What accept and what reject in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    ap ney bilkl thk kaha hey keh hmain kuch chezzon ko accept behe kerna achhaiey kyun keh kisi bhe kam main hmara apni gjltyoon ko accept kerna aur kuch chezon ko reject kerna ek kamyab honey keh liey ek chaie wali bat hoti hey is liey hmain bhe kuch chezon ko accpt kern achhaiey jo hmain lgain gain hm main hone chhaiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      You have some of the basic and important elements that can be found in our success to failure. Each dealer may keep safe from the thought shoudl, these factors so that they deeply about them. You have to pay attention to them if business is truly successful, we generally avoid this problem, however.
      • #588 Collapse

        ye sb baaten jo apny mention ki hn actually yhi wja bnti hn business mein loss ka so hmen in baton ko dhyan mein rkhna he aur bht ziada mehnat krni he ta k hm apnt set kiye huy goal ko achieve kr sken
         
        • #589 Collapse

          wah bhai ap na to bohat hi achi batan batai han ka apni ghaltion ko daikhan aur dosron sa mashwara karan. apna loss ko bhi daikhan aur apni ghaltion ko bhi aur lalach sa bachain. lalach bohat hi buri bala ha aur waqti tour par faida ho jata ha lalach karna sa magar phir loss ma sab kuch doob jata ha.
          • #590 Collapse

            g han bhai jan ap ne sahe kaha man ap ke bt se agree krta hn lekn man abhi is kam man new hn or man is k bary man koch khas nahi bta ksta or man yahan se larn kr rha hn
            • #591 Collapse

              ji ji bilkul sahi bat hai mein yehi kahun ag es trhan ki posts krni chaheay yeh kam sahi hai lekin yeh kam etna asan nai hai ..............!
              • #592 Collapse

                my sweet brother forex trading main hamasha apni planning pe trading karain aur lalich se bachain aur kabbi bi baray volume ki trade na lagahain aur discipline kay motabiq trading ki hai ....... humein chahaye k hum apney experts traders ko follw krein or unki best advices ko apni tradiing mein istimaal krein
                • #593 Collapse

                  humain apnii ego aur jaelousy ko chor kr mehnat karnii cahhioye aur apnii mistakes se b sabak seekhana ho gake agar hum profit me bhi honge to hum apna loss karde ge ir bhi bhtsi bate hai etc lekin agar ap apni galtiyo ,dusro ki advice or apna loss ko follow karo ge to ap yakinan ek ache trader banjo ge
                  • #594 Collapse

                    thank u for sharing very useful infoemation with us i think these are really important and if we adopt thwm while trading then we get success and achieve our target soon
                     
                    • #595 Collapse

                      Very nice thread hy. Aap apny loss ko accept karain, apni mistakes ko accept karain. Apnay behaviour ko reject karain, apni emotional habits ko reject karain. Jab tak aap apni mistakes ko accept nahi karain gey aap woh mistakes kartey rahain gey. Hamain woh mistakes repeat nahi karni jin ki waja sey loss howa ho. Trading key doran greed sey door rahain aur jald bazi na karain. Emotional ho kar trading na karain, warna loss ho jata hy.
                      • #596 Collapse

                        Forex trading min hum sirf us waqat hi kamyab hote hin jab hum apne doston aur dosre traders k sath tawon bhi karte hin aur share bhi karte hin apni malomat ko magar hum apni wo malomat hi share karin jin se humin faida hota he hum es business min apni trading ki planning pe chalin to behatar he.
                        • #597 Collapse

                          dear ap ny buhat hi achi information share kia ha ..is sy buhat kuch seakhny ko mila ha ap isi tarah achi information share karty rahy ta k zeyada sy zeyada log faida utha saky
                          • #598 Collapse

                            iss trading main hummain senior trader ki ray ko kabool karna chaheay apni ghaltieeon ko manna chaeay aur iss trading main lalach say kaam nhe layna chaheay aur patience ko apnana chaheay
                             
                            • #599 Collapse

                              ji mere bhi ap ki baat teek ha ma ap ki baat sy agree krta ho hume chaye k hum forex par trading k liye ap k point ko samny rakhen is k bad he hum forex par tradeing karn tb he hum success hasil kren gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Forex trading main dosto hamain knowledge or experience ko accept karna chheya or is mainhamain emotions ko or greed ko rejec karna chheya . is tarha he ham trading keyfield mainkamyab hon gay .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X