahey keon kay woh trade market open honay tak ruk jati hai to jab dobara market open hote hai to woh bahut baday gap kay sath open hote hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candles mein gap ana

    Forex Mein kam karte ho Yahan Logon Ko yah dekhna chahie ki jo market Mein a Gaya pata hai to use Waqt Aata Hai Jab market close hokar Dobara open hoti hai ya koi big news aati hai jo ki bahut hi infected lagte ho to market Mein a Gaya Par Jata Hai market Achanak se Apni Jagah Chhod Kar Upar ya niche Upar hoti hai usko Ham market Gair Kahate Hain aksharaya Dekha gaya hai ki market Jab open Hoti Hai To vah Dobara gap ko pura karne ki koshish Karti Hai To trades Ghar Ki bich mein bhi Lagaye Ja sakti hai use bhi munafa Sal karne ke chances Kafi Jyada hote hain different strategies Denge aapke liye to main aap Sabhi doston ko Yahi kahunga ki aap log Hamesha Forex Mein kam karte hue Forex ko samajhne ki koshish karen Forex se Kuchh sikhane ki tric Karen Jo log Forex Soch samajhkar karte hain unko fayda hota hai jo block Forex ko acche tarike se nahin Karte Ham Logon Ko nuksan hota hai market mein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Candles mein gap ana

      agar down gap ata hay to ye esy strong bearish trend ko zahir karta hay jo key support level ko be break kar sakta hay aur esi tarha agar gap up direction me ata hay to ye strong bullish trend hota hay jo resistance level ko break karny ki ability be rak sakta hay ye gape koch time key ley zaror fill ho sakta hay magar traders market analysis base par ye conform kar sakty hey key ye trend ketna strong hay aur ye kab tank continue reh sakta hay.

      اب آن لائن

      Working...
      X