Forex main jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    geha forex ma as karo ga to ap kolsss ho ga is ma boht dahn sa kammkara hota ahja is ma kamkar ha to ap ko demo account ma kamkarn ho ga sab is ma boht pisa kamt ha ya kam ha he pisa val kam boylt ha sab is ko
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      apka sawal mein ik sawal ha koi bi kam kara jald bazi mein kia hota ?? forex main jald bazi se buhat ziada nuqsan ho jat hai aap ko forex trading main jald bazi nahi krni chaye jald bazi se kiye gaye kaam se only loss hota hai or khas toor pr tu forex main jald bazi nahi krna chaye its total technical business hai jin=s main aap only learn or practice se inter ho jao u got screwed big time
       
      • #303 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
        Mere khayal main forex main jald bazi k liye koi jaga nahi hai. Agar aap apni trade main risks calculation or money management kiye beghair kuch bhi invest ker dain ge to ye cheez aap ke liye yaqinan nuqsan dey ho gi so her decision soch samajh ker lain.
        powerful question dear brother who is forex may agar successed hona hai tu ik hi point par ziyda mind ko who hai wait wait may raha karo brother har ik time wait karo gay tu success ho gay agar wait nahi kar saktay ho tu loser ho gay only our success ko bahot ziyda pehcay choor do gay brother forex sub kuch manti hai ik us ko nahi manti hai jo market ko repect nahi day ga
           
        • #304 Collapse

          forex main jald bazi main buht nuqsan day sakti hy iss main hamain buht zyada soch samajh kar trade karni parti nai to loss ho loss hota hy
          • #305 Collapse

            jee my dear ap ke bath sa agree karta ho ky ap ko forex me trading karty hova koi jald bazi nahi karnhy chay balkhy ap ko aik dission souch samjh kar lana chay our pher jha kr ap ous par practical karhy
            • #306 Collapse

              jald bazi sirf forex main nhi balke her kam main jald bazi nuqsan deh he sabit hui hai mere liye, jald bazi wese bhi nhi krni chahiye kisi bhi kam main kya pta apko thora wait kr k bht asha faida mil jaye
               
              • #307 Collapse

                Je haan forex main jald bazi sy wakai nuksan hota hai kyonk forex main apko tahammal aur bardasht ka muzahira krna hota hai aur islye apko chahye k apny trading main profit earn krny k liye acha perform krayn takay apko loss na ho aur apko kafi faida mily aur sath main apka experience bhi hota rhay trading main.
                • #308 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Mere khayal main forex main jald bazi k liye koi jaga nahi hai. Agar aap apni trade main risks calculation or money management kiye beghair kuch bhi invest ker dain ge to ye cheez aap ke liye yaqinan nuqsan dey ho gi so her decision soch samajh ker lain.
                  jald bazi factor nhi kerti, Factor kerti he money management and Risk management in 2 chezon pe paya jay to Nuqsaan nhi ho sakta, baaz uqaat jald bazi wali trade pe profit de jati he...
                  • #309 Collapse

                    Dear friend aagar hum forex trading mein jalbazi kertay hein tou humarey ko nuqsaan hota hai aur forex trading mein humarey ko har waqt soch samajh ke trading karni chahiye.
                     
                    • #310 Collapse

                      sahi kaha ap nay frnd k hamay jald bazi nahi karni chahiye hamay aram sy kam karna chahiye ta k agay koi masla na ho saky is liye aram sy kam kary frnds
                       
                      • #311 Collapse

                        bro forex trading m jaldbazi ka boht big loss hn .is sy hum kabi bi success trader ni bn skty .jaldbazi humri boht big enemy hn ik business man ky lie .jb humy profit ho rha tu hn tu hum apny emotions ko control ni kr pty or pir humy loss hona start ho jata hn
                        • #312 Collapse

                          forex chonky risky market hy jis me kese bhe mistake se loss hosktyi hy. Esly jald baaze se order lagny par kese bhe type ka risk apko laheq hoskti hy. Esly trading ko bilkul ek clear mahol and calm mind se kerna chahey jis me apke mind fresh ho..
                           
                          • #313 Collapse

                            forex mein jald bqzi kq nuqsaan yeh hot hai k app aikmqchi entry point miss ka jatey hoo aur aksar profit ka wait kiya beghair appney trade band kar dethey hoo iab k markwt sirf kuch pips k liya hi app k trwnd k against gayee hoti hai aur is tarah aik din app ka qccount b wawh hojata hai.
                            • #314 Collapse

                              forex trading main agar app jald bazi karain gay to app ko is main nuqsan he ho ga kyu kay forex trading main kabhi bhi jald bazi nai karni chahyeh na he app ko is main trade kko roknay main jald bazi karni chahyeh aisay hamain profit kam he dekhnay ko milta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                han g ye bat to bilkul theik hai ke forex mein agr ap jald bazi karte hain to phr bare loss ke liye ap ready
                                rahe kyun ke jaldbaz insan is mein buht loss kar jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X