Re: Himat se kam kray
asalam o alikum.ji friends humen har kam aur business start karny kay liye sab sy pehlaa kaam humein himat aur tahamul sy lena chahiye keun keh jald baazi sahi kaam ko bhi ghalat kar deti hai isi liye shoru sy hi himaat aur samjh boojh aur achi trah seekh key hi kaam start karein taa keh aagy jaa k mushkil naa ho har kaam achi koshish aur learning mangta hai isi liye sb sy kuch na kuch naya seekhien aur uska sahi use karein tou hi kamiyaabi ki traf jaa sakty hain himat mehnat aur lagan sy hi hum kamiyaab insaan ban kr duniyaa kay samny aa sakty hain aur ek achaa maqaam hasil karny main kamiyaab ho sakty hai.thanks

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим