Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴
    Asalamu Alaikum..
    Demo account or real account par trading karny mai farQ hain is liay demo account par practice jab taak kary taab market ki samhjny anay lag jaye or strategy wagera par kam karna ajye us k bad real account par trading kary as a practice earninh k liay nahi. Kiyo.k human emotion bht powerful hoty hain ue achy sy achy experience ko bhi fail kar skty hain or ap ki analysis knowledge experience sub ko bekar bana skty hain is liay achi profitable earning k liay phly emotion k sath trading karny ki practice kary real account par .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

    Dear brother forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh demo account pe regularly practice kartay hen aur forex trading men practice hi trader ko perfect trader banati hey iss liay agar kamyabi mil bhi jay tu phir bhi demo account ko serious ley kar practice karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

      Salam dear member
      G ap ny bilkul saiii kaha ha ky demo account py practise kab tak karni chye q ky jab tak hum expert nh ho jaty hn hamy knowlege nh mil jata q ky demo ki zarorat hamy har time ha q ky forex ma roz he new task milta ha jis ko hamy pura karna hota ha is liya humy demo py practiae ki bahut zaraorat ha
      • #4 Collapse

        Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

        Jab tak ap ki trading bohat he achi nahi hojati ap kaam kro experance hasil karen ga ham utna hi zayda forex main profit win kar saken ga.forex trading main good profit tab hi win ho sakta hai jab ham forex main intrested ho kar trading karen hum trading ko demo account per practice kr lain toh hamy bohat faida ha.
        • #5 Collapse

          Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

          Dear forex members forex trading international business is main knowledge learning experience planning market analysis k through successful hoskty.
          Forex trading international business is main trade Kareny sy phly demo account me practice Karen.
          Hmari demo account me practice jitni achi hogi hum utny achy trader bn skty.
          Hmy forex trading me success k leay demo account me bhot practice ki zrorat hoti hy.
          • #6 Collapse

            Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

            Assalamu Alaikum dear all member hamen demo account per bahut zyada practice karni chahie demo account Ek aisa platform hai jis per aap practice karke bahut acchi learning kar sakte hain aur isase aapko bahut accha profit bhi Hasil hota hai demo account Ek aisa platform hai jis per aap jitni zyada practice karenge aapka knowledge bhi itna hi increase hoga yah bilkul real account ki tarah work karta hai aap is per zyada Se zyada practice Karen aur Market ko analyse karna Sikh lenge to aapko trading Mein loss bhi kam hoga demo account per practice karenge to aapko iska bahut achcha reward bhi milta hai Ek professional trader Forex trading mein bahut zyada time invest karta hai aur iski demo account per practice karta hai tab bhi vah Ek personal trader banta hai Forex trading Ek aisa platform hai jis per success Hasil karne ke liye sabse pahle aapko dam account practice karni hogi demo account aap ke fayde ke liye hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

              Dear bro demo account specially traders ki practice ke liy bnia gia hy aur demo per us waqt tak practice kren jub tak ap ko trading market ki samjh na aye demo ki practice se ap ko market ki inns and out ka ota chalta rahy ga
              • #8 Collapse

                Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

                humain demo pay es waqt tuk practise kurni chahiye jub tuk humaain achaa sa experience gain nhi ho jata hai humain demo ko use kurtya rehna chahiye q keh es trah say hmara experience increase hota hai or hum achay say apna kaam kurtay haain to humain aachay say apna kam jari rukhna chahiye or apna best dayna chahiye agar hum es trah saay achay say apna kam kuray gay or practis ko bhi jari rukhay gay to kamyabi bhi hum aasani say gain kur lay gaay to achay say humaain demo pay practise kaa kam jari rukhna chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

                  Assalam o Alaikum dear forex members new traders ko chahiye dmo account bna kr trading k liye practice krni chahiye jb tk market ko thk trha se smjh na lain us waqt tk practice krty rehna chahiye extra practice se knowledge bhi a jata hy aur experience bhi ata jis ko use kr k trade lga skty hn profit bhi le skty hn dmo account se practice jari rkhain jb tk trading k liye market ki smjh na a jy shukriya.
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
                    Asalamu Alaikum..
                    Demo account or real account par trading karny mai farQ hain is liay demo account par practice jab taak kary taab market ki samhjny anay lag jaye or strategy wagera par kam karna ajye us k bad real account par trading kary as a practice earninh k liay nahi. Kiyo.k human emotion bht powerful hoty hain ue achy sy achy experience ko bhi fail kar skty hain or ap ki analysis knowledge experience sub ko bekar bana skty hain is liay achi profitable earning k liay phly emotion k sath trading karny ki practice kary real account par .
                    Agar Ham frocks Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Hamari real account ke sath Sar demo account per bhi kam Karte Rahen demo account ko use karte Rahana Hai Hamari kamyabi hai isliye Hamen chahie ki agar Ham real account mein trading kar rahe hain to uske sath Aata madam account ko bhi waqt De aur Dam account per trading Karen Taki Hamari knowledge mein Jafar ho sake aur ham Kshetra Ban sake.
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

                      G bilkul rpiyare dost ne sahi kaha hai ki Hamen real account per reading aani chahie jab tak Jab TakAapko dam0 per practice karne se experience hasil Na Ho yani ke Jab aapko yakin ho jaaye ke aap real per acchi profitable trading kar sakte ho tab tak aapko real per trading nahin karni chahie balki demo per hi practice karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

                        dear friend demo account practice karne ka ek bahut hi achcha account hota hai isliye hamen use waqt Tak demo account per practis karne chahie jab tak hamara knowledge aur hamara experience increased Na Ho jaaye Agar hamen demo account per practice Nahin karenge aur without experience ke ham real account per trade lagayenge to isase hamen bahut loss ho sakta hai isliye jarur koshish karen ke a demo account per jyada Se jyada practis Karen Taki hamen acchi aur shandar kamyabi mile
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

                          us waqt taq ham ko paractise karni chayae ajb taq ham kamaybi hasil na kar lain ham us waqt kamayb hoon gay jb ham bahot mahant karain gay humara kam bahot mahant karna hta hay ham mahant achay say karain gay to ham kamaybi hasil karain gay mahant ka bagair koi bhi aj taq kamayb ni ho saka ham kmjo is main jo bhi kam karna hta hay ham ko us kam ka jo bhi plan hta ahy us ko poora karna hta hay then ham kamaybi hasil kartay hain ham ko apnay kam main kafi acha kam karna hta hya mahant say kia hoa kam ham ko kamaybi ki taraf lay jata hay mahant say kam karain humin abahot fayda ho ga aur ham kamayb ho jain gay ham ko mahanat ko stop ni karna gho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

                            Damo account main practice us waqt tak karni chahiye jab tak ap ko is k baru mmain knowladge nahin ho jati ap market k bary main complete information nahin kar lyte.damo main practice se ap ko experiance hasil hota hai jo real account main ap koa faida deta hai aur is m,ain earn karne main madad karta hai jab ap ke analysis damo per sahih kam karty hun tab ap ko is main trades karni chahiye otherwise aur mahnat karte rahn.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo account par practice kab taak karni chaia : Tafseeli Jawab 🔴

                              demo account per aap jitna jyada practice karenge utna aapke liye fayda hai aur is account pe kam aap do month se bhi jyada istemal Karen ta k ap ki practice acchi ho aur aap real account mein uska fayda uthaen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X