importance of hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    mere khayal se hedging ziada benefit nahi daiti hai kyun kay iss tarah aik trade toh profit main jati hai magar dosri trade sath loss main bhi jati hai islye humain chahye kay apni trades ko trend kay mutabik lagain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ji han hedgin ki technique us waqt use ki jati hy jab aap loss main ja rahay hon aur aap ko market key trend ka na pata ho keh agey kia hona hy. Is leye aap hedging wali technique use kartay hain. Aur jab market ka trend wazeh ho jaye to phir aik lot ko close kar detay hain.
       
      • #48 Collapse

        hedge aik currency pair ko osi trah ki currency pair sa ki jta ha jis k tehat 2 currency pairs aik increase hta ha dosra decrease hta ha . or pis ko mainatin or loss ko km krna ka lia ki jta ha
        • #49 Collapse

          well, hedging ki strategy waqai main hamare liye bohat usefull hoti hai trading main lekin is technique ko wohe traders apni trading main apply karte hain jinhain market ko handle aur uski situation ko manage karna jante hunge aur unhain full experince hoo market ka kiun ke is main yeh advantage hai ke hum aik pair pe 2 order place karsakte hain aik buy ka aur dosra sell ka market ki movemnt ko dekhte howe, agar hamara aik order loss main jara hota hai to hum apne dosre order ko close kar ke pehle wale se profit gain karlete hain lekin iske liye market ki proper learning aur analysis ko samjna bohat zarori hota hai tabhi ap success hasil karsakte hain.
          • #50 Collapse

            hedging b trading mai bht mofeed ha hedging ka hamain ya faida hota ha k agr hamari aik trade minus mai ja rahi ha to hm osi par aik or trade laga dain to woo plus mai jana shoro ha jae hi is tarha hamara acccount hedg ho jae ga
            • #51 Collapse

              bhai aap ka bhot shuriya aap nay ye aat meray sath share kar de me kafi dino say isi baat ka matlab talash kar raha tha.mjhay aj aap nay ye techniq bta kar bhot he acha kya hai.
              • #52 Collapse

                Hedging asal main account controlling k liye use hota hai matlab k agar hum se aik trade buy main wrong open ho gaey hai aur agr hum is trade k against trade open na karin to account khatam ho jaey ga to phir account ko hedge kia jata hai aur mehfooz banaya jata hai.
                • #53 Collapse

                  forex trading me hedging ek technique hai jo boht se traders market trend ko smjhny k liye use krty hen .. hedging me traders buy aur sell dono ki trades ek hi time pay laga dety hen aur phir agr market for example continuously opar ja rahi hoti hai to ek trade band kr dety hen aur dosari lagi rahti hai .yes dear i think that forex trade is the short cut oto success and we all can be succeeded in forex trading of you will try your ebst to take more and more earning from forex ttrading and to be a successful trader in this sbueinss .
                   
                  • #54 Collapse

                    hedging aik achi method hai trading main but is ko handle kerna bohat muskal kam hai is maij her khoe trader sucess nahe pata loss be ho skat hai is method sy but ager khoe handle ker skata hai tu per profit he hai
                    • #55 Collapse

                      hedging mai basically hota ye hai ke app do order aik sath open kerte hai buy or sell ka aur is se pata chalta hai ke market kis direction mai ja rahe hai.ye on logo ke liye bhi hai jin ko trends pata lagane mai mushkil hote hai.thanks,.
                      • #56 Collapse

                        hedging ek achi strategy hai aur me nay
                        khud isay use kya how ahauar is nay zyada
                        bar kaam b kya hai lekin ye kuch bar hame
                        dhoka b de jati hay...
                        • #57 Collapse

                          hedging aik teqnique he jiss se hme loss hony k chance kam hoty hen iss lie hm issy use krty hen forex hamari facility k lie hme ye y technique deta he taa k hme loss kam se kam ho or ham zyada sezyzda profit gain kren
                          • #58 Collapse

                            G dosto Hedging is very good technique in forex.By using the Hedging method we can earn a lot of money.Every trader must use Hedging technique.Is mai hum Buy and Sell same time lgatay hain aur jis say humai faida hota ha usay close kar daitay hain ya market usay close kar daiti hai jaha tak hum nay bids rakhi hoti hain.
                            • #59 Collapse

                              forex trading me hedging ek technique hai jo boht se traders market trend ko smjhny k liye use krty hen .. hedging me traders buy aur sell dono ki trades ek hi time pay laga dety hen aur phir agr market for example continuously opar ja rahi hoti hai to ek trade band kr dety hen aur dosari lagi rahti hai .. yes dear i think that forex trade is the short cut oto success and we all can be succeeded in forex trading of you will try your ebst to take more and more earning from forex ttrading and to be a successful trader in this sbueinss .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                App ka account per loss karne ke bad wash hune lage tu app ko is main kuch account main hedging karna hi acha rehe ga aur app ko jab market ke trend ka pata chal jye tu app ko is main apne hedging ko tor kar trade ko open rehne dena ho ga per app ko is main kuch experience ho aur app ki practice bhi ho .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X