Loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay
    Dear brothers forex trading aik online business hey iss men loss aur profit hota rahta hey kiun k yeh business ka hissa hey iss liay hamen loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay balkay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay

    Ge dear pyaary Forexer loss mein hamy pareshan bilkul Nahi hona chye or apni loss ki wajohat ko talash Krna chye or Usay theek krnay ke Lia mehnat Karni chye online business main ye SB chalta rehta hai esi Lia sabr SE kaam ly or profit mein ap log zada Khush na ho Balky or zada behtri ke liye koshish kary ta k or zadaacha profit le sakein ap to SB SE phlay ap ny ghabrana Nahi hai
    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
    • #3 Collapse

      Re: Loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay

      G dear member sahi kaha aapne ky trader ko loss hone ki sorat mein kabhi bhi preshan nahi hona chahiye kyo ky loss basically show karte ky trader apni best try de raha hy or agar trader ko profit ho jaye tou khushi na kare kyo ky isy overconfident ka factor apna role play karta hy or trader apne mind ki sahi soch ko galat direction mein ly jata hy. Dono conditions trader ky liye dangerous hain isliye trader ko achi soch or meyana rawi ky sath trading karni chahiye taky confidence stable rahe or skills mein improvement hon taky long term survive or earning karna possible ho.
      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
      • #4 Collapse

        Re: Loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay

        hamain is k bary main practice karn ho gi aur har jeet tou sath sath hoti hai so hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achy say trader baan sakty hain but hamain chahye is k bary main practice karna ho ga tab hi hum run kar skaty hain but hamain is k bary main pahly leanring karni ho gi tak earn karny k kabil hon gay tab hi hum acy say trader ban skaty hain practice kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain is k bary main planing karni ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay

          Assalam walekum ki aap log khairiyat se Honge aapane bahut hi Pyari baat ki hai main aapki baat se agri hun main aapki baat Se Mat fenko this is a very good question for Forex members loss Main Pareshan aur profit mein jyada Khush Nahin Hona chahie Jo log loss Main Pareshan Ho Jaate Hain Baat Ko mind kar Jaate Hain jaldbaji ka Jaate Hain vah Log Kamyab Nahin Hote aur jo log Thode Se Hi profit mein ho Jaate Hain bahut jyada Khushi karne ka izhaar Karte Hain vah Log production Kamyab Nahin Hasil kar sakte aap Logon chahie kya kar aapko loss hota hai to aap usmein Jyada Pareshan mat ho ja Agar aapko profit hota hai to aap se jyada Kuchh Bhi Mat Hogi Kyunki aap Logon ki ko aapke Forex ko aapke platform Ko Kisi Ki Najar Bhi lag sakti hai isliye aap Logon Ko chahie ki Sabar aur jaldbaji
          • #6 Collapse

            Re: Loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay

            Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi Kaha ke a prophet Se Jyada Kuchh Nahin Hona chahie Kyunki Jin par Jyada arooj Aata Hai UN per Sawal bhi Aata Hai aur Las ki vajah se a Pareshan bilkul Nahin Hona chahie Kyunki Business mein nuksan uthana padta hai zahir hai jb business Shuru Kiya Hai to usmein nuksan bhi Uthana Padega business ke liye Jyada parafit Ko Nahin dekhna chahie yah las Ko Nahin dekhna chahie Kyunki Business mein loss r parafit ata rehta hai r ye business ka asool hai Agar Ham Forex mein profit ke lalach Mein Aakar kam Karenge to sahi tarike se Kam Nahin kar Payenge Kyunki lalach Buri chij hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay

              Jungali Jab Hamen profit Hota Hai To Hamen Khushi milati Hai Aur Hamen Khush Hona bhi chahie Jab aapko aapke worker reward mil raha hota hai to aap koshish Karte Hain Ki use bhi Pahle Se Jyada mehnat Karen reward Hamesha Insan ko motivation Deta Hai reward milane se Ham motivate hota hai kam ko karne ke liye Jab Hamara loss hota hai To Hamen Thodi Si tension hoti hai but loss ko Hamen Ham Hamesha analyze karna chahie usse learn karna chahie ki Humne Kahan kahan per mistakes Ki Hai Jab Ham yah chij karte hain aur loss ko Samne rakhkar land karte hain usse sikhate Hain To Hamen yah next time trade karte hue fayda De Diya Hai Hamen Hamesha Galti hi sikhate hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                Dear brothers forex trading aik online business hey iss men loss aur profit hota rahta hey kiun k yeh business ka hissa hey iss liay hamen loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay balkay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
                Ji han dear hamen lost hone per pareshan Nahin Hona chahie kyunki agar aap aapko loss ho jata hai to aapki apni galti ki vajah se hota hai hamen jyada profit hone per bhi kuchh Nahin Hona chahie kyunki lost per prophet donon is business ka hissa hai
                • #9 Collapse

                  Re: Loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay

                  Lose and profit its part of life to is sy kabi pareshan nahi HONA CHAEAY q k business ma ye dono kam hoty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss men preshan aur profit men ziyada khush nhi hona chahiay

                    dear friends of difficulty ka hai kya hamen loss mein pareshan nahin hona chahie aur ham log se pareshan honge to hamare andar ka ek jawab vah Tut jaega jiski vajah se Ham kam karne mein bahut mushkil pesh aaegi aur hamare andar ka just for jajba khatm ho jaega aur ham nakali ki taraf chale jaenge jiski vajah se hamen apne profit mein loss hogaagar hamesha yadav profit mile to use jyada khush nahin hona chahie loss convert ho sakta hai hamen apni Man ko chahie rakhna chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X