Trading mein Kitna loot size use karna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein Kitna loot size use karna chahie
    Assalamu alaikum guys hamen trading karte waqt Kitna load size rakhna chahie guide mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

    Walaikum Salam dear member trading ky waqt lot size ka decision trader ky experience or capital py depend karta hy kyo ky forex apne har trader ko khud ka boss banata hy or decision maker bhi. Bohat traders aise hain jo safe trading nahi karte or small capital hone ky bawajood big lot size lagate taky double ho lakin expectations ky opposite hota or account he completely wipeout ho jata hy. Isliye trader ko lot size hamesha apne experience ky hisab sy lagana chahiye taky achy focus ki waja sy profit earn ho saky or sath mein confidence bhi increase ho.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
    • #3 Collapse

      • #4 Collapse

        Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

        Hmain lot size Apny acount balance k lihaz s use karna chahye agar hamary pas acount balance ziada h to ziada lot size use Karna h or agar kam lot size use karna h to Apny acount balance ko daikhein aesy choty acount balance p ziada lot size ko use kar k khud ko damage na krein
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

          Assalam o alaikum dear friend umeed karta hun k ap khairiyat say houn gay jaisa k ap nay poucha k trading main loot size kitna hona chaiya some time market ki movement unbelievable hoti hai jo hmari soch say bhi ziada up ya down hoti hai jaisa kay pichlay dino main coronavirus ka doraan thi misal ka tor pr crude oil 0 pr aa chuka tha to jmain chaiya k apna experience ka istemaal kartay huay loot lagain aur aapna balance ko bhi mad e nazar rakhain agr loot ziada ho aur loss ho raha ho to jald ji account wash ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

            Trading karte hue lot size hamesha kam se kam rakhen aur koshish kiya kar ek apne kaun volume ke mutabik training Karen kabhi bhi aapko overconfidence nahin hona chahie hamesha confidence ke sath kam Karen aur regular hokar kamperform Kiya Karen hamesha positive rahe hain positively apne kam ko kamyab banane ke liye struggle karte Raha Karen trading mein hamesha apni takat ke musafir trade lagaya Karen kabhi bhi Lal itna Kiya Karen agar aap aur Bada rescue lete hain to aapka kaun ho sakta hai apne account ko jyada loss aur wash hone se bachane ke liye hamesha lot size apne account volume ke mutabik rakha Karen aur stop loss aur take profit jarur use Kiya Karen
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

              dear dosto agar ap forex mai new hain tu ap ko hamesha koi b trade micro lot size ki open krni hai, kiyun kay large lot size ap kay account ko loss ki soorat mai wash kr sktay hai iss liye jb b trade open karain tu lot size chota hona chai, haan agar ap expeirenced trader hain tu ap thora bara lot size b istimal kr sktay hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

                Hum ko agar apny rules k hisab sy chalna hai to hum ko forex main apny account k hisab sy lot size rakhna chahiyenk agarbloss maintrade jae to floating akm ho aur hamara account wash bhi na ho. Thora profit acha hai account wash karny sy
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

                  Lot size Hamesha kam se kam 0.01 and 0.02 Karke aap se Karenge to aapke liye kamyabi lena very very easy ho jaega isliye lot size Hamesha minimum hoga to hamare liye kamyabi bahut acchi Hogi acchi trading Mein Hamare liye kamyabi lena very very easy ho jaega isliye main acchi koshish se Forex Mein kamyabi lene ke liye Achcha mat Lagana Hoga Ham Jab Bhi Aise Karenge to Forex Cruise ke Amitabh Hamare Nahin kamyabi Hogi rules to follow karte hue focus Karte Ho Jab Bhi kam currency trading Karen almost maroge profitable business Achcha fayda dene match Rasta Bata Jaega isliye Hamen chahie Khoob kam Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

                    my dear brother trading Mein lot size select karne ke liye Hamen sabse pahle Apne account balance ko dekhna chahie ki Hamara account balance kitne lot size Tak bardasht kar sakta hai aur sath ke sath Hamen risk management Bhi Apne mind Mein Rakhna chahie aur lot size Aisa select karna chahie ke jismein Agar Hamen loss Ho bhi Jaaye To Hamara account Fir Bhi e Jyada disturb Na Ho Kyunki Agar Ham bahut jyada lot size select kar lenge aur Hamen trade nuksan Deti Hai To fir Aise Aksar hota hai ki bahut se members ka account wash ho jata hai Hamen sirf trading Karni chahie aur Apni Taraf Se koshish Karni chahie ke minimum lot size ka istemal Karen Taki Hamara account se Farar Jaaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

                      Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bahut acchi baat ki Forex trading bahut hi risky or tough business hai jismein perform karne ke liye Hamen sabse pahle Forex trading ke about learning aur information Hasil Karke Apne experience Mein izafa karna chahie Jyada Se Jyada hardworking Karke Apne kam ko regularly perform karna chahie aur instaforex ki taraf se Hamen main demo account ki facility provide ki Jaati Hai Jis per Ham trading practis Karke Apne trading skills ko improve kar sakte hain aur aur Kamyab Forex trader Ban sakte hain aur Hamen trading karte waqt lot size Apne account balance ke mutabik rakhni chahie Agar ham without knowledge yah greedy hokar lot size ko Jyada Karte Hain To Hamen loss ki condition mein bahut Mushkil Ka Samna karna padta hai aur Hamara account wash hone ke chances bhi badh Jaate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

                        If your account is funded in U.S. dollars, this means that a micro lot is $1,000 worth of the base currency you want to trade. If you are trading a dollar-based pair, 1 pip would be equal to 10 cents. 2 Micro lots are very good for beginners that want to keep risk to a minimum while practicing their trading.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

                          Assalamu Alaikum dear friend trading Malad size aap apne account ke mutabik hi istemal Kya Karen agar aap apna account ke mutabik lagaenge to aap ka account ka Hamesha Rahega aur kabhi bhi aap kaun Nahin Hoga isliye Hamesha aur kam Kya Karen aap Aage badh jaenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

                            Ye depend karta ha k hamaray paas kitna balance ha. jitna balance hota ha usi hisaab se ham forex trading me lot size select kartay hain. apne aap ko loss se bachanay k leye hamain kam lot size use karna chaheye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein Kitna loot size use karna chahie

                              Dear aghr app forex ma new ha tu app lo kam saw kam lot size rakna chahiyah q ka account ko wash krna saw behtar ha ka ham kam profit lii

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X