Apne aap ko update rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    Kayi aisay traders hain jo technical anayliss bohat achi tarha jaantay hain lekin forex ki current news se ba khabar na rehnay ki waja se nakaam rehtay hain is liye zaroori hai k her trader news per zaroor nazar rakhay
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      Forex main currencies or comodities ki prices per bhi her waqt nazar rakhna zaroori hai is tarha ham her waqt market se bakhabar rahain gay or trading karnay main hamain aasaani hogi
         
      • #1293 Collapse

        Aik acha forex trader wohi hai jis ko ye bhi pata ho k is waqt konsi currency ka Atr kya hai is tarha wo trading main behtar stop loss or behtar take profit laga kar achi trading ko mumkin bana sakta hai
           
        • #1294 Collapse

          jee haan dear forex trading kaa yeh asool hai k is mein hamain apny aap ko har waqt tayaar rakhnaa partaa hai q k is mein isi cheeze ki sab se zyaadaa zaroorat hai
          • #1295 Collapse

            Her acha trader apnay saath aik smart phone zaroor rakhta hai taakay market ki surat e haal per gehri nigah rahay or price k utaar charhao ko wo dekhta rahay kyun update rehnay waala hi kamyaab hai
               
            • #1296 Collapse

              Her trader ko chahiye k wo trade laganay baad trading platform per se nazar hatae or doosri updates ki taraf nazar rakhay or phir moqa aanay per achi trade lagae warna wo hawa main hi trades karta rahay ga
                 
              • #1297 Collapse

                Baaz log fundamental anylasis ko itni ehmiyat nahin nahin detay halakay wo bhi utna hi eham hai jitna k technical anayliss kyun is main aanay waali updates se market main zameen aasman ki tabdeeli aa jaati hai
                   
                • #1298 Collapse

                  Kuch traders aisay bhi hotay hain jo sirf fundamental per nazar rakhtay technical updates ko nazar andaaz kar detay hain ye bhi ghalat hai hamain achi trading karnay k liye dono cheezon main update rehna hoga
                   
                  • #1299 Collapse

                    Its really a difficult task to stop greedy in Forex many times i work on this weakness but mostly unsuccessful to stop greedy. At the end I observe if we always use the small lot size with stop loss and take profit with the same ratio for each trade after it close the chart and never see market again and again then its possible to control greedy.
                    • #1300 Collapse

                      Sahi kaha apne k hume apne apko update rakhna chaiye chexon se agar hum update naii rakhenge to trading me agey naii nikalsate hen and ulta hume kafii loss hi hojayega so buss hamesha hamesha kkhudd ko bht update rakhen kafii faida hosakta ha hume
                      • #1301 Collapse

                        mary bhae ma as job ma ibe new ho ou as soal k bary ma kcha pta nihea sorry mary bhae
                        • #1302 Collapse

                          trading ki dunya mien apny ap ko update rakhna buhut zaroori ha buhut sy softwares analysis k liye moujood hien jo daily signal provide krty kuch to fees charge krty hien aur kuch free mien aur specialy jb ksi currency k bary mien news aani hoti ha us sy update rehna buhut zaroori ha nhi to agr trade ap k khilaf gai to account zero.
                          • #1303 Collapse

                            g hun jnab him ko forex bizbees min bil kul har wakt or humesah hum ko is niznees min hum ko apne ap ko update rakhnq cahye tabhi jum is niznees min se bajtren profit hasil jar sakte hyn
                            • #1304 Collapse

                              Yes forex pe trading karty waqat ap apne apko maintain rakhen or apne apki update bhe karty raho or pher jo forex main news hoti han unko read karty rehna chaye or market ki movement ka bhe hamesha khayal rakho ta k apko nuksan na ho
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                Forex trading main agr apko khud ko update rakhna hai to ap ko market ki ups nd down pay nazar rakhni ho ye is trha mumkin hai k ap web sites visits karty rahy is trha ap khud ko up to date rakh skty or ap news wgara b dekhty rahy is sy ap ko kafi faida mil skta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X