Have patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Forex trading ke business mai sabar to bohat zarori hai agar ap zyada lalach kare ge to zahir bat hai ke ap ko nuqsan hi hoga bus humhe market ke trend ko samaj na chaiye phir trade leni take jo hum trade le woh hamare liye profitable sabit ho aur muje to yeh business bohat hi zyada pasand hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      patience ki important bht ha our Forex trading main jba huj kam karte ha tu humi planing ka sath stah patience ka stah bhi kam Karna parta ha our jitna patience hum rukhin itna acha hum earning kar skaian ga .
      • #378 Collapse

        han ya bat bilkul theek hai k jitna kaam krin gain us k utny he paisy milin gain ya koi treeqa nai k aik he raat main hum ameer ho jain mjy nai lgta aisa hota hai
        • #379 Collapse

          agar ap forex trader hain to apko chaye ke ap bhi discipline ka muzahera karen kyun ke forex trading main discipline bohat zarori hota hai agar ap discipline se kam nahi lenge to mumkin hai ke ap forex trading main kamyabi hasil na kar saken
          • #380 Collapse

            dear hum koi b kam start karte hain os ka humain ek dam se reward nhn milta hum ko wait karna parhta hy lekin forex aysa business hy es mai ap ko within sec b profit ho skta hy lekin sometime ap k against b ho jatii hy phr os waqt ap ka patience hee ap ko es mai kamiyab karta hy,,,
            • #381 Collapse

              patience bohat xarori han kisis bi business ma is lia ap ko patience sa kam lana chahia or ap ko is ma lalach hargiz nahi karna chahia kiu ka ya business bohat risky hota ha ap ka lia is ma ap ko is ka work ka khas khayal rakhna chahia
              • #382 Collapse

                trading kerta waqt sabar boht mayena rakhta hy agger app betahasha kaam kerna se insaan thak bhi jata hy aur kuch hasil bhi nhi hota hy is liye etadaal se kaam le aur her kaam ko asaan banayein.
                • #383 Collapse

                  Jee han humein shortcut maarny se bachbna chahaye koi bhi shaks is dunya mein raato raato ameer nhi ban skta wo tabhi ameer banta hai jab os ne sakht mehnt ki hoti hai
                  • #384 Collapse

                    dakhin kisi b kam main kamyaab hony k liy humian us kam mai tvju dyna hoti hy tab hi hum us main kamyab ho paaty hian isi trha forex main b kamyab hony k liy humian isy b tvju dani hoti hy
                    • #385 Collapse

                      forex trading business kay liay ye baat bohat zaroori hay kay app patience say kaam len kiun kay is business men risk ki involvement bohat ziyada hay or hard working ki bohat zarorat hay.. hard working with patience lead you to success.
                      • #386 Collapse

                        bhai jan forex me hum jitna saber se kam letay hain hume utna hi zaida hame faida ha kyun k lalach karny wala is kam me khabi b kamyab nhi ho sakta hai our kisi our kam me b
                        • #387 Collapse

                          assalmu alaikum jee han bhai you are right fores trading mein petience bohat ziada kam aata hain agar trader trader apne petience se kam karega to bo wo bohats se galat desicions lene bach jaega jis se wo definately kamyab hoga..or agar without petience kam krega to wo zarur loss mein jaega
                          • #388 Collapse

                            Ji han yahan ane se pehle hamen ye bat mind main rakhni chahiye k hum yahan raton rat ameer nahi ban jaynge.....hamen yahan mehnat karni ho gi tabhi hum kuch achieve kar sakte hain....hamen learning karni hogi trading ki knowledge hasil karni hogi.....agar hum apna kam pori sincerity se karin ge aur hard work karin ge tu hamen success zaror milegi....
                            • #389 Collapse

                              Ya ye to imposible ha ke forex join karte hi koi ratoo ratt ammeer ho jayee ..asa nahi hota ha humhe acha trader bane ke liye mehnat karni parti ha aur us se bhi bhar kar patience too bhot hi zaroori han
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Forex trading me patience buht zaroori factor hay aik forex trader me agar patience nai hoga to wo kaam nai krsakta or is tarah wo dil bardashta bhi hosakta hay, humesha sabar ka daman nahi chorna har kaam k mahir bannay me time lagta hay or aik din ata hay ap aik skilled forex trader ban jaogay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X