importance of planning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    planing important hai magar magar ap ko sabar karna behter hai or sabar kar k sahi jaga trade lagana behter hai or yahi ap ki kamyabi hai or yahi behter hai ap k liye so plz focus on good trade.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      yes forex trading business hi kia har work ma hi planning karni chahia. baghair planning ka aisa hi ha jaisa andha dhundh dora jai. market anlysis bhi karni chahia ka market kis taraf ja rahi ha ya jana wali ha is ka sath money management bhi karni chahia. strategy khud banain aur us ka mutabiq kam karan.
      • #918 Collapse

        hello assalam u alikum kia hal han ap ke ? g bahi jan aap ki bat bil kol thik hai me aap ki bat sy agri karta hon k forex me hmy aek good plenig ki zrorat hoti hai jab hm trad karny sy phly trad k bary me plenig bna lety hai k trad jab upar jay gi to hm bay ki trad kry gy abi nichy aarhi hai abi trad nhi krni to tab hi hm kam jab hoty hai
        • #919 Collapse

          planning ki bohat ziyada ehmiyat hai forex mein aur agar apke paas ek acha trading plan nahi hai to ap is mein kabhi bhi kamiyab nahi hosakte,kiunke ek ache trading plan mein money management bhi shamil hoti hai jo apko risks ko control karne mein madad deti hai,to apko chahiye ke ap ek acha trading plan banayen.
          • #920 Collapse

            apki baat mien samajta houn brother strategies ur Planing banana itna mushkil kaam nahi per is ke liye hard work ur her cheez ko yaad rakhna ke kub marke kese move huwi ur ye kese ur kyoun is tarha up down side per hoti he to strategies banti rehti hien.
            • #921 Collapse

              dear forex main experience ki bari ahmiyat hai ham apni trade apnay knowledge pe kertay hain
               
              • #922 Collapse

                Essentially knowing the long run we also can own analyzes OP because we already know what techniques are used by people who we aspire to it .....* wrong, if we just accept the numbers ripe, example EU buy at 1.3000 TP at 1.3030 and at 1.2970 SL without knowing what reason .... this is not healthy because it will lead to dependence on others ...
                   
                • #923 Collapse

                  forex tarding main planing ki bohat ahmiat hai jis say enkar nahi kya ja skta..agr ap kay pas dunta ka behtren knowledge ho behtren strategies ho lekan planing na ho tu long term nahi chla ja skta kbi be profit aur loss ka ratio barabr nahi hoga..loss zyada rhega........
                  • #924 Collapse

                    forex ke business me profot ke liye plannig bhi lazmi he acha profit earn krna ke liye lazmi he ke ap ki trading planing best ho isi base pe ap loss se bachte hu
                    • #925 Collapse

                      The many professional traders says that the planning is very important in the trading and they say's that if we have the good planning then we control the emotion well so i wan to know how much true that planning is important in the trading.
                      • #926 Collapse

                        forex trading aik world wide online business hay iss main koi bhe trade open kernay say pehlay planning kerna zaroori hay bina pnning trade ghalat bhe hoo saktee hay..
                        • #927 Collapse

                          forex trading main teen chezon ki bohot important hai planning money managment or strategy ek professional trader hamesha in teen chezon ka khayal rakhta he
                          • #928 Collapse

                            Strategy ya planning ki forex trading main buhat importance hy. Jab tak hum achi planning nahi karain gey, hum acha profit hasil nahi kar saktay. Achi planning sirf aur sirf learning aur practice sey hi aati hy. Jab aap forex ko achi tarah learn karain gey, demo account main is ki practice karain gey aur is key rules aur different strategies ko samjhain gey to aap key leye acha profit lena mushkil nahi ho ga.
                            • #929 Collapse

                              yrr jahan tak iss kaam ka sawaal ha to iss kaam main aap ko planning ke baghair success haasil krna bht mushkil saabit ho sakta ha iss liye aap ko chahiye ke iss baat ka khyaal rakhen ke iss kaam main ko kabhi bhi loss ho sakta ha aap ko iss kaam main bht zyada planning se kaam lena ho ga nahi to aap ko loss ho sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                                forex trading me planning aur strategy making boht eham cheez hai , ek acha trader hamesha apni strategy k through kamyab hota hai ,ec liye successful hony k liye strategy aur planning boht eham role play krty hen
                                Ek acha trader apni her trading se phelay ek achi planing kerta ha. Wo market ko analyse karke apne mind ma strategy tiyar kerta ha. Ager market condition ziada up and down hoti ha to wo foran apni strategy bhi change kerta ha. Wo her kisam k halat se wakhif hota ha. isi waja se wo ek successful trader khelata ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X