Comprehensive analysis par mabni trading GBP/USD Assalam Alaikum! Meri nazar me, pound/dollar ke jode me kamzori jari rahne ki ummid hai, lekin mere pas koi khuli short positions nahin hai. Iski wajah yah hai keh aaj, euro/dollar ke jode ne mumkena...
Aaj mein aapko NZD/USD ka technical analysis pesh karna chahata hoon. Is waqt NZD/USD ki trading 0.5735 par ho rahi hai. Chart par nazar daalne par humein NZD/USD mein ek wazeh buying trend dikhayi deta hai. MACD aur RSI indicators NZD/USD ke buyers...
Main EURJPY currency pair ki haalaat ka gehra jaiza le raha hoon, khaaskar Bollinger Bands, key moving averages, aur volume signals ke darmiyan taluqaat par. Abhi price 161.965 ke aas-paas hai, jo ke upper Bollinger Band ko test kar raha hai, aur...
GBP/USD ka pair abhi market mein kaafi active aur volatile nazar aata hai. Pichlay chand sessions mein price ne 1.2800 se 1.3100 ke darmiyan ek range form kiya hai, jahan buyers aur sellers dono apni positions adjust kar rahe hain. Market ne dekhaya...
GBPUSD ka market is waqt 1.2909 ke level par pohanch gaya hai, jo ke ek aham sarhad hai. Ye level yeh tay karne mein madadgar hai ke kya yeh jo jorha hai, neeche ki taraf jaari rahega ya phir yahan par support mil jayegi aur reversal ka mauqa...