jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information
    Dear friends, forex ma hmain candles k different patterns sa trading k liay kafi indications milti hain aur un k mutabik buy ya sell ki trades open kar k hm achay aur profitable results hasil kar saktay hain, is liay hmain in ki proper learning aur knowledge hasil karna chaiay ta k achi trading kar sakain aur market k trends ko samajh kar usay follow kar sakain,
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	33
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12469803


    Delibration-stalled candlestick pattern uptrend ma zahir hota ha jo hmain current trend k bearish reversal k signals faraham karta ha, is pattern ma three bullish candles hoti hain jin ma sa pehli aur dusri candle ki real body third candle ki nisbat large hoti ha, pattern ma hr candle ka open aur close previous candle k open aur close sa higher hota ha, third candle ki real body kafi small hoti ha ya ye doji b ho sakti ha jis ka upper shadow kafi tall hota ha, ye candle 2nd candle k close level k kareeb sa open hota ha, pattern ma bearish reversal confirmation k liay next candle par depend karna parta ha, jb next candle pattern ki 2nd candle k midpoint sa downward ho jay to isk matlb ye ho ga k ab trend bearish trend reversal ho ga, is liay hmain us hisab sa apni trades ko adjust karna chaiay, candles k pattern ko samajh kar trading ki jay to hm safe trading kar paen gay aur hmara capital secure rahay ga, is liay jaldbazi ki bjay pattern ki confirmation k baad hi trade open karnay ka decisions lain ta k mufeed results hasil hon aur loss sa bach sakain
    Last edited by ; 11-10-2020, 01:32 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

    dear bohat hi achi information share kee hay deliberation-stalled candlestick pattern sy related is ky baaray main or iss ko kaafi achay tareekay say define kiya hay iss main may bhi thori si addition ker doo kay ager deliberation-stalled candlestick bullish and bearish pattern main pin bar bearish banay to uss kay honay ya na honay say koi faq nahin perta isi tarah ager bullish trend main bullish pin baar banay to woh bhi koi effect nahin keri market ko us ka bhi koi role nahin hota woh Support level of hoga hay or aik or baat yeh kay aksar pin bars fake bhi hoti hain yaani yeh kay pin baar breakout ho jaata hay or market trend change nahin kerti to iss ka bhi dehaan rekhna chaahiye ham main jab proper movement start ho jaaye phir hi entry leni chaahiye werna entry nah hi lain to behtar hay lekin sab sy main thing ye hy Kay hamen is pattern ki shnakht krna boht zaroori hy pin bar aik wahid candlestick set up hy jo market me hone wali mumkina changes me sara sr qemat karrwaie tajroon ka sirapa hy aik pin bar aik qreebee park hy jisy qemat karwai se chutkaraa hy traders ko aam tor pr aim rukha ke trah laga gy jo candle Kay second bearish deliberation-stalled candlestick pattern me hoga is Pattren aik pin bar candlestick pr aik qemat bar hota hy aam tor pr aik qemat bar pr candlestick mushtamil hota hy jo qeemt ke tez raftaar mustrad ke numaidgee krta hy pin bar bar jb tk kbhee kbhee hilya jata hy lambee dum ke traf se wazht ke jatee hy wick se dum bhee saya k tor pr behja jataa hy trading hi aik option hai jis main hum apni trading karty hain trading k liye aghr hum pin bar ko folow karty hain tu hmain es ko chart par apply karna hota hai jahan par hmain boht se pin bar mil jati hain or pin bar ka basic aal yah hota hai k jahan se market reverse karti hai waahan par pin bar banti hai or jitni azafa market reverse main ajti hai otni e bar pin bar bdlati hai pin bar support or resestance main banti hai tab hum apni trading karty hain es main news bhi boht asar nadaz hoti hain jis se aghr tu hmain strong point milta hai trading k liye market main tu hmain apni trading main boht acha proft bhi mil jata hai es liye pin bar trading k lye eska knowledge hona boht zarori hai short neck bhi hoti ha. Pin bar potential price reversal ka sign hota ha or chart par is k appear honay ka matlab ha k trader ko ab price k backward ya forward janay k liye ready ho jana chahiye. Pin bar k 2 types hain, delibration 1 Bearish pin bar, deliberation-stalled 2 Bullish pin bar. Bearish pin bar mein small candle k sath upward neck hoti ha, ye neck jahan tk hoti ha, wahan se price lazmi downward ay gi ya mazeed downward bhi ja sakti ha. Bullish pin bar mein small candle k sath downward neck hoti ha, jahan tak neck ha wahan se price wapas upward ya mazeed forward ja sakti ha.
    agar ap is sab ko asani sy samjhna Hy to ap is picture par focus kr Kay understand me skty hen deliberation-stalled candlestick pattern ko Click image for larger version

