Forex trading mein konsy indicators sb se zyada faiday mand hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein konsy indicators sb se zyada faiday mand hain?
    salam members achi trading krny ky liye kya forex indicators ko smjhna lazmi hai?
    agr hai tou kon sy indicators sb sy achy hein apni raye ka izhaar kijiye shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein konsy indicators sb se zyada faiday mand hain?

    Walikum Asalam
    bro treding mai indecator use karna sy apko nuqsan hoga q k indecator candel bany k bad he move karta hai.
    or agar ap ber b use kaena chaty hai tu MACD or Valume use kar sakty hai.
     
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein konsy indicators sb se zyada faiday mand hain?

      Assalam o alaikum dear frnds indicators ko bht importance hasil ga forex trading ma agr indicators ko importance nae den to ap nuksan ko sakta ha is lye hamen chahih k indicators ko follow Karen kun k jb bhi ap trading start Karen indicators ko watch Karen indicators ko kbhi bhi avoid nae krna chahih kun k apko us k bht Sara disadvantages ka samna krna parh sakta hai is lye apko chahih k ap ziada sa ziada mehnat Karen taka kamiyab ho saken
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein konsy indicators sb se zyada faiday mand hain?

        dear hamain forex main learning karin gay tohe hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai hamain forex main dilsay or lagan say he hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein konsy indicators sb se zyada faiday mand hain?

          walekum assalam ji bhaiya aapane bahut hi achcha question poochha hai iska jawab yah hai ki Forex trading mein Jo bhi indicator hota hai sare indicator hi acche hain lekin aap agar koi bhi indicator istemal karna chahte hain to usko sabse pahle demo account per reply kar le kyunki agar aap demo account per usko apply karenge to aap ko pata chal jaega ki vah indicator kitne percent theek kam karta hai aur aap use hisab se trade karke acche se achcha profit Kama sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein konsy indicators sb se zyada faiday mand hain?

            Forex mai bohut sy technical chezein hai jo hum platform par dekhty hai har cheez ka apna use hota hai aur har koi apny leye use karta hai. Lekin sirf indicator ko dekh kar trade nahi le ja skti balky isky leye hum pehly khud analysis karni hogi aur osky bad indicator ko dekh kar signal lety hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein konsy indicators sb se zyada faiday mand hain?

              Forex men baohat satay indicator use ho raha hotay hen in men chand indicator ya hen leading and legging indicator, pivots points jab bi indict use kren to 2 ya 3 indicators use kren agr ya ak dosaray ko confrm kr len to deal kr Lani chahy r agr ya ak dosaray ko conform na kren to deal ni krni chahy
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein konsy indicators sb se zyada faiday mand hain?

                Indecators Candle k Chanlny py banty hai apko tech nical analysis py chalna chaheye wo apko acha profite dy sakti hai indecators ko follow karna aksar loss k taraf jana hota hai,.
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein konsy indicators sb se zyada faiday mand hain?

                  Forex trading mai market ko samhjny or Entry layny k liay bht sy indicator hain bht zayda even k kush trader expert nay to apny personal indicators bhi banaye hain jo k paid indicators hain laken in sub ka koe faida ni hain trading jitni zayda without indicator or clean and neat chart k sath analysis kar k trading kary gy utni effective or resulted hogi . Laken phr bhi analysis ki help kliay agr kisi indicator ko use karna hain to RSI or MA use kary jo bilkul free of cost hain or most common used indicator hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X