Wise trader learn with mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2101 Collapse

    Assalam O Alaikum, G han bhai jaan aap ne sahi kaha hai keh forex trading main log apni mistakes to notice kernay ki bajaey market ko ya forex ko bura ketya hain aur apnay loss se kuchh learn nahi kertay hain. Jab keh yeh loss unn ke liay ek tajraba hota hai jo keh sikha ker jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2102 Collapse

      dost ya baat theek ha k ghuliaanko seekhati han our jo wisa tradery wo apni gheltiun ko repet karttay repat kar na sa koch nani hota ha apni ghultay ko droct kar na ya bat sahi hota ha bohat log apni ghulty ko nine manty ha apne ghulty ko man ar is ko drost karna acha bat ha
       
      • #2103 Collapse

        har traday k sab sa phlay apni mistaaki agar ap wahy bahat sary log forex ko as im as karty ho isamis ka zarey apni tarat karty ha usamis ma och gultay hotay ha forexs kampaani ba is douni mashor kampani ha is sa loj bahat log fayda
         
        • #2104 Collapse

          Forex trading mein aik acha aur kaamzab trader wo hi ban sakta hy jo forex trading mein agr mistake ho jaye tu wo us mistake ko bar bar nhi karta aur us mistake se kuch learn karta hy aur us mistake se Bach kar trading karta hy wo hi kaamzab trader hy
          • #2105 Collapse

            Asslam-o-Alakum my dear friend insan always apni mistakes se he seakhta hay aur Forex main b jeb aik trader ka analysis wrong hota hay to is ko next time trade kerne ka pta chalta hay aur wo ye mistake again ni kerta aik trader isi trah mistakes se he Forex trading ko learn kerta hai aur is ka experience increase hota hay.
            • #2106 Collapse

              Yess ofcourse wise traders learn from their mistakes and get lot of experience from it. issi trah hi aik acha trader banta hy. jabb insaan galti karta hy to ussy pta chal jata hy k wo galt raah pe hy orr next time wo aesa nahi kata qu k wo ye sabb kuch kar chuka hota hy...
              • #2107 Collapse

                agr hum trading main mistake karty hain to humain is main pphly leanring karni ho gi kay humain loss kis waja say hota hay humain trading main practice karni hoo gi ta kay humain is main demo main practice karni hho gi
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #2108 Collapse

                  apki sahi hay baat jo samjhdar trader hota hay wo apni galtio say seekhta hay so aisay he agar humay market mai loss ho jaye to wo galti note karen aur usko theak karen tab he hum again loss say bach sakty hay
                  • #2109 Collapse

                    apki baat theak hay agar hum aqalmand hay to humay apni galtio say he sabaq seekhna chahiey kyun keh jab tak hum apni galtio ko theak nahi kar lain gay tab tak hum market main theak say earning nahi kar saky gay
                    • #2110 Collapse

                      mistake say hum ko market say learn krna hai k kis tara say market say hum umeed krty hain k is nay ye move krni hai laikin isi k sath main ik kafi zada trend main change a jata hai is ki reason ko maloom krna hum k liay teek hota hai
                      I LOVE PAK FORUM
                      • #2111 Collapse

                        mistake say hum ko ye maloom krna hai laikin is k bad hum k pass ye idea hai k market say loss krny ki reason jo hain in ko follow na kro or try krni hai k is ko account ki history say hum k pass ye idea hota hai k teek say trade ko kr saqty hain
                        • #2112 Collapse

                          Yes wise traders apni mistakes say always learn karty hai.Mistake karny say loss tu ho jata hai agar hum loss kar kay bhi na learn karen tu ye wise decision nhi ho ga.Traders ko zaror apni mistakes say learn karna chahye.
                           
                          • #2113 Collapse

                            Apni mistakes say learn karna hi acha hota hai.AGar apni mistakes say hi learn nhi karen gay tu ap again mistakes karen gay.Traders jab apni trading say learn karty rahay gay tu mistakes minimize hoti jay gi.
                             
                            • #2114 Collapse

                              g han forex trading mien jitne bhi wise traders hian wo apni mistakes se hi lesson ko learn karte haina ur ap agar ache trader banna chahte hain to apko chahiye ke ap apni mistakes se sabaq seekhen aur iski practice karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2115 Collapse

                                fadia hi tub pako ho ga kay jub ap apni mistakes say learn kaeray ga yehi tu aik wise trader ki subs ay bari nishani hoti hai kay jub ap demoaccount pe trade kar raay hotay hai tu apo apnay weeks pont sko hi ind karna ho ga jkay kaha pe apko mistakes ab again nai karna ho gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X