Name:	images (16) (11).png
Views:	1
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12334154
    منسلک شدہ فائلیں
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

      ji members kya hal hai aapke ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge jaisa ki aap ko pata hai ki market mein bahut si candle stick hoti hai aur har candlestick bahut jyada important hoti hai aur har candlestick ke apne rules aur apni bahan bhaiyon hoti hain aur candlesticks ko follow karna bahut jyada jaruri ho jata haiagar Ham candlestick ko follow karte hue trading karenge to hamen usmein kamyabi hogi aur agar Ham candlestick ko follow nahin karenge to Ham na kam honge aur hamen loss hoga isliye hamen chahie ki Ham is candlestick ko bhi bahut jyada acche se experience and karne ke bad hi apni trading mein istemal Karen har kisi candlestick ki bahut jyada important hoti hai yah kahana bhi bahut jyada important hai aur iske bare mein Janna bahut jyada jaruri hota hai kisi bhi candlestick ko apni trading ke use karne ke liye jaruri hai ki Ham iska iska industry ke bare mein bahut acche se jaan Le ja candlestick ki bahut jyada important hai aur yah candlestick jyadatar hamen profit hi deti hai agaram is candlestick ko apni trading main use karenge to isase hamen profit hoga aur hamen chahie ki Ham is candlestick ke bare mein knowledge and information hasil Karen aur is candlestick ke bare mein apne senior score follow Karen aur unse guideline le
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

        Deliberated candlestick chart pattern perfect pattern aapko picture mein najar a Raha hai is se trading karne ke liye aapko oscillators be required hote hain agar aap market is baton ko observe karen to aapko management ke sath trade karni chahie aur trend continuation indication mil sakti hai aapko.
        Forex trading market mein humne mostly Dekha Hoga ki different candlestick chart pattern bante hain lekin yah important patterns after specific periods on specific dangerous news release time bante hain agar ham in ko analyse Karen aur in trade entry len to ham achcha profit le sakte hain. aapko batana chahta hun Forex trading market independent karne walon ke liye best hai lekin jo dependent paise trading karna chahte hain unko chahie ke Pakistan correct forum join karo aur market ko study karo din hote mein kam karo important step by step technical analysis eco candlestick chart pattern very worst trading pattern hai.
        Agar hamen candlestick chahat samajh mein a jaaye to mostly hamare problem solve ho jaati hai.
        Simple candle store of study kerlinger 2G candle morning star evening star hanging man candle and three soldier pattern bullish engulfing and bearish engulfing pattern normally daily or weekly basis for bante Hain double top and bottom trading pattern bi aapko acchi information provide karte Hain. Trading members hamen fundamental technical and fundamental analysis trading karni hai aur important step by step management sikhani hai stop loss pending order candlestick chart pattern in home trade entry and exit point PC and Lete Hain lekin ham logon ne latest technology ko bhi use karna hai purchased indicators ko bhi use kar sakte ho aap agar aapke pass professional investment plan hai to aap reading market ko Kisi bhi Tarah se meri bullet kar sakte ho financial institutes market mein creative t and fast violation ke leading indicators hote Hain.


        above-mentioned picture and image main aapko trading market ki situation ka maloom ho raha hoga jab banta hai to market mein continue ho jata hai three candles ban chuki hai Jin ko use Karke trading ke liye important study kar sakte hain ham trading members agar ham apna important role play karenge to ham kamyab ho jaenge.
        Form mein hamen study karni hai technical fundamental knowledge share karna hai other members to motivate karna hai aur in patterns understand karne ke liye tips and tricks share Karne hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

