Wise trader learn with mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    salam bahi jaan . g bahi apki baat bilkul sahe hai, jo member bohat wisely baat karty hain ya bohat experienced hoty hain. wo by birth tu experienced nai hoty, gradually working k sath or loss karwa kar he kuch na kuch sekhny ko milty ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      kisi ne kia khob kaha k naseehat k lie kisi aqalmand ki bajae tajarbakar ka pass jana chahie. q k aqalmand apni aqal k tarazoo pr toole ga lekin aik tajarbakar apni aabeeti daikh kr naseehat kare ga. isi tarha forex man bhi mistake kamyabi seerhiyan hain jo ap ko sikhati hain
      • #1083 Collapse

        "

        most of us use to start blame others,Demo account is a very helpful.forex business is a very easy but every trade can not earn to profit.forex can change your life.so wise trader learn with mistakes.

        "
         
        • #1084 Collapse

          Aap ne sahi Kaha ke hum me se bohot se trader's apnay Los ka zimadar dosron ko tehratay hain halankay un ko apni mistake dekh Kar us se sabak hasil karna chahiay.
           
          • #1085 Collapse

            G haan wise traders hameshaa sensibly trade kerte ahi kiyun ke un ko sub kuch maloom hota hai kaise trades kerni hai kaise nahi kerni hai so wise traders bun ker trade karey thanks
             
            • #1086 Collapse

              Ji Han hamain forex trading me jab bhi Los ho tu hamin us Los ki waja ko yad rakhna chahiay or aninda wo mistake nahi karna chahiay takay bad me profit hon
                 
              • #1087 Collapse

                Aap ki baat bilkul durust he ke ak Accha trader hamesha apni ghaltion se kuch na kuch sikhta he or bad me us ghalti ko dobara nahi karta kio ke us ko Pata hota he ke Los ho ga agar us ne ye ghalti ki.
                   
                • #1088 Collapse

                  Forex tarding aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rahna chahahia ya hum ko hamnra kam karna ka pasia data ha ya acha ha hamra leya or sba ka leya
                   
                  • #1089 Collapse

                    Experience ko kiyoun itna ziada importance di jati hai uski waja yeh he to hai key os mien hum experience kartey howey kafi sari mistakes kartey hain or pir hum un mistakes sey learning kartey rehtey hain isi tarah jo log mistakes sey learn nahi kartey in key experience ka koi faida nahi.
                    • #1090 Collapse

                      Of course right trader always learn from our mistakes,and do not blame to other and use the analysis his own mistakes, and use the best strategy and make the best planning ,so every wise trader teachess from our mistakes...
                      • #1091 Collapse

                        G koi b trader ho iss duniya main jab tak wo mistakes nahi kar leta wo trader nahi ban sakta iss liye apna hosla nahi khona chahiye iss field main kyun k jab tak mistakes nahi hongi tab tak hum profit kaise kama sakenge mistakes hi humain ab hone wali ghaltiyun se bacha sakti hain
                         
                        • #1092 Collapse

                          yes hamy apni mistak sa sekhna cheya or wo mistak dobara ni karni cheya jab hamy loss hota ha or ham,y pata bi hota ha hamy kis mistak ki waja sa loss howa ha tu ham kbi bi wo mistak ni karty so loss hona bi aucha ha ku k hamy ak new sabq mil jata ha yani hamry tajrby ma hasfa ho jata ha jo hamry liya bhut hi aucha ha
                          • #1093 Collapse

                            learning hamesha ham ko demo per karni chahiye jahan se loss ho to koi tension na ho or mistakes se bhi ham ko kafi kuch seekhne ko milkta rahe is lye demo account se he ham ko seekhna chahiye trading ko wise trader ki tarha .
                            • #1094 Collapse

                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                G han app ne sahi kaha ha is business me traders mistakes se hi achi learning kar sakty hain or is business me hm mistakes se kafi acha experince hasil kar k hi is business me success ho sakty hain or dreams ko success kar skaty hain asani se

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X