Apni threads mai improvement laye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni threads mai improvement laye
    Assalamo o alaikum dear user and members
    Ham apni threads ko improvement kr k hi agy bhar skty hai or acha earn kr skty hain yh at form bhut earning de rha hai ahmmy issue bharpor feda utha skty hain yh earning platform hai is mai ham trdae kr k bhi kama skty hain bss ham apny threads ko improve krae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni threads mai improvement laye

    ji bilkul main aapki bahut se hundred percent agree karta hun aapane bahut acchi baat ki hai ham Apne threads ko improve Karen Apne kam ko jitna best short building ke sath are present karenge hamen utna hi jabra acche profit bahut achcha bonus mil sakta hai aaj ki buri station se bachne ke liye aur apne loss ko cover karne ke liye dedicate hokar kam Karen continues to continue Apne continue hokar kam ko jari rakhe ram Charan ke sath mere jyada se jyada mami share Karen aur chijon ko sikhen pradan Karen
    • #3 Collapse

      Re: Apni threads mai improvement laye

      Assalam walekum ji my Forex form ky member ummid karta hun aap sab khairiyat se hongeji agr hm Pakistan forex form mein kam karte Hain to Ham ji Bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agar Ham is Pakistan forex form ki platform main Kam kr rahy hn to hm ko chahiye kh hm Jo apna Kam karty hn jo hamra task hm ko diya jata hi hm is ko complete karn or phly jb hm is main posting karty hn jb hm new member hn osbky bad jb hm kouch arsa as platform main kouch time dn gn to phr jb hm apni posting krty hn to hm ko cahiye kh hm apny posting ki jo quality hi is ko put hm improve krn agr achi quality ki posting ho hi to acha bounce mil sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Apni threads mai improvement laye

        ji han bilkul hamen apne threads Mein improvment lani chahie Hamari informative aur knowledge wale Threads honge an Mein achcha knowledge hoga tabhi Ham Forex Mein acche kamyabi Hasil kar sakte hain aur achcha bonus bhi Hasil Kiya ja sakta hai hamen chahie ki Ham mehnat Karen aur Dil lagakar Forex Mein apna Kam Karen
        • #5 Collapse

          Re: Apni threads mai improvement laye

          jee haan apne theek kaha thread mein improvment lana bht zarori hy i hm is business me aik acha trader bn skaty hain or is business se hm achi learning kar k apni dreams ko b asnai se pora kr skaty hain or hmen is business ki achi learning demo account se b hasil ho jati ha or is tarah b hasil ho jati ha
          • #6 Collapse

            Re: Apni threads mai improvement laye

            jeee haan thread mein improvment lana bht arori hy forex mein tab he successful hota hai jab wo diaily es mein practice karta rahay kiyon k ye business he asa hai es mein experience hona lazmi hai jab hume is kaam ki achi learning ahsil ho jati hai us ke baad hum kafi had tak ache trader ban jate hain......
            • #7 Collapse

              Re: Apni threads mai improvement laye

              Assalamu Alaikum defend aapane bilkul sahi Kaha Main Forex forum Mein aapane post aur trading Mein improvement lion Jyada Se Jyada mistake se improve mental Karen mistake forward kar Itni Jyada mehnat Karenge Itna Jyada Mein fayda Hoga aur ham Kamyab sakte hain Kyunki Ek bahut hi Achcha online trading business hai ismein bahut acchi aur kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Apni threads mai improvement laye