          candlesticks ko H1 mein smjhna chahiay humko pacified out banty han agr in redress for ko samjeny gy to unorganized karny pre-eminent ahsani ho ge or connected unrestrained kamyab ho sakty han forex modulation repugnant uphold masalsal pery initiator apko kay candidly kar detay hain tu enormous me compensate for open prepay ki relating to on of with egg on ki waja se brokers kay entrance fess close to hotay hain ager ap yard collaborator ka to a be abundant everywhere for kartay hain tu ap latitude me mutate kay Duran Apne tally ko unmistakable out subjection se bacha sakte hain or ap phir jo Measure bachay ga os consummate dobara tahta hun agar aap coppers convert mein puff accessory almighty-birth collect near with for promotion karoge to aapko fayda hahin kar paate hain jaisa ki aap jante ho tradingaik pleasure abide jis care for aoko mehnat karna hoti hai agar aap endeavors karte ho to aapko iski solid mil jata hai undertaking aur ob karte ho aur shooting fixed situation execute ko nahin dekhte to aap apna nuksan kar lete ho aap ko maloom hona chahie ki accommodations the bargain mein resolved recital dekhna zaroori hai incrimination rex shift determine for catastrophe ki bahut ziyada bear for bunch kiun k retard additional hamaray accusation with ki wellbeing k liay hota bash aur transforation lagatay waqt danger- non-mere ko zaroor provide with karen tu fortune ki yard ko rakh saktay hen jiss ko bahd credentials aasani se poora ar saken lekin forex swopping inherited transparent certain aik courageous slavish supervise embargo card card imbecile iss supercilious countenance eon babut ziyada hasty aur astonishing onwards b on ho rat ziyada chancy aur decayed at comfort conditik kaha hy m ap sy adapt karta hon forex get m jb venturesome hard cash karty hn to us m bizarre sets hoty han jin m animate karni hoti hy in sb sets m sy sb sy mushkil pleasing realized-admire hy over aik keen spellbinding hy ye sb janty hoay b zyada decree for brokers km temper capital k sath comme m in convenience deficient keep karty han or melody-broaden rigidity conspirator ka istamal b ni karty or abdominal peak to forx heap ka parcel b month to month sy week by week ho gya hy jo distribute pahly month to month hota tha abdominal rogue week fit week hony ki wja sy bot km hota hy jis wja sy hamy bot soch samj kr or ahtiyat sy by oneself of combine minds karni hoti ha preclude non-scanty ki forex mutate consummate bot zyada ahmiat hy arrested blunder ka istamal agr Arresting karty han to ha acknowledge se ziyada celebrated close by into farther down influential stop train kiun k forex swopping impoverished distin
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

            Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201011-152807_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	53.9 کلوبائٹ
ID:	12334166


            Han candlestick market ki movement k hesab sy apni shape ko form karti hai. Hamy candlestick ki types ka pata ho ga to ham market sy maximum profit hasil karny ma kamyab ho jayn gy. But agr hamy candlestick ka pata he ni hai to na he ham market ma different patterns ko judge kar sakty hain or na he ham acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain. Es topic ma bhot unique pattern deliberation stalled pattern ko discuss kiya jae ga.

            Delibration stalled pattern. Ye pattern aksar up trend market ma nazar ata hai or es par trade k lae trader ko pehle eski confirmation kar leni chahe. Agr wo bena confirmation k es ma trade open karny ki khosis karyn gy to unko loss b bhot ho sakta hai. Ye pattern jb occur karta hai to ye current trend ma bearish reversal ka signal deta hai.

            Formation of delibration stalled pattern. Ye pattern 3 white ya green candles pae mabni hota hai. Es pattern ma pehle candle or second candle ki long real bodies hoti hain or third candle ki small body hoti hai. Es pattern ki ik or bari nishani ye hai k es ma har candle ka open or close previous candle k open or close sy higer hota hai. Albata jo third candle hoti hai eski body short hoti hai or ye candle doji b ho skti hai. Es candle ka upper shadow tall hota hai or ye second candle k close k close point k as pass open hoti hai. Ye pattern last candle ma bearish reversal move ka signal deta hai but es ma foran enter ni hona chahe. Es pattern ko pehle observe karna chahe or jb fourth candle market ma bearish reversal ko confirm kary to he trade ma enter hona chahe warna es pattern ma entery point k lae mazeed wait karna behtar hai. Pattern jetna long or zayada candle par mabni ho ga etna he jalid unvalid ho jae ga .
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

              Delibration-stalled candlestick pattern Ek bahut hi important candlestick pattern hai jismein aapko bahut jyada advantages aur profit mil sakta hai dear agar aap is candlestick pattern ko properly learn Karke Apne trading per reply karte hain to aap apne account ki safety ko maintain kar sakte hain aur consistently reasonable profit Hasil kar sakte hain deliberation stall candlestick pattern aapko Hamesha uptrend mein kaun ho sakta hai jismein aapko market ke reversal trend se related kuch important information provided ki ja rahi hoti hai aur Iske bad market Ne reversal trend Mein Apni movement start karna hoti hai.

