Apni planning khud karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1876 Collapse

    G haan hnain apni planning khud krni ho ge aur mehnat krna ho ge us se ham apn apni mind set k sath chalain ge air trading krain ge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1877 Collapse

      g han bilkul apki baat darust hae k forex mn hr bndy ko apni planing krni chaiaey apny mind k hisaab sy aur forex mn planing bahot zaroori hae aur bahot ehmiat rakhti hae.
      • #1878 Collapse

        Sir apki baat to theek hai is may koi shaq nahi lekin ap log forex may anay say pehlay is may sab kuch seekh kar hi is may aye tah kay baad may apko is may koi loss na ho wise man wohi hai jo log is may zeyda profit letay hain or loss say door rahtay hain or mehnat karetay hain
        • #1879 Collapse

          is forex main hamain trade karny k liye plane kar k hi trade karni ho gi ta k market main earning ho saky aur is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main achi trade karni ho ig
          • #1880 Collapse

            g han ap nay thek kaha hai aur hamain knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k hum achi planing kar k market main earn kar skay aur kamyab hon
            • #1881 Collapse

              hamain mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur planing bi phar hi kar skaty hain jab hum apna mind fresh kar skay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k profit hasil kar k earn ho
              • #1882 Collapse

                forex mein ap k pass itna knowledge aur experience hona chaheay k ap ko kisi aur se mashwra kerny ki zrurat hi na pesh aye.. ap khud pe trust kren aur apni abilities k hisab se decision ln.. kisi other trader se mashwra na ln q k her kisi ka point of view aikn jesa nae hota....
                • #1883 Collapse

                  hamain trade karny main hard work karni ho gi ta k loss kam ho skay aur planing kar k hi trade karni ho gi phar hi hum kamyab ho skaty hain aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skaty hain
                  • #1884 Collapse

                    Yes of course trading main har insan ki apni hikamat e amli hoti hay aap ko chaiay hota hay jab be trading karain to pelay demo account per practice karain jitni aap ne investment karni ho us hisab say or jo practice main techts achieve karain phir usi tricks per real main kam karain
                    • #1885 Collapse

                      mai apki is bat sy agree hoon k hamen apni plaannig khud krni chaiy is sy ye ho ga k ap isko achi tra sy smjhen gy r is min kam kr sken gy agr ap ye sochen gy k ap kisi r k ooper sab kuch daal k profit gain kr skem gy to aisa mumkin ni ha
                      • #1886 Collapse

                        hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky gay
                        • #1887 Collapse

                          her ik kaam ko hum nay is market mian khud say plane krna hai koi b cheez jis ka idea nahi hai is ko kisi or k sath discuss krny say is market say hum k liay profit ko earn kran mumkin ho saqta hai her ik trader ki is market main yehi try hain
                          • #1888 Collapse

                            agar hum trading main plan bna kar kam karen gay to hum esmain bohat acha earn kar sakty hay aur humay esmain jald bazi say kam nahi karna chahiey kyun keh jald bazi main loss he hota hay
                            • #1889 Collapse

                              apni is market main kaam ko kis tara say krna hai ye plane hum nay khud say banana hota hai jis say is market say money ko hum earn kr saqty hain or is main yehi hamari planning loss say humy safe krti hai muskil time main
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1890 Collapse

                                Ek succesful trader hamesha apne trade ko khud plan karta hai aur with knowledge aur previous experiance aur market conditions ke hisab se karta hai kbhe apne will market py implement k try nahe karta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X