                Assalamu Alaikum their member are you aapka Riyaz Honge Pakistan per Swami Hamen chahie Kamre Mein enchancment lion aur acchi aur Karate wale Tere Dar per share Karen Hamesha yah kam Informatics crimson share Karen aur jo log Ladka Achcha reply Dete Hain unko Jyada Se Jyada thanks Milte Hain aur vah Achcha kar sakte hain isliye Agar Ham bhi chahie To Ham bhi achcha earnings Aasan kar sakte Hame chahiye kya minut ke sath kam Karen Ramnagar Se Jyada time for instance lagaen Jo log Mera to karte hain unko Unki Mera to shela Jarur Milta Hai Unki Mera Kabhi Nahin jaati vah Ek Din Jarur kamyabi hote hain Agar Ham bhi Mein Raat Karenge To Ham Bhi Ek na Ek Din Jarur Kamyab Honge aur Achcha income cancel kar Sakenge ji han apne bilkul sahi baat Kiya aapse chatting mein hamen enchancment Lani chahie itni Dada Ham apni buying and selling mein enchancment lekar aaenge Ham itna jyada hello aap se kam tu aisa kar sakte hain agar Ham apne pairon mein enchancment nahin lenge to Ham kabhi bhi ka important aap nahin ho sakte foreign exchange buying and selling mein kam karna hai to hamen uske liye apni buying and selling mein enchancment lekar aani chahie jitne jyada Ham apni buying and selling enhance karenge Ham apne itna Sara hello kamyab ho sakte hain agar Ham apni strolling mein ek Hi subject matter yad karte hain aur ek ka pita par baat karte hain to usse Ham sabhi apni chatting ko enhance nahin kar sakte foreign exchange buying and selling mein kam karne ke liye jaruri hai kya Ham apni buying and selling co enhance Kare jitna Dada Ham apni buying and selling co enhance karenge Ham usmein itna radhe kamyab ho sakte hain isase hamesha hello kya Ham foreign exchange buying and selling mein apni buying and selling co enhance carata ki hamen jyada kam hai abhi ho aur ham jyada acche se kamyab businessman Ban saken karne ke liye hamen nahin chahie knowledgeHam jite Dada new unhappy nachenge foreign exchange buying and selling mein kam karenge Ham usne itne shaadi kamyab ho sakte hain aise hamesha hello kya wooded area sadi mein jyada mehnat Karen Ham jitna jyada mehnat karenge Ham usne itna jyada hello kamyab ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Apni threads mai improvement laye

                  G han har kisi ko chahiye k apni threads ko improve kry or jo different pr unique threads hun jis ma information ho wo thread lagai jaye har bar ik jasa na lagya jaye is trha say ik e bat ko share kr kr likh likh k insan boore ho jata h or kuch different count ni hota h postt ki quality achi bnati h agr thread achi ho to
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni threads mai improvement laye

                    jee haan apne theek aha thread mein improvment lana bht zarori hy acha knowledge ho ga wo es business ami boht acha earn kar k apnii life ko enjoy kar skta hy es liye ap ko es mai tension lene ki baat nhn hy bas ap learning karo aur apne mind k hisaab se acha kam karo ta k ap enjoy karo es kam ko.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni threads mai improvement laye

                      jee haan i am agree with you ap forex ko ache se samjh ke sikh ke trading karenge tu apko us se bohat faida hoga.ap achey trader banane ke liey experience is most important experience is most important forex is best business in the world forex trading ke business mi ak acha trading mind must hona lazmi ha jo ke ak sabar wala and cool mind ho and trader mi wait ker ki pherbhor himmit ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni threads mai improvement laye

                        Ji han bilkul aapane theek ka hai main thread mam improvement leni chahie Tha ke hum acche aur informative thread share kar sake Ijjat Nahin acchi Hamare quality wali informative Rider post share Karenge utna hi Aane Wale new members Ke Liye fayda Hai unko Unka knowledge increase hota hai aur jo log mehnat Karte Hain Kaun ki mehnat Ka Sila surur Milta hai agar Ham bhi mehnat Karenge To Ham Bhi Ek na Ek Din Jarur Kamyab Honge aur Achcha profit Hasil kar Sakenge isliye main chahie ki Ham lagatar mehnat Karen Dil Laga kar kam Karen Lagane ke sath kam Karen Jo log Karte Hain Ki Main To Kabhi Nahin vetan Ek Din Jarur kamyabi hote hain aur Achcha profit Hasil kar lete hain isliye Hamen Hain Soch Samajh Kar kam karna chahie aur planning ke sath kam karna chahie tha ki Ham Kamyab ho sake aur accha profit gain kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni threads mai improvement laye

                          G hm starting ma nahi smjh paty k hmain kis trah ki thread or posts krni chahiye hum kuch mistakes bhi kr jaty hain phr hmain un mistakes sy seekhna chahiye k kis trah hmain posts krni hain thread krni hai or un ma improvement lani hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni threads mai improvement laye

                            g haan hamin agar achha profit chahay to hamin thread par improvment krna ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              1. Introduction


                              Trading ki duniya mein apni threads mein improvement lana har trader ke liye zaroori hota hai. Jab aap apni trading strategies aur threads ko behtar banate hain, to aap ki kamiyabi ke chances bhi barh jate hain. Har trader ko chahiye ke wo apni performance ka jaiza le aur dekhe ke kahan wo behtar kar sakta hai.
                              2. Threads Kya Hain?


                              Threads ka matlab hota hai aisi strategies ya patterns jo aap trading ke doran istemal karte hain. Ye patterns aapko market ki movement samajhne mein madad dete hain aur aap ko profitable trades lene ke liye guide karte hain. Har thread ka apna ek maqsad hota hai, chahe wo risk management ho ya market ki trend ko samajhna.
                              3. Improvement Kyu Zaroori Hai?


                              Trading ek dynamic field hai, jo hamesha tabdeel hoti rehti hai. Market ki conditions, economic factors aur news events se trading strategies par asar padta hai. Is liye, apni threads mein improvement lana zaroori hai taake aap market ke har pal ke sath adjust kar sakein.
                              4. Apne Performance Ka Jaiza Lena


                              Apni trading performance ka jaiza lena aapko ye samajhne mein madad karta hai ke aap ki strategies kahan kaam kar rahi hain aur kahan nahi. Har trade ke baad, aapko dekhna chahiye ke aap ne kya sahi kiya aur kya galat. Is process se aap apne kamzor points ko samajh kar un par kaam kar sakte hain.
                              5. Feedback Lena


                              Feedback lena bhi improvement ka ek zaroori hissa hai. Aap apne peers ya mentors se feedback le sakte hain. Ye feedback aapko naye nazariye aur techniques seekhne mein madad karega. Is se aap apni trading ko behtar banane ke liye naye ideas hasil kar sakte hain.
                              6. Market Analysis Ki Ahmiyat


                              Market analysis karna har trader ke liye fundamental hota hai. Technical analysis ya fundamental analysis ke zariye aap market ke trends aur movements ko samajh sakte hain. Is analysis se aapko ye pata chalega ke kis tarah ki trading strategies aapko behtar results de sakti hain.
                              7. Risk Management


                              Risk management apne trading threads ko improve karne ka ek ahem hissa hai. Har trade ke sath risk ko manage karna aapko potential losses se bachata hai. Is liye, apne risk management strategies ko behtar banane par focus karna chahiye taake aap apne capital ko protect kar sakein.
                              8. Trading Plan Banana


                              Ek effective trading plan banane se aap apni strategies ko ek structured format mein la sakte hain. Is plan mein aapko apne trading goals, risk tolerance, aur entry-exit points shamil karne chahiye. Aik clear plan hone se aap disciplined rehte hain aur emotions ko trading se door rakhte hain.
                              9. Emotional Control


                              Trading ke doran emotions ka control rakhna bahut zaroori hai. Jab aap emotional decisions lete hain, to aap ki trading performance kharab ho sakti hai. Is liye, emotional control ko apni threads ka hissa banana chahiye. Meditation ya deep breathing techniques istemal karne se aap apne emotions ko manage kar sakte hain.
                              10. Continuous Learning


                              Trading ek aisi field hai jahan aapko hamesha seekhte rehna hota hai. Books, webinars, aur online courses ka sahara le kar aap naye concepts aur strategies seekh sakte hain. Continuous learning se aap apni trading skills ko barha sakte hain aur behtar decisions le sakte hain.
                              11. Networking


                              Networking bhi trading mein improvement ke liye zaroori hai. Jab aap dusre traders se milte hain aur unse ideas share karte hain, to aapko naye perspectives milte hain. Aap forums aur social media groups mein shamil ho kar naye contacts bana sakte hain.
                              12. Strategy Testing


                              Aapki trading strategies ka backtesting aur forward testing karke dekhna bhi zaroori hai. Backtesting se aap ye jaan sakte hain ke aap ki strategies past data par kaise kaam karti hain. Forward testing se aap real market conditions mein un strategies ko test kar sakte hain.
                              13. Tools Aur Resources Ka Istemal


                              Aaj kal trading ke liye bohot se tools aur resources available hain. Trading platforms, charting software, aur analysis tools ka istemal karne se aap apne trading threads ko improve kar sakte hain. Ye tools aapko market ko samajhne mein aur behtar decisions lene mein madad karte hain.
                              14. Conclusion


                              Aakhir mein, apni threads mein improvement lana ek continuous process hai. Ye aap ki dedication aur commitment ka imtihan hai. Jab aap apne performance ka jaiza lete hain, feedback lete hain, aur learning par focus karte hain, to aap apni trading ko behtar bana sakte hain. Trading ek journey hai, aur is journey mein improvement laana aap ki success ka raaz hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X