Dear friends Allah tala full logon ko kamyab karta hai apna Kam Dil lagakar karte hain aur dusro ki madad karte hain Allah tala unko kamyab karta hai jo insan dusron ki madad karta hai agar vah dusron ki madad nahin karega to Allah tala unko mein kam kar dega aur mein kam hai use insan ke mukaddar mein Ban jayegi hamen chahie ki Ham jyada se jyada dusre logon ki madad kar sake ok hamara insaaf Allah tala ke yahan hai thank you
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим