Forex ko easy na samjhein.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex ko easy na samjhein.

    Dear forex members Forex forum ko easy na smjhen yeh itna easy nahi hai. Agar hum ise easy smjhen gy to is mein ziada mehnat nahi rken jis se hmen ziada bonus nahi mile ga aur na hi ziada profit gain kr payen h gain. Aur Jo ise tough smjhte hain wo ise itna tough bi na smjhen ke in se yeh kam ho e na. Is lye na ise ziada asan smjhen aur na hi mushkil is mein apna knowledge increase kren aur ziada mehnat kren.
    Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex ko easy na samjhein.

      Forex ko easy na samjhen Qk for3x min mhnat bahut lagti hai Agr aap mehnat nahi karte to ap ko ziyada faida ni hoga jitna ho sakay mehnat karen isi mein apka faida hair.
      • #18 Collapse

        Re: Forex ko easy na samjhein.

        forex aik best busienss hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is mai raat mai be kam ar sakty hai hum is mai din mai be kam kar sakty han hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik legal busiess hain hm is mai agar bager leanring ky kam karty hain to hamra loss han is mai hamara koi be boss nah hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex ko easy na samjhein.

          yes dear right kaha forex trading easy business nhe hain agar forex trading main work kiya jata hain tu best earnings hoti hain forex ka business kafi best business hain agar koi b person forex ko join karta hain tu best earnings karne k liye forex trading ko time dete hain forex trading kafi risky business b hain forex easy nhe hain hard work kiya tu lot of learnings k sath sath earnings ki
          • #20 Collapse

            Re: Forex ko easy na samjhein.

            Assalam o alaikum dear members hamein forex ko easy nahi lyna chahiye ye aik business hai aur jab ham business ko easy leingy tu business flop hojyega hamein apny business ko develop krny k liye hamein serious lyna hoga ye koii easy work tu nh jis sy ham itna easily paisy kama liengy paisy kamaany hain tu apko mehnat sy kam krna chahiye.
            • #21 Collapse

              Re: Forex ko easy na samjhein.

              AOA forex member forex ko easy na smjy thek kaha pr atna muskal b na smjy k kr hi na saky hr Kam muskal hota ha pr agr dill laga k kre to koi Kam b muskal ya namumkin ni hota... Asu hi hamara ya forex ka Kam hai.. hr Kam ko time dyna prta ha to Kam acha hota ha ase hi is ko b time dyna to dakhy ap ko kitna profit hota ha...... Sukariya
              • #22 Collapse

                Re: Forex ko easy na samjhein.

                forex trading ko kabi b easy na samjhy forex trading main hard work kare best learnng he kamyabi hain forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                • #23 Collapse

                  Re: Forex ko easy na samjhein.

                  forex trading main kabi b eays ho kar kaam na kar forex trading ek risk wala bsuniess hain ek kamyab traders and expr ttraders jaaab b forex traidng ki merket main kaaam karta hiantu khud he analysis karta hain kabi lalach nhe kart ahain jaab tak entry na mile tab tak kabi b forex trading main bina entry point k kaam nhe karta hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex ko easy na samjhein.

                    forex ko ap easy na smejein ap koi kam mehnat k begir ni kr skty hain es mein mehnat ki bhut zroort hoti ha.jb tk ap mehnat ni karein gy ut ap ko loss hoga ap ko weekly bounce kam mily ga aur jb tk forex mein ap mehnt ni karein gy ap successful ni ho sakty hain ap ek achy trader ban sakty hain . mehnat krna bhut zaroori ha ap ko kamyab hony k ly.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex ko easy na samjhein.

                      assalam walekum Forex member agar aap Forex ko serious Nahin Lenge aur Forex ko easily samjhenge to aap kabhi bhi Aage Nahin badh sakte hain Kyunki Pak Forex form Duniya Ka best online business hai hai to isko majak samajhna Na Hamare Liye Ye galat sabit hoga aap ismein experience aur aur knowledge ke sath kam Karen isko proper Waqt den agar aap is mein mehnat ke sath kam Karenge tabhi Aage badh Payenge Hamesha mehnat Ke Siva Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex ko easy na samjhein.

                        Assalam walekum Forex member ji han Forex ko Aasan yah easy mat samjho agar aap Forex ko majak samjhenge to aap ismein Hamesha nakam Honge aur aapko loss Kasam Na Hoga isliye agar aap Forex ko Ho Yara Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko Forex Mein mehnat Karni Hogi aur aap ko isko serious Lena Hoga agar aap Forex ko serious Lekar kam Karenge tab hi Aage badhenge Hamesha mehnat Karne Wale Kabhi Bina Kam Nahin Hote isliye aap experience or knowledge ke sath kam Kiya Karen
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex ko easy na samjhein.

                          Forex trading es very difficult method of earning agr es men zati investment ki jay to ye bht khatarnak business h aur agr es men forum sy bonus sy kam kya
                          jay to b ye asan nh lkn forum sy ye hota h k hmari mehnat zaya hoti h es lye es lye Forex trading ko asan nh smjna chahye ye bht mushkil kam h jis men
                          earning krny kelye proper alert rehna parta h aur market k sth jura rehna parta h .
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex ko easy na samjhein.

                            G han forex forum pay kuch step asy hein jo boht easy hein or asani say samjh aajaty hein or kuch steps asy hein jis ko samjhny k loye learning acho honi chahiye phr b unko easy nahi samjha ja skta kuch method is ma difficult hai or samjhny ma b mushkil hoti hai is loye soch samjh k sath kam krna chahiyr
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex ko easy na samjhein.

                              ji dear sahi kaha hay k forex ko bilkul bhi easy na samjhyn balk is ko achy se samjh kar is main kaam seekhyn jab ham is ko bahut hi asaan samjhyn gy to is se ham kuch bhi learn nhn kar sakyn gy aur agar is ko bahut tuff layn gy to bhi ham kuch nhn seekh sakty hain.Forex ko agar ham easy layn gy to is main kuch bhi invest nhn kar sakyn gy aur na hi kuch earn kar sakyn gy yeah seekh nhn sakyn gy to phr ham ko na hi kaam aye ga aur phr na hi ham profit earn kar sakty hain.is liy ham ko chahiy k ham is ko achy se bahut hi samjh kar seekhyn aur faida hasil karyn..........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex ko easy na samjhein.

                                Assalamu alaikum ji bhaiya bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki agar aap Forex trading co easy lenge to aap kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte jis chij ko bhi aap please hi lete Hain to vah chij hai aap kabhi bhi acche tarike se nahin kar sakte isliye proper market information hasil Karen aur market information Hassan karne ke bad hi trading Kavita kya kuch kar sake

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X