Forex k liye bank se qarza lena
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1951 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    Bank se qarza le ker to waise bhi koi or kaam kerna he risky hai lekin loan forex trade k liye liya jaye to risk double ho jata hai kyun k loss ki surat main aap k liye qarz wapas kerna inthai mushkil hota hai to iss liye apne pas mojod choti raqam se he kaam start kerna behter hai.
    dekhy ye tu ap pr depend h k ap forx m loan lena chhte he ya nhi lakin ap ku yad rkhna chhye kio k forx m risky working h tu agr ap forex m kafi experience rakhtey hey tu hi ap ku loan lena chhye is umeed k sath k ap apne experience se hi profit gain kr pao gey wrna nhi..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1952 Collapse

      forex main bank say bi loan lay sakty hain so hamain is k bary main learning karni ho gi tab i hum run karein gay aur is forex main utna hi lena ho ga jitna afford karty hain so hamain is k bary main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is say fiada ho saky ga tab hi hum run karein gay aur is say faida ho saky ga
      • #1953 Collapse

        aap nay boht he ache bat ki ha kay is ma hum ko bank sa laon lay kar trad nhe karne cahay is ma loss be ho jay ga is liay aap ko uis ma post karne cahay our piost sa jo bopnus milay is ma he trad karne cahay q kay agr aap bank sa laon lay kar trad karty ha to loss honay par aap ko zada parsane hote ha
        • #1954 Collapse

          bank sa qarza lana to ache bat nhe ha q kay aap is money sa trad kary gay to is sa aap ko loss be ho sakta ha our aap ko is ma aik to bank kay laon ki tansan ho ge our aik aap ko is ma loss ki tansan ho ge our per aap bank ko laon kaha sa waps kary gay is ma hum ko kad sa invst karna cahay cahay kam he ho
          • #1955 Collapse

            G bhi ap tk khaty ha ky hm ko khol sy he trend krni chahey ager hm bank sy loon Katy ha to hmy kya Pta ky hm is km ko krny sy profits my Katy ha ya loss my is leay hmy band sy loon ni chahey bulky khol sy he business ko achy sy post kr ky chaly thky hm loss ho be jaey ga to zada parayshan ni ho Gy or ager profits hota ha to hmy ak a6a bonus miltha ha
            • #1956 Collapse

              Dear ap ki bat teek ha kay ager ap ak achay teadaer ha or ap ja expirienc bi pak forex ma zayada ha to ap la sak tay ha or pak forex say fida lay
              • #1957 Collapse

                bohat boraa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko kabi be bank sa lone nhi lana hoge q ka ager hum bank sa lone lata ha or per hum ko loss ho jaya to per hum ko bohat parashani hoge esleya i think it is not correct for us hum ko aysa nhi karna chaheya to best rahaa ga..........
                • #1958 Collapse

                  Asslam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hai dear loan lay ka app apne paiso ka loss nai kar saktay phir app forex k liye loan apply kary ager apko forex k bary kuch nai pata to phir app loan na hi lay warna app ko loss ho sakta hai.
                  • #1959 Collapse

                    Main samjhti hun k humain forex trading karne k liay kisi se bhi lone nai lene cahiay balke hamesha humain apni mehnat se kam karna cahiay take ap ko loss ki surat main kisi kisam ki koi pareshani ka samna na karna pare aur bank se tou humain kabhi bhi qarz nai lena cahiay kiu n us main wese bhi sood shamil hota hay is liay apni mehnat se apni investment ko barhain
                    • #1960 Collapse

                      No never kabhi bhi kisi kaam ko start karnay k lye loan ka sahara na lain qk jab app loan se kaam karty hain to apko loan ki fikar hooti hay aur app full concentration se trading nahi kar saktay hain
                      • #1961 Collapse

                        ji bilkul theek kaha apny bank se loan lena bht hii ziada mushkil hai forerx ky liye balky thody deposit se kaam krlena chaiye taky hamain kisi bhi kisam ka risk na ho or banks bhi forex ka name sun kar tarha tarha ky swaal krti hai ky ye kia cheez hai..
                        • #1962 Collapse

                          hum is forex main bank say bi loan lay sakty hain so hamain market main enter hony say pahly is k bary main information hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky ga aur hamain is forex main expeirence hasil kar k hi trade kar sakty hain so hamain profit hasil karein gay ta k achi trade karein gay
                          • #1963 Collapse

                            Nai aisa har giz nahi karna chahiye kyun ke agar ap forex ke liye bank se karz lein ge to apko is me double loss hoga aik to ap ke pas pesa nahi bach ga aur doosra yeh ke ap ko bilawaja ki bank ke karz ki kist par jaye gi jo apko har month pay karna hogi is liye bank se karz le kar yeh business nahi karna chhaiye.
                            • #1964 Collapse

                              Bank se qerza leker trading ka main to kisi bhi membrer ko mashwara nhen don ga keon keh humain jeb Pakistan forex forum ki terf se yeh facility di gai glhey keh hum baghair investment key forex trading join ker sakty hain to phir humain apni investment nhen kerni chaey keon keh jeb tak trading ka knowledge na ho utny tak trading main profit kamana mushkil ho jata hey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1965 Collapse

                                is forex main hard work karni ho gi tab hi hum run karien gay aur market main enter hony say pahly is k bary main information hasil karna ho ga tab hi hum real main achi trade karny main bi koi muskhil na ho saky gi aur market main knowldge ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X