What to do after loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    hahaaha jab aap ko loss ho jay to aap ko dobara post karna chaiye or phir trading karni chaiye agr profit na ho to samjho aap ki luck nai hay earning ki aap koi or kam shuru kar lo agr aap learn kar lo then aap earning kar saktay hain ,,,,,,,,,,,,,,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      loss hony ky bad gussa to atta hay magar acha trader wohi ban sakta hay jis ko samajh aiya ky us ky loss ki waja kia thi kis layia us ko loss hoia ji galti ki waja sy us ko loss hoia wo galti trader dobara to nei kary ga
      • #258 Collapse

        Agar apko loss ho jay tou iss mein dissappoint hony wali koi baat nhe balkeh us loss ki waja maloom kren aur next time repeat na kren. Agr ap loss ki waja se trade chorh dety hain tou iska matlb hai ap boht kamzor hain agr isi tarah mayoos hoty rhen gy tou kbi kamyabi nhe mily ge.
        • #259 Collapse

          Mery dost agr kbhi aap ko loss ho jaye to mayoos mat hoona kiun ka forex 1 busnies hai aur busnies hai hi profiit aur loss ki game tou agr aap mayoos ho kr haar jayn gy tou mazeed kaisy earn kryn gy aap ko chahiye k aap again koshish kryn aur apni ghaltion se kuch seekhyn....
          • #260 Collapse

            bahi hum ko trading mein loss kio hota hy ye important swal hy kio k hum ko is bat pe dehan dena chahye k loss ho kio raha hy is mein hum ghalti karty hen to is mein trading loss mein jati hy aur ager hamary pass is ka knowledg nahi hy to bhi is mein hum ko ko loss hota hy to hum ko is mein knowledg bana'na chahye ta k loss na ho.
            • #261 Collapse

              Dear best way ya hai ka loss ka bad hamy apni trading ko kuch time ka liya ruke dana chaheya because loss say sirf hamri investment waist nai hoti bulka loss say ham learn karna ka be moka melta hai ka nest time trading ka duran ham ya mistake again repeat na kare.
               
              • #262 Collapse

                dear loss profit har business me hota ha but ye ak best onnline business hai is par bht kum log loss krty hai wo bhi apni mistake ki waja se agar koi mistake nhi kry ga loss bhi nhi kry ga............
                • #263 Collapse

                  after having loss we need to relax our selves. loss ke baad pehli cheez jo zehan main ati hai wo yahi hai ke hum iss loss ko jald se jald recover karein kisi bhi tarah. uss loss ko recover karnay ke liye hum zayada se zayada new trades open kartay hain aur different pairs main apni trade try kartay hain lakin phir bhi loss hi hota hai. kyun ke hum sochay baghair trades open kar detay hain.
                  • #264 Collapse

                    bhai mujhy loss hota hai to mai to trades ko chor deta hn aur phr kuch dino ka bad trade start krta hn. kiun k agar ap har jye aur apko zyada loss ho jaye to ap ko foran trade nahi krna chahiye kiun k ap emotional ho jaty hai aur apko zyada loss ho jata hai..
                    • #265 Collapse

                      i think after the loss we should note the mistakes that we have done in the forex due to which we have done the loss in the forex we should do the effort for the mistakes and try to not repeat the mistakes again
                         
                      • #266 Collapse

                        well mere dost Forex main jab app business karny ka sochain tu app k demagh main ye bat lazmi honi chahiye k ye ek risky business hai r is main loss kafi ho sakty han,losses ko rokny k liye app ko chahie kafi sara knowledge r bar bar trading ki practice q k practice make man perfect.
                        • #267 Collapse

                          its a business dear and business tu nam he profit and loss ka hai. forex main jab loss hota hai tu ziada tar apki apni ghalti sy he hota hai tu apko loss k bad disheart ni hona chahiya aur apni ghalti sy learn karna chahiya
                          • #268 Collapse

                            kehta ha . Jub kamyabi mela tu isko damag mien jaga na do aur jab nakami mela tu usa dil mien jaga mat do. loss aur profit ye forex trading ka hesa haa , Koi b trader sirf win ni kar sakta Lose b hota e ha islya agar loss ho jya tu hemat ni harni chya , Trading karna k lya Risk risk &reward ki Taleem buhat zoori ha. Jub apko loss ho tu loss ko welcome kara aur phir new oppertunity ka lya work hard kara . agli kamyab mien apka loss reocver ho jya ga :D
                            IF anyone want to earn 1000 pips/day Contact me. NO Joke !!!
                            skype :mypasa.net
                            • #269 Collapse

                              wese tu aam tur pe mujhe jab bhi lose hota hai mein beth ka dekhta hoon ka ghalte kahan hue hai mujhe sa or daily ka target bhi kharab hojata hai pher koisish karta hon ka next day lose ko cover karlon wese lose bhi bht kch sekha kare jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                After lose planning

                                Agar kisi bhi wajha se ap ko ya kisi ko bhi koi lose hoa he forex me to is me ap ki koi nakoi ghalti zaror hogi is liy ap ko chahiye k ap apni pichli ki gai ghaltiyon ko check kren or us k bad ehtiyat se apna work karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X