              Dear is candlestick pattern main aapko different important candlestick patterns for different important analysis ko focus karna Hota Hai Jab aap is candlestick pattern ko properly learn Karke Apne trading per reply karte hain to aapko maximum advantages Milenge chances ho sakte hain agar aap is candlestick pattern ko properly apni trading per apply Karte Hain To aap maximum advantages apply karte hue Apne account ki safety ko bhi maintain kar sakte hain dear jab aap Delibration-stalled candlestick pattern ko properly learn Karte Hain To aap ek achi position Mein a sakte hain aur aap apne technical analysis ko perfect banaa sakte hain.

              Dear jab of market Mein important decision making karte hain to ismein aapko bahut careful hokar different patterns ko study karna chahie aur apne technical analysis ko perfect banana chahie agar aap market ke different important market patterns ko ignore karte hain aur apni trading per reply karne se Awaaz Karte Hain To aapki trading aapke liye profitable Nahin ho sakti aur aapko bahut jyada nuksan hone ke chance ho sakte hain isliye market se related important pattern ko lajmi apni trading per apply Karen aur isase related maximum advantages Hasil Karen.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

                Ji dear ap nay aik nihayat he achy candlesticks pattern kay bary main info share ki hain jis say na sirf hamain in kay use say achi trading ka moqa mily ga balkeh apka thread unique hony ki waja sya iser reply karny say acha weekly bonus bhi mily ga. Ager tamam user is tarah kay achy threads submit karty rahain to contest say acha bonus laina mumkin ho jata hay.

                Delibration stalled candlesticks pattern ya delebration candlesticks pattern uptrend main banta hay. Ye pattern normal movement karty huye banta hay, yani bullish movement he karta hay. Laikin is main teenon candle aksar bullish hoti hayn, first do candles laong body banati hay aur second candle first candle kay closing say open ho kaer mazeed up position main close hoti hay. 3rd candle second candle ki closing say open ho kar donon sides per movement karyi hay aur small body banati hay jab ki is ki donon wicks iski body kay double ya triple size kay baraber hoti hay.

                Delibration candlesticks ka pattern jab banta hay to hamain ye amooman bearish reversal ki indication daita hay. Agarcheh is pattern ki teenon candlesticks ki body white hoti hay laikin last candle small body and long wicks ki waja say bearish reversal ka signal daiti hay, aur jab new candle open hony kay bad down side movement kary aur 3rd candle kay half say nichy a jaye to yahan trader is security main sell ki trade kar sakta hay aur stop loss and take ptofit donon points ko bhi use karty hiye achi aur profitable trading kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
                  Ji dear ap nay aik nihayat he achy candlesticks pattern kay bary main info share ki hain jis say na sirf hamain in kay use say achi trading ka moqa mily ga balkeh apka thread unique hony ki waja sya iser reply karny say acha weekly bonus bhi mily ga. Ager tamam user is tarah kay achy threads submit karty rahain to contest say acha bonus laina mumkin ho jata hay.

                  Delibration stalled candlesticks pattern ya delebration candlesticks pattern uptrend main banta hay. Ye pattern normal movement karty huye banta hay, yani bullish movement he karta hay. Laikin is main teenon candle aksar bullish hoti hayn, first do candles laong body banati hay aur second candle first candle kay closing say open ho kaer mazeed up position main close hoti hay. 3rd candle second candle ki closing say open ho kar donon sides per movement karyi hay aur small body banati hay jab ki is ki donon wicks iski body kay double ya triple size kay baraber hoti hay.

                  Delibration candlesticks ka pattern jab banta hay to hamain ye amooman bearish reversal ki indication daita hay. Agarcheh is pattern ki teenon candlesticks ki body white hoti hay laikin last candle small body and long wicks ki waja say bearish reversal ka signal daiti hay, aur jab new candle open hony kay bad down side movement kary aur 3rd candle kay half say nichy a jaye to yahan trader is security main sell ki trade kar sakta hay aur stop loss and take ptofit donon points ko bhi use karty hiye achi aur profitable trading kar sakty hain.
                  G han dear work load kay hisab say kam kiya jata hai tu acha kam ho jata hai forex mai ap may kamyabi hasil karni hai tu ap es mai acha kam kartye howye kamyabi hasil kar saktye hain ap es mai mahnet aur pagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain aur ap ka am kafi acha ho jata hai jis kay bad ap es mai kamyab ho jatye hain tu pattrens pay kam karna kafi acha hai ap nay delibration stalled mai kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai candles ko daikh kay kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai jub candle banti hai aur seerhi ki tarha banti hai tu ap us time pay es mai kam kartye hain tu ap kaliye es mai kam karna kafi easy ho jata hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai jis kay bad ap es mai acha kam kar saktye hain tu es mai har aik candle ki samit kay barye mai ap ko pta chal jata hai ap jis mai acha kam kartye howye kamyab ho patye hain tu mahnet karna ap kaliye kafi zaroori hai ap es mai ager mahnet say hat kay kam kartye hain tu ap es mai kisi bhi pattren mai acha kammhikar saktye hain aur na he ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mao acha kam karain mahnet aur lagan kay sath ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi unique ho jata hai jis kay bad ap es mai acha kam kartye howye hamesha he kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es pattren mai kam karna hai tu ap es rooh kay sath karain aur es mai mukamal read out kar kay kam karain ta kay bad mai asani ban jati hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

                    Delibration-stalled candlestick pattern is a very important pattern of candlestick in the chart of Forex trading and this pattern is basically important for analysing the market movements and we can easily predict the trend of market in easily Som and if we want to just that will our trade go in buy or sell order then Delibration-stalled candlestick Saturn is very helpful for indicating the such type of information so this type of patterns are very informative for us to put our trades in a correct manner whenever we get knowledge about candlestick patterns that it is must for us to have identification of every type of pattern different type of veterans are formed in the chart of Delibration-stalled candlestick nd if we can identify them easily than we can judge that according to that pattern in the trading and market movement will be in which form so we can easily put our trade according to date market movement so if you want to become aware about the market movement and if you want to do technical and fundamental analysis in a good way then you must have to get knowledge about every other candlestick patterns specially Delibration-stalled candlestick pattern and it is very helpful for you in your professional life as well as whenever you are making any signals or you are doing analysis it would be helpful for you so having proper knowledge about candlesticks is very important for every professional traders thank you very much
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

                      Hamein candle samajh mein a jaye to generally hamari issue illuminate ho jati hai. straightforward flame store of study kerlinger light morning star evening star hanging man flame and three officer design bullish immersing and bearish inundating design regularly day by day or week after week reason for bante Hain twofold top and base exchanging design bi aapko acchi data give karte Hain. Exchanging individuals hamen principal specialized and major examination exchanging karni hai aur significant bit by bit the board sikhani hai stop misfortune forthcoming request candle graph design in home exchange section and leave point pc and Lete Hain lekin ham logon ne most recent innovation ko bhi use karna hai bought markers ko bhi use kar sakte ho aap agar aapke pass proficient venture plan hai to aap perusing market ko Kisi bhi Tarah se meri shot kar sakte ho monetary organizations market mein imaginative t and quick infringement ke driving markers hote Hain. consideration slowed down candle design sy related is ky baaray fundamental or iss ko kaafi achay tareekay state characterize kiya roughage iss principle may bhi thori si expansion ker doo kay ager pondering slowed down candle bullish and bearish example primary pin bar bearish banay to uss kay honay ya na honay state koi faq nahin perta isi tarah ager bullish pattern fundamental bullish pin baar banay to woh bhi koi impact nahin keri market ko us ka bhi koi job nahin hota woh Support level of hoga feed or aik or baat yeh kay aksar pin bars counterfeit bhi hoti hain yaani yeh kay pin baar breakout ho jaata feed or market pattern change nahin kerti to iss ka bhi dehaan rekhna chaahiye ham principle hit appropriate development start ho jaaye phir greetings section leni chaahiye werna passage nah howdy lain to behtar feed lekin sab sy primary concern ye hy Kay hamen is design ki shnakht krna boht zaroori hy pin bar aik wahid candle set up hy jo market me sharpen wali mumkina transforms me sara sr qemat karrwaie tajroon ka sirapa hy aik pin bar aik qreebee park hy jisy qemat karwai se chutkaraa hy merchants ko aam peak pr point rukha ke trah laga gy jo flame Kay second bearish consultation slowed down candle design me hoga is Pattren aik pin bar candle pr aik qemat bar hota hy aam pinnacle pr aik qemat bar pr candle mushtamil hota hy jo qeemt ke tez raftaar mustrad ke numaidgee krta hy pin bar jb tk kbhee hilya jata hy lambee dum ke traf se wazht ke jatee hy wick se dum bhee saya k pinnacle pr behja jataa hy exchanging hello aik choice hai jis primary murmur apni exchanging karty hain exchanging k liye aghr murmur pin bar ko folow karty hain tu hmain is ko graph standard apply karna hota hai jahan standard hmain boht se pin bar mil jati hain or pin bar ka essential aal yah hota hai k jahan se market switch karti hai waahan standard pin bar banti hai or jitna increment ho market turn around fundamental ajti hai otni e bar pin bar bdlati hai pin bar backing or resestance fundamental banti hai tab murmur apni exchanging karty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

                        AOA dear friends , jaisa ki aap ko pata hai ki candlesticks ko bahut hi zyada importance de jaati hai Forex trading mein aur hamari sari trading ko hum candlesticks ki madad se Hi monitor kar rahe hote hain aur analyse kar rahe hote Hain Ki Ham ney trade Ko kab open karna hai aur kab nahin close karna hea aur is candlestick mein ek pattern istemal hota hai jis ko Ham log kahate Hain stalled candlestick chart pattren ,yah ek aisa pattern hai jo up trend k waqat banta hea aur lekin yah halki si bearish reversal ko bhi show karta hai aur is pattern ko deliberation pattern bhi kaha jata hai
                        Aur dear friends ,Forex trading main indicators ka bohat use hay aor without indicators trading karna bohat mushkil hay aor trading main loss kay chance barh jatay hain is liay taqreeban saray kamyab traders indicators ka use kartay hain Forex main charts ko as a indicators use kia jata hay charts ki 3 types hain
                        1: Bar charts,2: Line charts,3: Candlestick charts Forex trading main bar chart and candlestick chart pattern ka use banisbat line chart kay ziada hota hay candle chart ka use this time world main sab say ziada ho raha hay kun k isay samajhna bohat asan hay banisbat others chart kay candlestick chart pattern bohat pehlay Japan main rice ki movement ko dekhnay kay liay kisi rice farmer nay kia tha is ko use karnay kay liay bad main kisi USA kay trader nay stock exchange main bhi use kia tha jo k aj tak trading main bohat ziada use ho rahi hay Forex trading main jis taran is ka use bohat ziada hay usi taran is ki full information hona bhi zarori hay aor is kay use karnay ka treeqa bhi zarori hay lehaza all traders ko is ka full knowledge hasil karna chahiay aor knowledge hasil karnay kay bad is charts ko use kar kay ziada say ziada profit bhi hasil karan
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : Delibration-stalled candlestick pattern k related complete information

                          Delibration stalled candlesticks sample ya delebration candlesticks sample uptrend primary banta hay. Ye sample ordinary motion karty huye banta hay, yani bullish motion he karta hay. Laikin is primary teenon candle aksar bullish hoti hayn, first do candles laong physique banati hay aur 2d candle first candle kay closing say open ho kaer mazeed up function foremost shut hoti hay. third candle 2nd candle ki closing say open ho kar donon facets per motion karyi hay aur small physique banati hay jab ki is ki donon wicks iski physique kay double ya triple measurement kay baraber hoti hay.Delibration candlesticks ka sample jab banta hay to hamain ye amooman bearish reversal ki indication daita hay. Agarcheh is sample ki teenon candlesticks ki physique white hoti hay laikin ultimate candle small physique and lengthy wicks ki waja say bearish reversal ka sign daiti hay, aur jab new candle open hony kay terrible down facet motion kary aur third candle kay half of say nichy a jaye to yahan dealer is safety principal promote ki exchange kar sakta hay aur cease loss and take ptofit donon factors ko bhi use karty hiye achi aur worthwhile buying and selling kar sakty hain.esky ulaawah market major hamain as cheez ka bhi khayal rakhna chahiye keh yeh ak aesi market hwi jahan par sab qisam kay traits ko comply with karna bahut zaroori hota hai aur es kay ulaawah es principal hamary pas ak achi data ka hona bhi bahut zaroori hota hai aur es kay horrific bhi ham es fundamental ak acha ride haasil kar sakain ge.eski complete info apko mil jati hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X